Jaiza: limited loss aur unlimited profit
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: limited loss aur unlimited profit
    jo trade profit me hoty hey ham us ko kabi be jald close nahi karny chaye, agar unlimited profit ham ne earn karna ho to es key ley hamy short term ki trading par depend nahi karna chaye, long term ki trading me zeyda profit ka advantage hasil karn chaye aur bahot hi kam point par stop loss ho set karna chaye es se limited loss hoga aur profit key chances unlimited ho sakta hay, trading strategy ki agar bat ki jaye to hamy apni trading strategy loss se bachny key ley use karni chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے

    My dear friend AP ny bhot hi acha question poucha ha Mary khayal ma limited loss or unlimited profit hasil krny ky leya him logo ko zayada sy zayada mhnat krna hoti ha or jtni zayada mhnat kre gye to is ky leya him logo ko apni mhnat ky mutabk itna hi profit milta ha is ky leya him logo ko zayada sy zayada mhnat krna hoti ha or itna hi him log profit bna skty ha
    • #3 Collapse

      Yaha par kaam karne ke liye aapko Limited Rehna hai aapko long time ke liye working karne ke liye aapko Yaad Se analysis dikha Na Hota Hai Itna Jyada Yaser nikalenge working Karenge aap kaam ho jayega aapka college kitne acche se long time ke liye Aage Ki Taraf Jayega aur aapko yaise sport bhi Milti Jayegi kya aapne kab aur kaise yahan par kya kaam karna hai
      • #4 Collapse

        Limited loss aor unlimited profit apko is soorat main mil sakta hai kay apka stop loss jo hai wo ap ney break even per move kar diya ho wo bhi is sorat main kay apki trade full profit main hai aor ap yeh chahtay hein kay market aor down jaye aor apka take profit jo kay ap ney kafi down nay lagaya hai wo hit ho jaye to apko chahiye stop loss ko move kar dein break even per to agar market back bhi aye gi to apko atleast loss nahi hoga apki trade usi point per close ho jaye gi jis point per ap ney trade lagayi thi. Main is method ko follow kar raha hon aor muje bohat faida ho raha hai.
        • #5 Collapse

          Limited loss lete hue boha zyda profit hasil karne ke liye humain lazmi tor pe jo hai wo different planes pe work karne ki zarurt hai agr humain Forex ki main work karne ki zarurt hi agr hum ko real main Forex ki trading main successful hona ha to iske ilye humain sab se zayda zaruri hai ke hum planning karain sab se phele or or different pairs ko analysis karian jo pair bohat zyda up ho gya huwa to us ko sell karian or upr resistance ko draw kar ke waha pe stop loss laga lgain agr market bohat zyda down gai hui ho to us pair ko sahi tara se judge karne ke bad us pe support pe stop loss laga kar ap buy kar lain gai ap ko bhat acha profit ho jaye ga bohat zyda short time main ye trick hai mere pas jaldi zyda profit lene ke liye or hum is se bohat acha profit bana skte hian agr hum ye strategy bna lete hian to.
          • #6 Collapse

            forex trading main best strgy ko use karny ka main perpose yahi hotahai k hum apni trading main loss ka factor kam kar saken or risk ko mange kar saken forex trading main jub hum maney mangmnt ko sath rakhty howe trading karen tu es ka yah fada hota hai k hmara ccont save rahat hai orhmain apni trading main loss nahi hota hai or jub hum apni traing main stop loss ka use hota hai tu es main bhi hmari account ka he faida ota hai q k hmain account wash nahi hota hai or hmari trading main loss bhi hmari apni marzi se hota hai zeyda loss nahi hota hai tu apni trading main har posnt ki limit k hisab se chalna chahye ta k hmain loss na ho
            • #7 Collapse

              forex trading main best trading method use karna lazmi hota hai es liye hmain apni trading ko es trah se manage karna chaheye k hmain limited loss ho or unlimited profit ho es k liye hmari palning ki boht ahmiyat hoti hai es liye aghr loss ko limited karna hai gtu es k liye apko apni trading main lot size kam karna hota hai or apni trading main stop loss set karni hoti hai ayse hmain loss limited hota hai or unlimited profit k liye hmain scalpng main trading karni chhaye scalipng main hum short term main tading karty hain tu es main risk bhi akm hota hai or jub risk kam hota hai tu hmain definalty profit k zeyda chances hoty hain tu es bat ka khyal rakhty howe trading karni chahye
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: limited loss aur unlimited profit

                market main jis tara profit hota hay or isi tra loss b hota hay humain aagr is ratio ko km karna hay jaisy kay loss ko km karna hay or humain profit ko ziada gain karna hay to is kay liye kuch rulesd ko bana chahiye jis say market main kam karna humary liye asan ho sakta hay humain active ho kar kam karna ho ga jis ki help say trade main stay karna huamry liye asan ho ga so huamin take profit ki ratio ko brha dyna chahiye is kay sath sath humain stop loss ko limites rkhna chahiye kun kay stop loss ka point loss ko hit karta hay jis main humain loss milny par trade usi time close ho jati hay so is ko km limit main rakhna chahiye ta kay market main kam karny laiq ammount bach jaye or account wash na ho or profit ziada say ziada hasil ho sakay so humain isi tara ki tricks ko use karna chahiye
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: limited loss aur unlimited profit

