Jaiza: High time frame main analysis kun behtar hain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: High time frame main analysis kun behtar hain.
    Time Frames:

    Jab aap chart par analysis karty hain to us main aap kay pass options hoty hain kay aap kitny time frame main price ke movement ko dekhna chahty hain. Maslan chart main aapko 1min, 5min, 15min, 30min, 1H, 4H, 1D ya 1W waly options milty hain. Jin par aap analysis kar skty hain.

    Why i prefer High Time Frames:

    Main jab bhe analysis karta hun high time frames maslan 4H ya phr 1D ka option select karta hun. Jis ke sirf 3 simple wajohaat hain.
    1. High time frame main aapko sahe trend ka pata chalta hay aur aap ko achi trade milte hay banisbat low time frame kay.
    2. High time frame main support or resistance clear nazar aati hay aur aap market kay breakouts ko zayda clear daikh sakty hain, Jab kay small time frame main aksar fake breakouts hoty hain.
    3. High time frame aapko zayda behtar moky fraham karta hay aur aap lami trade ya zayda pips wali trade comfortably kar sakty ho aur high time frame aapko over trading se bachaata hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Salam Bhai Mary khayal ma AP NY bhot hi acha question poucha ha ky high frame ma market ky analysis kasy hoty ha
    High frame
    High time frame main aapko sahe trend ka pata chalta hay aur aap ko achi trade milte hay banisbat low time frame kay High time frame main support or resistance clear nazar aati hay aur aap market kay breakouts ko zayda clear daikh sakty hain, Jab kay small time frame main aksar fake breakouts hoty hain
    Removed by Moderator.
    • #3 Collapse

      Higher time frame chart ka biggest advantage traders ko ye hota hay key ye market price movement me filter ki tarha kam karta hay, higher time chart me market ko agar analysis kia jaye to traders key ley market movement clear ho jata hay jab key short time frame ki analyzing current trend to traders key ley clear ho sakti hay magar esy traders market movement ka overall jaiza kabi be nahi kar sakty,

      longer time frame ki requirement big account balance ki hoti hay jes se (stop loss aur take profit) ka margin zeyda rakna zarori hay, es ka advantage market swings ko without margin call key face karny me traders ko asani rehti hay.
      • #4 Collapse

        kaamkarnay k lye ap yahan say kisi b time frame ko follow kar skti ha ha yahans say ap ki wrokkingn daily base par increase ho skkti ha is say ap k kaam ko kafi support b mil skti ha ap ko yahan say kaaam asaani say sekhana chiye or phr kuch kar k dikhana chahiye
        • #5 Collapse

          Higher time frame ek tarah sy door ke eye glasses hn jo ap ko baray level py clarity daitay hn chhoti chhoti move in sy filter ho jati hn islye jo b in ko follow karta hy thora sukhi rehta hy in mn fzool ke chhakh chakh nae hoti
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: High time frame main analysis kun behtar hain.

            Agar Hum Log analysis ko follow karke trading Karte Hain To iska Hum logo ko bahut fayda hota hai isliye Hum Sab logo ko analysis ko follow Kar Ke hi trading Karni chahi Ghar Hum Log technical analysis course Fallon Karte Hain To iska Hum logo ko bahut fayda Hota Hai
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: High time frame main analysis kun behtar hain.

              Jab aap chart par evaluation karty hain to us essential aap kay skip alternatives hoty hain kay aap kitny time frame primary fee ke motion ko dekhna chahty hain. Maslan chart foremost aapko 1min, 5min, 15min, 30min, 1H, 4H, 1D ya 1W waly alternatives milty hain. Jin par aap analysis kar skty hain.

