Kya Robot trading manual trading sy behtar hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya Robot trading manual trading sy behtar hay?
    Shyed ye masla har kisi kay sath aata ho ga lekin mery sath ye bht zayda hay k trading kay doraan apny jazbaat par qabu kahe rakh sakta jis ke wajha sy aksar faisly ghalat hoty hain. To main aap sy pochna chahta hun kia robot trading es masly ka hal ho sakt ha?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    My dear sir Robo trading karne se to aap ko bekar Hai Ke Khud mainly trading he kar Kyunki Road golani uska Pata hota hai us Me Leke jata hai aapka account was Pee sakta hai aur aap ko chahiye kya aap apni best
    ALWAYS BE HAPPY
    • #3 Collapse

      dear robot trading key result par depend karta hay, jaha tak mera expernice hay koi be esa robot system nahi hay key forex market se hamy 100% profit without loss key de saky, manual trading me hamari strategies bahot ehmeyat rakti hey jab key robot trading me ham apni marzi ki koi be strategy use nahi kar sakty hey robot me fix strategies use ki jati hay, manual trading me ham apni marzi ka profit earn kar sakty hey jab key robot trading me ye opportunity be hamy hasil nahi hoti hay, robot auto trading system se work karta hay jes me kam ya zeyda profit ko koi ehmeyat nahi de jati hay.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
        Shyed ye masla har kisi kay sath aata ho ga lekin mery sath ye bht zayda hay k trading kay doraan apny jazbaat par qabu kahe rakh sakta jis ke wajha sy aksar faisly ghalat hoty hain. To main aap sy pochna chahta hun kia robot trading es masly ka hal ho sakt ha?
        Mere Samne trading ka sabse best Tarika manual trading Karna Hai Main Woh trading nahi karta hona hai mujhe robot trading karna pasand hai robot trading karne se hum khud kuch kaam nahi kar sakte Jab ke manual trading se Hame learning ka moka Milta Hai 4 manual trading K traders go future maybe bahut fayda hota hai UK manual trading Karke traders full trading karna seekh Jaate Hain
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Manual trading
          Dear hum manual trading ma pehly market ka jaiza lety hain phr planning krty hain phr apni trade ko balance leverqge aor capital ky hisab sy manage krty hain usky bad market ma trade open krty hain aor jub humen required ho hum trade close kr dety han aor stoploss takeprofit bhi khud lgaty hain aor apni trade ko modify bhi kr skty hain isko manual trading kehty hain

          Robot Trading
          Jub ky robot trading ma hum aik compnay sy aik software purchase krty hain uay apny laptop ya pc ma install krty hain us ko trading account ky sath link krty hain uska kya kam hai ky market ki movement ky hisab sy aik set pattern hota hai software ap sub janty hain binary language sy software bnty hain to wo operation krta hai auto trade open close krta hai kabi apko loss ma kabi profit ma trades close kr ky deta jata hai aor apko is ma fauda aor loss ka average milta rehta hai faida hai to use kren nhi to na repo iski theak nhi hai
          • #6 Collapse

            forex trading main manul trading ko log zeya preefr karty hain soki yah wah hai k manula trading main hum market ko khud se chek kar trading karty hain jub k rebort trading main pahly se trading method set kar diya jata hai tu trading ka order lag jta hai or ,boht kam log rebort trading karty hain zeyad log manual trading karty hain or mera khyal hai k hmainmanul trading he karni chhyae q k yah online or current sitauon ko follow kar ki jati hai rebort main lss k chances zeyda hoty hain or hmain os main risk ko bhi kafi face karna prhata hai
            • #7 Collapse

              forex tading main jo rebbort trading hoti hai wo aik trah se pahly set ki gai hoti hai os main har tradors jo bhi karta hai yah k karna chhta hai wo pahly karta hai rebort trading ko EMA trading bhi kahty hain es main hmain apni trading ko pahly se he apny account ks ath set karna hota hai jub hum osko set karty hain tu hmary liye yah asani hoti hai k hmari trading main hum aghr pc k samny hain bhi yah nahi hmari trading ho jati hai maghr main maanual trading ko preefer karunga es ki yah wjaha hai k hum manual trading ko kafi had tak khud control kar skty hain jub k robbort main aysa option nahi hota hai
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
                Shyed ye masla har kisi kay sath aata ho ga lekin mery sath ye bht zayda hay k trading kay doraan apny jazbaat par qabu kahe rakh sakta jis ke wajha sy aksar faisly ghalat hoty hain. To main aap sy pochna chahta hun kia robot trading es masly ka hal ho sakt ha?
                My dear friend AP ny bhot hi acha question poucha ha Mary khayal ma robot trading kro ya phir AP manual trading kro is ky is waqat Tak koi fida nhi jah Tak AP mhnat na kro AP zayada mhnat KR to dono ma AP ko ko profit mil skta ha
                • #9 Collapse

                  ho sakta hay robot trading karnay say trader ka problem solve ho jay but aisa jahan tak main smjhta hon possible nhy hay qion kah agr robot trading profitable hoty phr trader ko forex market ka experience nhy gain karna hota hay aor trader ko khod market ko analyze karnay aor smjhny kay need hy nhy hoty is liy to senior and expert traders kabhy yah nhy kahty hian kah robot ka use karo robot trading kabhy use na kia hay but senior kay advise ko follow karna hota hay aor robot trading ka system profitable ho ga ya nhy is ka experience nhy hay han agr trader koi robot trading main use karnay laga ho aor robot trader ko profitable trading kar kay day raha ho phr robot trading kar lay is main koi haraj nhy hay wasy jo trading ka right way hay woh manual trading ka hi hay qion kah manual trading say trader ko forex trading market main knowledge and experience gain karnay ka mooqa milay ga aor manual trading karnay say trader business ko smjhy ga aor phr trader professional trading kar kay profitable trading karay ga
                  • #10 Collapse

