Forex ko umeed smajhna
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ko umeed smajhna
    Dear forex trading ek bohut badi umeed par kaim hy har ek trader ko umeed hoti hy k markit meri command par chaly gi ye sahi hy lekin forex k pechy apni kisi job ko mat chorein mein manta hon forex trading deti hy lekin isy humesha part time hi rakhein aur is sy utni hi umeed rakhein jitni forex trading dy sagti hy aur forex tradin sy ziyada umeed ni karni chahiye aur nahi sir umeed par trad karni chahiye bulky completely tyari k sath trad karein aur loss na hony dein
    :1f63b:​BE HAPPY
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes dear men ap ki bat sey agree kerta hn kih ap ney bilkul thk bat kahi hy ku kih har aik traders ko aj kal forex sey bht umeeden hen or wo kehta hey kih market mery mutabik kam karey but un ko aisa karay sey zayada investment jald bazi men kerney sey loss bhi ho sakta is lye sab traders apni umeed ko pori tarha mukamal karen but jald bazi na kaen................
    • #3 Collapse

      Asalam u Alikum
      Bhai her koi kaam jo aap kerty hai achi umeed hi rakhty hai ager aap is ko part time job samj k kr lain to behter hai.
      Saahi hai her kaam jo jald baazi main kia acha nahi hota time proper time aur analysis hoga tu zayada faida hoga
       
      • #4 Collapse

        G han forex trading aik umeed hi tou hai ky agar hamary pas qualification bhi hai aur phir bhi koi job nehi mil rehi tou forex trading tou her koi ker sakta hai na aur agar acha trading ka experience ho jaey aur completely learn kerny ky bahd trading start aur continue ki jaey tou phir kisi jab ki zarurat bhi tou nehi rehti forex trading sy hi kafi earning ho sakti hai
        • #5 Collapse

          Bhai baat tu saahi haibl M.com ker k 5 saal se job talash ker raha hoon kaafi jaga interview bhi ho gaya per job k ly koi 10 mangta hai koi 5 lakh ab batao itna paisa education per lagaya hai aur velly ab forex se kuch earing ho jaati hai
           
          • #6 Collapse

            jee bhai ap ne thk kaha forex jitna de rha hai utna le isk pechy apni job na chory q k iska bhi koi bharosa nai kb bnd hojaye kb kch hojaye lakin umeed hai aesa hoga nai q k bht salo sy working main hai insan ko apny dimag sy soch kr work krna chahiye dimag sy trade kry or isy part time hi smjhain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              forex main kam karny kay liye is main mehnat say kam karna ho ga kun kay is main agr trade karna ata ho yani kay trade kay bary main achi knowledge hoo gi or ziada practice ho gi to kam karna humay liye kafi asan ho ga nai to market main stay karna or is main kam karna kafi mushkil b ho sakta hay
              ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ

              اب آن لائن

              Working...
              X