Profit ki bjay learning
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Profit ki bjay learning
    Main new traders jo forex trading main arahay hain unko kehna chahon ga wo traders pehle forex tradingbko learn krny ki koshish krain or trading ko join. Krty he sirf profit bnany ki trf na jain blky learning ko ziada zor dain
    FRD 07 TRADING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Learning jab aap first time forex kay baary main pata lagaty hain us din sy suru ho jaati hai. Lekin aap agar learning ko chor kar sirf aur sirf paisa kamany par tawajha dain gy to es learning ka aapko kuch faida nahe ho ga. Aur aap ko pehly complete learning karna pary gee us kay baad khud ba khud he paisa aap k pass ana suru ho jaay ga.
    • #3 Collapse

      Agar aap Forex trading Mein learning ke liye I had to yeah both achi baat hai lekin bahut Sare log Forex trading and profit gain karne ke liye Aati Hai Mujhe Nahi Jante kids Itna Jyada knowledge Hoga Itna Jyada aapko profit Hoga knowledge profits AK is other important Hai Jiski wajah se aapko bahut jyada fayda bhi deta hai agar aap chahte hain kya aap Jyada Se Jyada knowledge gain Kare Toh Jyada Se Jyada website search kare
      • #4 Collapse

        Dear member Learning har field may intihai zarori hoti hay chahy wo jo b filed ho q k agar koi insan wo cheez learn nahi kary ga tu usko kafi mushkilat ka samna karna paray gy. Isi liye Forex may agar earning k bajaye pehly learning par tawajo di jaye tu ziyada behtar hoga q k learning k bad ap sahi tareeqay se trade kar pao ga or ziyada profit earn kar pao gy.
        https://t.me/pump_upp
        • #5 Collapse

          jaby of Forex trading mein inta ho toh aapko yeah nahi sochna chahiye kya aap profit gain karne ke liye hell Palke Ye sochna chahiye kya aap Jyada Se Jyada knowledge gain karne ke liye Hai Tabhi aapko profit bkn Hoga aur Jyada Se Jyada fayda Bhi Hoga
          • #6 Collapse

            Dear ap ki bat ay agree karta hon new traders ko read trading start karny sy pehly demo account py khoob practice karni chahiye us k jab wo acha experience hasil kar len tab unhen real account mein trading start karni chahiye agar wo baghair leraning aor experience k profit k bary mein soch rahy hain to ye bilkol hi ghalt hain
            • #7 Collapse

              jo new trader aa rahay hai market main wo aate hai bes thora sa sikha kar matlab order lagana take profit lagana stop loss lagana sikh kar apnay aap ko professional trader samjhte hai or sath hi invest kar daite ha lot ki caluclation or market ki movement ka pata hota nai jidhar dil karta hai order k fire mar k loss kar laite hai
              • #8 Collapse

                Dear friend forex trading main asay bohot say log hain ginhon nay forex ko new goin kia hota hy aur woh profet kamany k chakar main learning nahi karty hamen ziada learning pay dhehan dena chahye
                • #9 Collapse

                  Asalam u alikum
                  jio bhai aap ny bilkul saahi baat kaahai hai yaha per
                  mojod her new user ko zayada se zayada posts read ker k reply
                  kerna chahy ta k wo post main mojod trade ki baat ko samjh saaky
                  • #10 Collapse

                    Ma bi ap k favour ma e bat kehna chahu ga k nee trader jaisy e market ma enter hoty hain to unain paisa kamany ki aik justaju or lalach hoti hy. To wo beghair sekhy jald az jald amer banany k lye trading karna sharu kar daty hain jis sy unain loss k ilawa or kch nai milta....is lye new trader ko chahye k jiasy ap doctor banany k lye 8 sal party hain isi trah ap trader banany k lye sirf 2 sal mehnat sy parh lain....phir ap k mukably k boht kam e trader ho :/
                    • #11 Collapse

                      Assalam o alikum dear friend apny bhot achi information shear ki hy me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot acha mashwara bhi dya hy. forex trading me jatna hamry pas knowledge hoga us knowledge ki bena pe ham zeyada profit kama sakty han.
                      • #12 Collapse

                        Acha mashwra dia ha ap nay apki observation bil kul sahe ha aksar new trader jo forex ki dunia main atay hain atay sath he profit k chakr main par jatay hain us say hota yeh ha k aik do dfa to tukkay pay trade lga k profit hsail kr letay hain lekin unko forex k baray ziyada ilm na honay ki vja say bad main bahut ziyada loss kr detay hain meri un logo ko suggest kru ga k sb say pehlay sari chezain chor k forex ko learn krain us k bad apko profit khud he milna start ho jaye ga lekin sb say basic chez ha forex ki learning us pay ziyada tawajjo deni chaheay na k atay sath he profit pay.
                        • #13 Collapse

                          agar hum forex trading main profit acha earn karna chahty hay to zaroori hay forex trading kay bary main learning ki jaye kyun keh agar hum achi earning karen gay to eska humay bohat faida hota hay aur hum market main bohat achi earning kar sakty hay es business main dil lga kar time dai kar kam karnay main faida hota hay
                          • #14 Collapse

                            bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko first of lot of learning hasil karni hoge per us ka baad hum ko hum chahaye ka hum profit ke taraf hesaa la es leya hum ko first of all lot of learning karni hoge to per hum ko bohat achi earning hoge warna hum ko loss he hoge..........
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G Bhai I will agree with you kau ky jtna zayada knowledge or experience ho ga him log Itna hi Zayada profit hasil KR skty ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X