                    dear forex ek world best business ha is liye forex mein achi earning hasil karny kay liye ap kay pass acha experience hona bohat zarori ha or forex mein robot trading say behtar manual trading ha kiyon kay robot bhe insan he banata ha jis mein mathmatic use hota ha is lye agar ap math kay sath tabhi tak profit earn kar sakty hein ayusa nahi ha kay robot say profit nai earn ho sakta u say ap acha profit earn kar sakty hein lekini tabhi jab ap market movement na kary is liye ap manual trading say bohat he acha profit earn kar sakty hein or life time earning hasil kar sakty hein
                    • #11 Collapse

                      Hum forex main dear do tarha ki trading kerty hian aik hum manual trading mean khud kerty hian our dosara hum us main software use kerty hian
                      Robot Trading : jes ko Robot trading khety hian to main to us ki favour main nahe hoon koin k main nay kafi dosto ko use kerty hian diekha hai jin k accounts robot nay 3000 usd k aik din main wash kaey hain our dosara robot jab aik trader ki setting k oper work kerta hai our us main trader ka koi khas experience shamil nahe hota hia to pher us say app ki earning bhe fix rheti hai
                      Manual Trading : to dosto main to forex main manual trading ko prefer kerta hoon koink us main app ko time k sath sath experience trading main hasil kerty jaty hian jes say app ki future main earning kafi increase ker jati hai our pher us main aik din app kamyaab trader our zeada earning kerna shuro ker dity hian koin k ager shuro main loss hota hia to us say preshan na hoon koin k loss her business ka hisa hai our forex main loss hona koi bure baat nahe hia bus ap ka account main us main wash nahe hona chahy
                      • #12 Collapse

                        Hum bhae forex main kafi tarders robots bhe use ker rahy hain our un k istimaal say bhe wo ache earning ker rahy hain or khuch traders jo hain wo manual trading ker rahy hain wo us say bhe earn ker rahy hain jes learning us main ache ker raha hai wo forex main manual trading ker k ache earning ker sagta hai forex main humean ager robot use kerna hai to pher us main humean us main risk ko bhe manage khud kerna ho ga our us ki setting easi kerni hoon geen k wo lot size chote select kerean ta k wo zeada trades na leay our us main over trading say bhe safe rahean us main app ache earning mt4 k agay na beith k bhe ker sagty hain koink us main ager app pc k samnay beithain gay to pher koi faida nahe hai robot ka humean faida he yahi hai k humean mt4 k oper bethnay ki zarorat nahe parti hai or wo khud humeri instructions k oper work kerta hai manual main ye nuksaan hota hai k humean us man trading platform k oper bethnay parta hia to ye humean loss hota hai health damage hoti hai
                        • #13 Collapse

                          Forex trading main sab se best hay k ap menul trading karain robot trading kafi riski hoti hay jis wajha se humain loss k chances zada hote hay robot trading ka masla ye hay k robot ne apni marzi se trade trade open karni hotibhaybaur apni marzi se closs karni hoti hay aur us main humain loss bhi hota hay aur humara account bilkul wash bhi ho sakta hay kiu k robot trading main ap khud trade closs nai kar sajte jo karna hay robot ne karna hay is liay best hay k ap menul trading main mehnat karain aur us main expeart bane ki kosish karain aur apne ap par kabo pana sikhain take ap profitable trading kar sakain aur save trading kar sakain kiu k trading aok aesa business hay jis main ap k liag boht zarori hay k ap apne emotions par control rakh kar trading karain jo trader bhi is main apne emotions oar control nai rakhte wo kabhi successfull trader nai ban pate is liay khud trading expeart bane aur robot trading se door rahain
                          • #14 Collapse

                            brother jahaan tak mera khayaal hay robot trading manual say to behtar hay lekin yeh depend karta hay kay robot ke price kya hay profit outcome kyaa hay robot ki efficiency kya hay kiss type ka robot hay or woh aap ko profit kitna earn ker kay deta hay lekin mera khayaal hay kay aap ko trading manually he kerni chaahiye woh iss liye kay jab aap khud trading kertay hain to aap ko experience haasil hota hay aap nayi cheezain seekhtay hain ager aap ko manually loss bhi ho jaaye or robot aap ko thora bota bhi profit deta hay to uss ka koi faida nahin hay kiun kay aap kuch nahin seekh rehay hain kiun kay aap ko trading kerni hi nahin aaye gi aap hud to kuch trading kerain gay hi nahin to aap ko kesay aaye ga.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex trading aik aysa business hai jis main jub hum trading karty hain tu hmain os trading method ko apnana hota hai jis main hum achi traha se os method ko use kar saken or aghr trading ki bat ki jay tu boht se tradors rebbort trading bhi karty hain jesy k name se he zahar hota hai k rebort main kesy trading hoti hogi es main hmain trdaing k liye market ko pahly se he apny andzy k mutabik analysis karna hota hai or apny order ko pahly he lga dena hota hai jis main hum es ummed par tade lga dety hain k market es point par ay gi tu hum apni trade lga dengy jub market os pint par ati hai tu in ka order lag jta hai jub k manual trading main hmain market ko osi time main he follow krna hota hai jub market main best netry ati hai reboort main los k chances boht hoty hain jub k manual main hum apni trade ko kafi had tak control bhi kar lety hain tu main manual tading ka he mashwra dunga usb ko

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X