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                  jo trade profit me hoty hey ham us ko kabi be jald close nahi karny chaye, agar unlimited profit ham ne earn karna ho to es key ley hamy short term ki trading par depend nahi karna chaye, long term ki trading me zeyda profit ka advantage hasil karn chaye aur bahot hi kam point par stop loss ho set karna chaye es se limited loss hoga aur profit key chances unlimited ho sakta hay, trading strategy ki agar bat ki jaye to hamy apni trading strategy loss se bachny key ley use karni chaye.
                  Assalamualaikum Ji Bhai Jaan agar aap Forex trading Mein Limited loss unlimited profit karna chahte hain to aapko short term trading par depend karna hoga agar aap newly Forex trading co join kar rahe hain aur agar aap ek senior member hain aur aap ko force chatting karte huye Kafi time ho gaya hai to aap apne analysis my mother Essay 1 long term trade Laga kar Ek accha facial kar sakte hain lekin main nutritive se Yahi request Karunga ke woh short term trading co Jyada Dur De agar aap short term trading se kaam ko Sade Karenge to aap Aastha Ahista experience Hasil karne ke baad long term training Ke Bhi Kabil Ho Jayenge
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: limited loss aur unlimited profit

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                    jo trade profit me hoty hey ham us ko kabi be jald close nahi karny chaye, agar unlimited profit ham ne earn karna ho to es key ley hamy short term ki trading par depend nahi karna chaye, long term ki trading me zeyda profit ka advantage hasil karn chaye aur bahot hi kam point par stop loss ho set karna chaye es se limited loss hoga aur profit key chances unlimited ho sakta hay, trading strategy ki agar bat ki jaye to hamy apni trading strategy loss se bachny key ley use karni chaye.
                    Forex trading app bahut jyada risky or dangerous business hai Forex trading Mehlon ke chances bahut jyada hai aur Ishq Bhi bahut jyada hai lekin Hum is desh ko apni hardworking se kam kar sakte hain Hum jitni Jyada Humma hardworking Karenge itna hi profit banane ke chances increase Honge Jab Hum hardworking Karke kaam Karenge to loss ke chances decrease ho jayenge aur profit banane ke chances increase Ho Jayenge
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: limited loss aur unlimited profit

                      Assalamualaikum mai apne Jo question kiya hai kya unlimited loss unlimited profit Limited yeah was important Cheez Hai trading carrier trading Si cheez par Chalti Hai Kabhi Hum Log ko bahut hi jyada profit Hota Hai Kabhi Hum Logo Ko Hum aise nahi Lena chahiye Milke Hum logo ko Apne kaam par focus karte rehna chahiye
                      Removed by Moderator.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: limited loss aur unlimited profit

                        jab b hum order ko place karty hain to is main humain loss ka fear hota hay kay humain order lagany say loss na ho jaye is mian humain achi earning hasil karni hay to is kay liye humain market ki understand karna ho ga kun kay market main kafi limitaion hoti hay jis main humain stop loss ka use karna hota hay is main ye hota hay kay account main aik limit lag jati hay jis say ziada humain loss nai hota hay or is kay sath sath humain take profit ki b option milti hay jis main humain acha profit hasil ho sakta hay take profit say humain acha profit ho sakta hay achi se planing karna ho gi or achi stratgy ka use karna ho ga jis ki help say market main achi eraning hasil ho sakti hay or humain market main loss km ho ga may possible loss ki nisbat humain profit ziada hasil ho jaye ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: limited loss aur unlimited profit

                          market main kam karna hay to humain limitaion ko mind main rakh kar kam karna ho ga is main boht say log loss kay dar say kam nai karty hain is main boht say log loss karty hain or profit b karty hain magr humain profit ziada hasil karna hay to humain loss ko km karny kay asbab ko talash karna ho ga or humain active ho kar trade main kam karna ho ga jis say market main loss km ho ga is main sab say phly humain apni planing ko acha karna ho ga or stratgy ko bana kar achy say order oko place karna ho ga jis ki help say trade main stop loss ko set karna hota hay or take profit b analysis karna ho ga kay kis point par or kitny pips par humain take profit ko ly lyna chahiye jis ki help say market main km balnace main b achi earning hasil ho sakti hay loss km ho sakta hay
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: limited loss aur unlimited profit

                            Forex trading business mai her trader ki yehi koshish hoti hai kay unka loss Kamm say Kamm ho aur profit ziada say ziada ho sakey. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai. Forex trading mai loss ko control kernay kay mukhtalif tareekay hotay hain. Stop Loss aik aisa tool hai jiss say traders khud trade ko watch na bhi karain tou loss ki soorat mai aik limit say ziada loss nahi ho sakta hai. Forex trading mai traders ko apnay account ko iss Tarah trading ker kay manage kerna chaiye kay loss Kamm say Kamm rakha jaey. Jo traders apnay loss ko control ker laitay hain wohi unlimited profits earn ker saktay hain.

                            Forex aik world wide business Hai jiss mai traders unlimited earning ker saktay hain aur issi liye yeh business pooray world mai online popular hai aur forex trading business mai unlimited profits kay liye take profits ka use kerna bhi faida mand rehta hai aur scalping ker kay ziada jaldi achay profits ho saktay hain. Laikin unlimited earning Kernay kay liye traders ko ziada say ziada longterm trading kerni chaiye iss tarah traders apnay accounts ko safe rakhtay huay bohat trading ker kay bohat achi earnings bhi ker laitay hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: limited loss aur unlimited profit

                              Forex trading ma har kamyab trader apni trade or lot set karny sy phly ache trha table analysis ko dakta hy or phr ye dehan rkhty hwy trade lgata hy k agr loss ma jati bhe hy trade to minimum loss ho or agr trade profit ma ja rhe ho to profit ko unlimited tak ly jany k ley trade ko foran close nhe kia jata

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X