              Why i prefer high Time Frames:

              main jab bhe analysis karta hun high time frames maslan 4H ya phr 1D ka option select karta hun. Jis ke sirf three easy wajohaat hain.
              1. excessive time body predominant aapko sahe trend ka pata chalta hay aur aap ko achi trade milte hay banisbat low time body kay.
              2. excessive time body predominant support or resistance clean nazar aati hay aur aap market kay breakouts ko zayda clear daikh sakty hain, Jab kay small time body most important aksar faux breakouts hoty hain.
              3. excessive time frame aapko zayda behtar moky fraham karta hay aur aap lami trade ya zayda pips wali alternate simply kar sakty ho aur excessive time frame aapko over trading se bachaata hai.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: High time frame main analysis kun behtar hain.

                g han bhai jan ap ny boht achi bat ki hai or main apki bat se seahmat rta hun forex trading main high time frame main hmain boht se qualities milti hain jis se hum apni trading ko powerfull bna skty hain es liye aghr ap apni trading main high time frame k sath trading karen tu ap apni trading k liye bahtr trend find out kar skty hains ath main apko breakouts ka bhi achi trha se anadaza ho skta hai es liye hmain ayse he time frame main trading karni chahye jis main hmain profit hony k chaces zyda se zyda hoty han or hum apni tradng ko tab he bahtr bna ksty hain jub hum trading tools ko bahtr bna skty hain es liye zarori hai k ap wohi select karen jis main risk bhi kam ho apni trading main ta k apko loss na ho
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: High time frame main analysis kun behtar hain.

                  High time frame main market ko analyse bahut Behtar Tarika Se Kiya Ja sakta hai isliye hi time frame main market ko achi Tarah judge Kiya Ja sakta hai aur Market ki movement ka andaza Lagaya Ja sakta hai Kyunki market kaafi time se Usi jagah par movement kar rahi hoti hai ya ke Ek Taraf movement kar chuki hoti hai isliye Hai time frame ko use karna sabse behtar hai Kyunki usme market ki perfect movement ke bare mein pata chal sakta hai isliye Agar market Jyada move kar rahi ho to wait Karon otherwise Apne knowledge or analyse karte hue trade open karke dher Sara profit Hasil kar le
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: High time frame main analysis kun behtar hain.

                    yes main app say agree kerti hoon forex main high time frames main trading ache rheti hae koin k ager app aik price action trader hain to pher us main app big time frame jesy k daily our weekly hain un main analysis karien un main app ko clear support and resistance milti hai our pher us main clear break out hota hai oiur pher us main app ko clear trade milti hai choty time frame main clutters hoty hain our us main app ko pure signal nahe milty hain to just scalping app m15 ya h1 time main ker sagty hain normal trading app D1 main he karien gay to best rahy ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: High time frame main analysis kun behtar hain.

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
                      Time Frames:

                      Jab aap chart par analysis karty hain to us main aap kay pass options hoty hain kay aap kitny time frame main price ke movement ko dekhna chahty hain. Maslan chart main aapko 1min, 5min, 15min, 30min, 1H, 4H, 1D ya 1W waly options milty hain. Jin par aap analysis kar skty hain.

                      Why i prefer High Time Frames:

                      Main jab bhe analysis karta hun high time frames maslan 4H ya phr 1D ka option select karta hun. Jis ke sirf 3 simple wajohaat hain.
                      1. High time frame main aapko sahe trend ka pata chalta hay aur aap ko achi trade milte hay banisbat low time frame kay.
                      2. High time frame main support or resistance clear nazar aati hay aur aap market kay breakouts ko zayda clear daikh sakty hain, Jab kay small time frame main aksar fake breakouts hoty hain.
                      3. High time frame aapko zayda behtar moky fraham karta hay aur aap lami trade ya zayda pips wali trade comfortably kar sakty ho aur high time frame aapko over trading se bachaata hai.
                      Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main high time frame main sab log behtar trading strategy banaty Han or high Time frame main analysis ziada achy tariqy sy key ja sakty han is ley high time frame ko select karty Han or is main analysis kar k trading karty han high time frame best is k analysis ap ko Kam sy Kam loss ni hony dan gy or ap ziada sy ziada profit hasil karan gy is ley behtar high time frame main analysis karny ta k ap successful hon
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: High time frame main analysis kun behtar hain.

