Jaiza: educated person ka trading career
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: educated person ka trading career
    well educated persons ka trading career life time key ley ho sakta hay aur esy traders positively work key sath Forex business me asani se success hasil kar lety hey, forex trading business me order place karny ko hi trading nahi kehty, market ko understand karna uneducated persons key ley difficult ho sakta hay
    Well educated persons key ley Forex ki education hasil karny me be asani hoti hay aur forex news ko deeply understand karna be esy traders key ley difficult nahi ho sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex Market As A Career
    Aik achy educated aadmi ka forex join karna es baat ke taraf ishaara hota hay kay wo forex main sirf chand hazaar dollars investment kar kay sirf monthly acha profit nahi bnaana chahta bal k us ko forex main sirf account par trading k elawa aik waseeh future nazar aa rha hota hay. Forex market main well educated banda kisi bhe field main master ya graduate level ke taleem sy aik acha future bana sakta hay. Chand jobs forex main as a career chuni ja sakti hain jo kay sirf educated bnda he kar sakta ha.

    1. Strategies, Currency Analyst ya Currency Researcher:
    Jab aik well educated banda forex main kuch arsa kaam kar leta hay go usko jo aik cheez main first experience hota hay aur wo istemaal kar sakta ha wo ha Market analyst. Kafi arsa trading k baad usko market ke movement ka andaaza hojata ha aur wo phir es experience ko as a career use kar sakta ha. Mukhtalif strategies par us ny kaam kiya hota ha ya phir apbi strategy bnaai hoti ha jis ko wo sell ya phir logono ko classes dy sakta ha. Aur websites aur online learning classes dy sakta ha.

    2. Forex Account Manager:

    Jab aik lamby arsy tak taleem yafta bnda kamyaab trading karta hay aur logon ko pata chalta hay ya phir wo apny accounts kay results websites ya portfolios par deta hay to wahan par us ko bary capital waly account manage karny ko mil sakty hain jis ka wo aik bary level par faida utha sakta hay.

    3. Software/Robots Developer:
    Agar education IT ya computer science main ho to aik bht he bary paimaany par istemaal hony waly robots ya EA's bnaay ja sakty hain aur aap ye complete field main us time master hoty hain kun kay aap market kay mukhtalif indicators aur prices ka idea rakhty hain. Phir education ka faaida uthaaty huy Robots bnaay ja sakty hain ko kamyaabi sy kaam karty jon to ye bhe waseeh field hay. Aur es main bhe aapka career ban sakta hay.
    • #3 Collapse

      g han bhai ap ki bat sahi hai jub k well educated hony se hmary career main kafi acha empact parh skat hai q k hmain kisis bhi akm ko smhny k liye knowledge hona boht zarori hai jo k hum parhy likhy hongy tu he hum osko smjh sakengy tu hmary iye kamyabhi k liye hmain apny eductaion ki bhi traf dehan dena chhyae ta k hmain sub kuj asani se smjh main a saky
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
        well educated persons ka trading career life time key ley ho sakta hay aur esy traders positively work key sath Forex business me asani se success hasil kar lety hey, forex trading business me order place karny ko hi trading nahi kehty, market ko understand karna uneducated persons key ley difficult ho sakta hay
        Well educated persons key ley Forex ki education hasil karny me be asani hoti hay aur forex news ko deeply understand karna be esy traders key ley difficult nahi ho sakta hay.

        My dear friend AP ny bhot hi acha question poucha ha Mary khayal ma educated people ki forex trading ma bhot hi zayada ihmeyat hoti havkau ky ager wo log apny knowledge ka fida o thaty how acha profit hasil KR skty ha or In logo ko zayada mhnat bi nhi krna perti or wo technical point ki bena per trading krty ha
        • #5 Collapse

          Aapka trading karne ke liye Apne education system ko increase karna hoga aapke paas maximum skills ka hona lazmi hai jitni Zyada aapke paas Yahan Par Delhi in desperate technical analysis ki help se aapke paas skills generate Hogi aap isko kaam kar sakte hain aapke paas income to generate ho jayegi
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: educated person ka trading career

            forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hamy education ke zarorat nahi hote hamy forex mai kam kary ke learning hasial karne chahey hum internet py babypips py learning hasial kar sakty hain forex mai hamy rozana demo account mai practice karne chahey is mai kam karny sy hamare learning mai azfa hota hain is mai kam karny ka hamy bonus be milta hain forex aik aam business ke tarhe nahi hain hum is mai agar bager learning ky tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga or is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: educated person ka trading career

              Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy aik educated shakhs jb trading krta hy to wo forex ko deeply understand krny ki slahiat rakhta hy forex jasa k profitable hony k sath sath aik risky or difficult business b hy is liay is ko understand krna aik trader k liay bot bari success hy ap ny bilkal tek kaha k trade ko close ya open krna hi forex ka nam ni balky is m success ki bari wja market ko samjna hy or aik uneducated shakhs is chez ko ni smj skta k ham forex ko kasy understand kr k trading m agy barh kr apny dreams pory kr k apni life ko successful bna skty han education shakhs mehnat kr k forex trading ko agy brha skta hy
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: educated person ka trading career

                Forex mai educated loogo ka bohat acha career bann sakta hai kiyu kay wesay tou forex mai kisi special qualifications ya educations ki zarurat nahi hoti laikin Agar daikha jaey tou educated loog ziada achi trading ker laitay hain aur trading kay elawa educated loog forex trading business mai he mazeed aisay kaam ker kay achi earnings ker laitay hain jo average educations waley nahi ker paatey. Forex trading business mai traders ko bohat si mazeed strategies Bana kay bhi earnings ker saktay hain. Agar qualifications aur education achi hoto online forex trading ki coaching shuru ki jaa sakti hai. Jaisay aaj kall technology ka Era hai tou expert aur senior educated aur well qualified traders apnay YouTube channels Bana kay bohat achi live trading tutorial videos Bana kay new aur junior traders ko forex trading sikhaa saktay hain. Forex mai kisi special education ki zarurat nahi hoti laikin Agar trader kay paas ko specific education ya qualification hoto uss ka faida he hota hai
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: educated person ka trading career

                  Forex business me educated traders ka career

                  Forex business me sab se bright career hi educated traders ka hota hay esy traders jo key achi education hasil karny key bad business start karty hey wo asani se business ki learning kar key es me kamyab ho jaty hey, esy well educated traders siraf Forex business me hi nahi har financial business me kamyab ho sakty hey, education key base par hi traders key ley ye asaan ho jata hay key wo news se hi market key bary me information hasil kar saky, education ki waja se traders ko es ley be faida ho jata hay key har news ko wo asani se understand karny me kamyab ho sakty hey Forex se related news English me hoti hay aur es key ley traders ka educated hona zarori hota hay.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X