3 Analysis Of Forex Trading.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    3 Analysis Of Forex Trading.
    Main Ap Sb Se forex trading ke 3 analysis share karna chahta hn,jin teeno analysis ko dekh ke hamen trade karni chahiye,agar ye teeno analysis ek hi signal den to phir hamen us hi hisaab se trading karni chahiye.
    1, Technical Analysis : Indicators Etc
    2,Fundamental Analysis : Forex News Etc
    3,Sentimental Analysis : Market Trend,Candle Sticks Etc

    :cool:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ap nay buhat achi information dee hai. ap indicators kay zaryay aur market news kay saath trading karni chiyay. ais tareeqay say ap profit lainay kamyab ho jatay ho. ap experts hona chiyay trading kay liyay.
    • #3 Collapse

      salam to all,jee dosto ager koe trader inn three analysis ko proper apply karta hay to wo sucess full hay,lakin inn ka sath app ki apni aik desi strategy bhi honi chiya.
      • #4 Collapse

        ji kashan sahab aap ka 3 anellsies ka mashwara deny ka bohat bohat shukria aap ki in baatoo par agar ham aamal kain to mham achy treader ban sakty hain is liy hamin chahiey kih ham senior ki tips par aamal bhi karin
        • #5 Collapse

          my dear app nay bilkul sahi kaha hai agar hum ye sab khuch follow kar kay trade karey to humein trade mein kabhi loss bhi na ho my dear trade insta forex ek bohat hi zabardast profitable bussiness hai es say bohat say log joind hai aur daily mein acha profit earn kar kay bohat happy hain
          • #6 Collapse

            ji han aap ne bari hi achi baatain hamare saath share karin hain hamain chaiye kay hum in teeo analysis ko agar saath lekaar chalte hain to hum bohat aage ka safar araam se kar sakte hain forex news market trend aur indicators ko apna len bara age ja sakte hain hum
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Kashan6 پيغام ديکھيے
              Main Ap Sb Se forex trading ke 3 analysis share karna chahta hn,jin teeno analysis ko dekh ke hamen trade karni chahiye,agar ye teeno analysis ek hi signal den to phir hamen us hi hisaab se trading karni chahiye.
              1, Technical Analysis : Indicators Etc
              2,Fundamental Analysis : Forex News Etc
              3,Sentimental Analysis : Market Trend,Candle Sticks Etc

              :cool:
              yes i am 100% agree with you ke tarding karne se pehle sab se main chez market ke analyis ko watch karna hai jis ki madad se hum apni tarding ko kamyab banasakte hain sab se pehle apko forex ki basic knowledge aur experince ho phr ap ko market trend uske indicators aur news ko follow karte howe trading karni chaye take hum market ki movemnt ko dekhte howe sahe decision le ke acha profit earn karsaken
              • #8 Collapse

                the analysis on the neutral ground is a divided into only two. the two are fundamental analysis and the technical analysis but the thrd one which is a the sentimantal analysis is based on the market users actions. what is the expectation of the trader in a certain time view.
                • #9 Collapse

                  Forex trading kay liye sab say behtar cheze yah ha kay hum iss main yada achy treeky say kaam karain apna focus rakhain trade par aur iss kay baad mehnat karain phr hi kamjab ho sakty hain hum siss main aur iss kay alawa hum forex say kuch hasil nahi kar sakty agar yah cheezain na lain hum
                  • #10 Collapse

                    Thanks bro i agree with your post apne best information di he aur yahi 3 treqe hen markit ko analyse karne ke jismen sub se strong fundamently he koyon ke fundamently base per markit bohat up down karti he kyoun ke ye kisi mulq ki mushiat per insaar karta he
                    • #11 Collapse

                      my dear ap ne bht achi tips the hy bht se logo ko is bara ma nhi pata tha aur apne ye tips da kar bha acha kya hy huma in 3n pe foces karna chaye hum hum market pe kam kar raha hote he or jab ap technical analysis thek lagwo ga or phr news b dahko ga or phr candle stick ko b watch kar k trade lagwo ga to faida ho ga ap ko
                      • #12 Collapse

                        mere khayal main market trend hi sub se behter hi jis main ap kam ker ke achi learning ker lete ho iss main trading kerna muskil hi magar profit able bi hi ap ko canlde stick patterns ko use ker ke clear trend mil jata hi jis main kam ker ke ap achi earning ker lete ho
                        • #13 Collapse

                          Ap ne jo 3 analyses share keye hain ye base hai forex ki aur en ko agar achi tarah read karna aa jay to phir loss k chances kam ho jaty hain .en mein se agar 2 par bhe grip ho jay to bohat bari baat hai.
                          • #14 Collapse

                            bikul apne jo points ko highlights kiya hai wo bikul sahi hai forex main trading kerne ke liye ye teeno analysis kerne zarori hote hai.forex main trading kerne ke liye apko jald bazi nahi kerne chaiye.forex main risk ka factor bhi involve hota hai isleye koish kerhe ke app aise koi bhi galti nahi kerhe.thanks,.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              jee my dear thek kha ha pa an ky ya 3 analysis ha jin sa mrket trend ko hum dhak sakhty ah ky market ke movement kis terf ha our ap ko ya bh bath do ky in ko indicator ke madat sa karta ha jin ko indicator ka pata ah wo to is ko easly kar sakhty ah

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X