                        This method is based on a method of temporal analysis. This method is based on drawing a vertical line on the largest perm candle and then moving to the smaller rim. This work is aimed at reviewing the number of Japanese candles in the small timeframes, which constitute one candle of the largest time period. The small timeframe can explore chart patterns on smaller timeframes and thus capture more accurate entry opportunities. The Muffing Strategy is a new secret in our three-way optimization strategy. We all know that muffing-avrege is a fake line that is considered as a kind of barrier. Competitiveness Strategy Successful trading Gift does not need experts Successful trading strategy Gift does not need experts Easy currency strategy Best currency trading strategy Most successful trading strategies Best strategy for daily trading Strategies for trading stocks Strongest currency strategy Strategies Scalping Best strategy Hedge
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: High time frame main analysis kun behtar hain.

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
                          Time Frames:

                          Jab aap chart par analysis karty hain to us main aap kay pass options hoty hain kay aap kitny time frame main price ke movement ko dekhna chahty hain. Maslan chart main aapko 1min, 5min, 15min, 30min, 1H, 4H, 1D ya 1W waly options milty hain. Jin par aap analysis kar skty hain.

                          Why i prefer High Time Frames:

                          Main jab bhe analysis karta hun high time frames maslan 4H ya phr 1D ka option select karta hun. Jis ke sirf 3 simple wajohaat hain.
                          1. High time frame main aapko sahe trend ka pata chalta hay aur aap ko achi trade milte hay banisbat low time frame kay.
                          2. High time frame main support or resistance clear nazar aati hay aur aap market kay breakouts ko zayda clear daikh sakty hain, Jab kay small time frame main aksar fake breakouts hoty hain.
                          3. High time frame aapko zayda behtar moky fraham karta hay aur aap lami trade ya zayda pips wali trade comfortably kar sakty ho aur high time frame aapko over trading se bachaata hai.
                          Assalamu alaikum bhai jaan Mere Khayal mein Ek new joiner ko Hamesha short time frame Mein Apne analysis karne chahiye Kyunki Jyada knowledge na hone ki vajah se ya bahut rishti ho sakta hai ki agar aap long term trading kare ya FIR long time frame Mein Apne analyse Karen Kyon Ki market ki movement ko Jyada acche tarike se understand karne ke liye too long time time frame he use Hota Hai lekin new joiner ko chahiye keva short time Prem par kaam Karen aur pahle Apne knowledge ko increase Karen aur uske bad long-term timeframe par Apne analyse Karen aur apne trade ko Jyada der ke liye apan Rahane De
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: High time frame main analysis kun behtar hain.

                            bhai jan ap ny boht achi bat ki hai or main apki bat se seahmt krta hun forex trading main time frame jitny bhi use kiye jaty hain sub ki alalg alag ahmiyat hai jis se hum apni trading ko profitable bna skty hain es liye hmain os time frame ko slecct krna chahye jis main hum achi trading kar k acha profit gain kar skaen or aghr hmara expiernce short term trading ka hai tu hmain apny expiernce ko use karna chahye or ahr hmain long trm trading ka expiernce hai tu bhi hum os ko use akr skty hainq k mera khyal hai k tading method koi bhi galat yah fail nahi hota hai bus hum se use karny main galti ho jati hai tu hmain apni trading ability ko strog krna chhye or apni trading ko bahtr karny k liye mahnt karni chahye q k jub hmain knowedge hga hum tab he achi trha trading tools ko use kar skty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: High time frame main analysis kun behtar hain.

                              Jaiza : Trading Time Frames :

                              han bhai hemin apne trading mein aise time frames choose krna hote hien jen ko hm easily smjh skte hein aur hmein apne trading men high time frames ka choose krna ya low time frame ka choose krna es lie zarore hota he keh hm apne trading market ke sahih trend ko smjh skein aur high time frames es lie prefer kie jate hein kion keh high time frame mein trader long time ke lie trade open krta he aur long time frame mein market ke price movement ko smjh kr order place krta he to woh apne trading mein acha time pr order open kr skta he aur jb right time pr place hon to saf bat he keh hmein apne trading se profit ho ga to bhtr yeh he keh hm apne trading ke lie time frames ke importance ko smjhien aur chart aur indicators mein aisa time frame choose krein jo hmein trading mein bhtr result de aur hm apne trading kr ke acha profitable trading kr skein. Thanks

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X