Posts aur threads main spelling mistakes sy rating kam ho jati hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Posts aur threads main spelling mistakes sy rating kam ho jati hai
    Jo bhi ap post ya thread creat kerty hain tou same post ya thread ki rating main spelling mistakes bahot zyada effect kerti hain so jab bhi thread creat kerain ya post kerain tou spelling zarur check ker lain warna apki post ki rating ki waja sy bonus per bahot farq pery ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: fawadkazmi پيغام ديکھيے
    Jo bhi ap post ya thread creat kerty hain tou same post ya thread ki rating main spelling mistakes bahot zyada effect kerti hain so jab bhi thread creat kerain ya post kerain tou spelling zarur check ker lain warna apki post ki rating ki waja sy bonus per bahot farq pery ga
    AOA Bhai AP bilkol thek khy rhy ho ky spelling mistake bi AP ky bonus ka Kam ya Zyada krta is lya AP jb bi kisi bi thread ki ya kisi bi post kany Lago to spelling mistake check KR lya kro
    Removed by Moderator.
    • #3 Collapse

      Exactly bahi aapne bilkul sahee point uthayaa hay ham saary bas esi chakar main hoty hain k jaldi jaldi posts karin aur zayda se zayda posts hon kam wakt main. Usi doran ham spelling check karna bhool jaaty hain aur us ka affect hmari post rating pe parta ha.
      • #4 Collapse

        g han main aap ki baat se agree karun ga iss liye aap jo bhi likhain uss ko aik baar khud proof read laazmi kr lein
        • #5 Collapse

          g han bilkul agar ham forum posting me spelling mistakes karen gey to esi post kesi ki samaj me be nahi aye gi aur esi post ki waja se hamary overall posting ki rating be kam ho sakti hay

          posting karty time spelling ka khayal rakna chaye aur achi posting karny ki koshish karni chaye, ta key hamary posts ki rating increase ho jaye aur hamy acha bonus mil saky.
          • #6 Collapse

            Dear friends forex trading mein jb hum post karte hain to him ko chahy k post karte waqat sapilaing sahi lakhin ta k post parne salon ko post parne ki samjh aye
            • #7 Collapse

              Mere khial me spelling se koi khas effect ni parta aur matlb ka wazeh hona zarori hota hai aur agley bandey ko baat samajh aani chahiey. spelling ka ziada issue ni. aur mere khial me apko trading k related post kerni chahiey fazol posts se guraiz kren.
              • #8 Collapse

                g han ap ny thek kaha hy.jb hum koi post krty hn to end py humy is ko ik martbha read zurua kr lyna chahy or agr is my koi mistake ko to us ko thek kr dy .or sub sy important bat k jb ap post kro to us ko urdu my likhyoo .q k pakistan forummy ap ki post agr urdu my ho to zayda acha samjha jata hy.
                • #9 Collapse

                  posts ko likhtu hain to is main kafi bation ka khyal rakh kar kay hi kam karna ho gak un kay is main boht say aysay rules hain jin ko follow kar kay hi humain kam karna hota hay jin main say kuch rules ye hoty hain kay posts likhty time humain spelling ki mistake say avoid karna ho ga ta kay kam karna humary liye asan ho
                  • #10 Collapse

                    jab hum threads ko use karty hain to is main phly apni learning ko acha karna ho gakun kay market main kam karna huarmy liye kafi asan ho sakata hay is main spelling mistkae kar kay posts ki loikhn ahumary liye kafi risky ho sakta hay so humain is mistake ko avoid kar kay kam karna ho ta aky bonsu ach milay
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X