loss in trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss in trading
    trading mein 90 pecent logon ko loss hota he. ye kam assan nahi he.patience ke sath trade krein
    balance ka istamal ache tareqe se krein.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dekhen trading aik aisi cheez hai jo har kisi kay bas ki baat nahin hoti hai yahan par pehli baat logon ko sabar nahin hota hai aur dusra log bohat jaldi hi faisla kar dete hain jis ki waja se apna loss kar wa dete hain to meri mane to patience rakhen aur phir trade karen
    • #3 Collapse

      yes dear jo bi new beginner hotay han wo short cut kernay ki koshish kertay han ore jeld hi ziaada profit earn kernay ki koshish kertay han jis se un ka loss ziaada hota ha ore profit kum hota ha .hamaisha patience rehtay huay slow and steady ki policy per chelain
      • #4 Collapse

        NO my dear ye sach nai hai forex bohat profitable aur strong bussiness hai bohat say log es say bohat acha daily mein profit earning kartey hain i thinks es bussiness say 90% log profit earn kartey hain aur 10% woh log hotey hain jo es mein without learn aur without traning ajtey hai aur kai log es mein apni laluch say account ka loss karwa letay hain chahey woh es mein expert ho chahey without trend laluch say har kisi ko loss hi ho ga
        • #5 Collapse

          thek kah rhe ho app magar 90 percent new trader hongi and loss to aik factor ha aur us ko hum minimize zarur kr skte hain pateince chaheya hote ha loss bare krne ka leya and market ki fast movement ka waqt bhi isiliye demo account pr practice krne ka leya kahte hain.
          • #6 Collapse

            trading mein 90 pecent logon ko loss hota he kunke wo log patince se kaam nhi lete aur loss krte hame chaye hamaisha patience rehtay huay slow and steady ki policy per chelain
             
            • #7 Collapse

              1 to ham pakistani's me zara sa knowledge kya a jae ya jaib me 4 paise kya a jaen ham trade krne bhag jatay hain wo bhe live market pe me to samjhta hun pahlay demo account per kam karna chaheye
              • #8 Collapse

                insaan apni mistakes ki waja se he loss main jaata hai ager hum achi strategy aur plan banaye aur market ko sahi tarah watch karain aur low risk kay saath apni trade start karain to hum apne loss ko control kar saktay hain.
                • #9 Collapse

                  g janab aap nay bikul theak kaha hai loss to trading ka aik hissa hai yeh aik online busnise hai agar is nam loss na ho to yeh to phir busnise to na huya na
                  • #10 Collapse

                    Jin 90 percent lgon ko trading me loss hota hai tu iski reason kia hai? agar apni mistakes ko remove kar dia jay tu easily yehi loss ko profit me change kia ja sakta hai magar over volume hony se khud ko bachana chahiay kiun kay jab aap over volume ho jaty hain tu khud ko control karna bohat mushkil hota hai over trading start hoti hai.
                    • #11 Collapse

                      forex k business mein jtni profit hai tu hum ko ya baat nahi bolni chaya k forex mein loss bhi hai. agar hum apni investment ko theak se nahi use kara ga aur hum trading achy nahi kara ga tu hum ko bar bar loss he ho ga . iss liya bhut sara log ko forex mein trading karna k bara mein itna nahi pta hota hai aur bs wo profit ko he dekhta hain loss k bara mein nahi sochta hain k hum ko loss bhi ho skta hai kuch mistakes karna par.
                       
                      • #12 Collapse

                        sir loss to har busnise main hota hai loss to aik hota hai busnie main koe loss to hota hai yeh to aik online busnie hai is main agar aap ko loss na ho huya to aap ko profit kis tahran ho ga
                        • #13 Collapse

                          yes loss in trading is must and profit is also must so it is a situation of do or die so dont worrry in this situation when you are running the trading if your bear the loss then you will got the lesson in a great way and next time you will be so care full
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: kasuri پيغام ديکھيے
                            trading mein 90 pecent logon ko loss hota he. ye kam assan nahi he.patience ke sath trade krein
                            balance ka istamal ache tareqe se krein.
                            g han dear forex main 90 % logon ko loss hota hy is ki main waja un logon k pass patience ki kami hy kyn k yei log jald bazi sy kaam katy hain aur loss face karty hain
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              well it is bad news for all trader loss in trader and it is possible but if we work hard and avoid to it and loss is not good for us. in trading so please avoid it.
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X