Loss Manage strategy
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss Manage strategy
    Dear Brother Aslam o alikoum hum Loss Manage strategy ksy kr sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jnb agar koi market opposite chal parhi hai to jaldi say apna account hedge kar nain ta k mazeed nuqsan say bacha ja sakay or scalping karain choti choti lot ki trade lagayen aur apna loss recover karain or specially indicator use karen
    • #3 Collapse

      Dear member acha topic hy sub trader ko chaheay k loss manage strategy use kery her trader apny account aor strategy k hisaab sy chal raha hota hy laki old trader ye kehty hain k profit loss 3:1 ke ratio honi chaheay ager app ki 2 trade main loss ho aik main profit ho tb b app over all profit ma raho gay , loss recover kerny k liay jalde kbi na kery.
      • #4 Collapse

        hamesha kam size ki lots use krein iss sy loss kam ho ga aur araam se manage ho jaye ga
        • #5 Collapse

          forex trdaing main loss se aik he soart main bacha aj skta hai aghr hmary pass forex ak sara knowledge hai or humain forex main achi trdaing karna ati hai aghr tu hmary pass knowedge nahi hain tu hum khi bhi loss ko kam nahi kar sty hain es liye hmaisah apni leraning ki taraf focus karen or market ko dekh kar trdaing karen
          • #6 Collapse

            market main stratgy ko use karna ho ga market main achi earning hasil karny kay liye humain kafi mehnat say kam karna ho ga loss ko manage karnay kay liye humain apny account ko manage karna ho ga kun kay agr profit hota hay to best thing hoti hay ior loss ho jaye to is ko recover karna kafi mushkil hota hay
             
            ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
            • #7 Collapse

              market main stratgy ko use karna ho ga market main achi earning hasil karny kay liye humain kafi mehnat say kam karna ho ga loss ko manage karnay kay liye humain apny account ko manage karna ho ga kun kay agr profit hota hay to best thing hoti hay ior loss ho jaye to iss ko recover karna kafi mushkil hota hay
               
              ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
              • #8 Collapse

                agar hum apny loss ko manage kar kay trading karen gay to humari trading bohat achi aur safe ho sakti hay es business main humay money management karty huway he trading karni chahiye tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay esmain jald bazi nahi kar ni chahiye
                • #9 Collapse

                  forex trdaing main hum loss ko manag apni trdaing main stop loss k sath manag kar skty hain q k hmari trdaing main jo stop loss hota hai oska maqsad yahi hota hai k hmari trdaing main loss kam se akm ho or zeyada na ho saky es liye hmain apni trading main stop loss ka use karna chahye ta k hum loss se bach saken
                  • #10 Collapse

                    forex trdaing main jo log apni trdaing main stop loss ko use nahi karty hain wo loss ko kbhi mang nahi kar paty hain aghr tu ap ny apni trdaing main loss ko manag karna hai tu apni trdaing main tsop lss ko use karen q k ayhi hmari trdaing main lsos ko kam karta hai or hmary account ko wash hony se bacahata hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Assalam-o-Alikum friends ma new user hon or ma apny senior members se poch na chatha hon k Loss Manage strategy se kaya morad ha please koi senior member mojy is k bary may bata sakay ga please jaldi say jaldi

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X