Without indicater trade open krna khartarnak hai kya ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Without indicater trade open krna khartarnak hai kya ?
    ​Salam all dear mara AP sub sy ya question ha ky ager him log without indicater trad open kre gye to is ma loss ky ktny zayada chances ha or ager him log kud sy achi planning krty ha to is ka Kaya fida ha sub log apni Rae zaror Dana
    Last edited by ; 12-09-2018, 02:51 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex trading main kbhi bhi trend ko dakhy bina ya kisi indiction k bina trade na krain ho sktabha k ye trade ap ko loss de bhtr ha k jb bhi trade ki jaye to kisi signal ya news ko dakh kr trend line ko dakh kr trade krin hamesha wo ap k liye bhtr ha .ak achy trader ki yehi khoobhi habk wo trend ko ya indicator ko dakbnkr trade kry
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: ramzan7 پيغام ديکھيے
      ​Salam all dear mara AP sub sy ya question ha ky ager him log without indicater trad open kre gye to is ma loss ky ktny zayada chances ha or ager him log kud sy achi planning krty ha to is ka Kaya fida ha sub log apni Rae zaror Dana
      Bhai agar him indicator aur ainalysis k bgair koi bhi order open karien gy to is mai 100% loss k chances hoty hain yeh koi game nahi hy jis mai tukka chal jay is mai work karna parta hy koi bhi order lagany sy pehly
      • #4 Collapse

        Without Indicators Trade Open Karna

        Traders different tareekon say market main enter hoty hain aur makhsoos soortehaal main market sy exit bhe ho jaat hain. Lekin har koi achi jagha par market main enter nahee ho paata aur koi apni ghalti ke wajha say achi jagha enter nahe ho sakta aur koi ghalat indicator signal k trap main aa jaata hai. Lekin kamyaabi asal main un logon ko he milte hai jo behtar hikamte amli par kaam karty hain. Behtar hikamte amli wohi log bana paaty hain jin ka market main experience acha ho aur wo market k utaar charhaao sy bakhoobi wakif hon. Jahan tak baat hai indicators kay istemaal ke to to us kay faidy bhe hain aur nuqsaanaat bhe hain.

        Indicators K Faidy:
        Agar aapko indicators ka istemaal pata hai aur aap nay indicators par kaam kia hua hay to ye aapko kafi faida day sakty hain. Indicators ka sab sy bara faida jo har koi uthaata hai wo trend ka find karna hai. Trend find karny main aur trend kitna mazbut hai ye cheez check karny main aapko indicators kafi zayda help karty hain. Es k elawa indicators aapko achy entery points find karny ma bhe help karty hain.

        Indicators K Nuqsanaat:
        Faidy kay sath sath aapko indicators ke wajha sy nuqsaan ka samna bhe karna par sakta hai. Kunkay indicators aik computer program hoty hain jo kay price ke tabdeeli aur us ke harkat k aitebaar say aapko signal dety hain. Indicators baahir ke duniya main chalny waaly muaamlaat ke khabar nahee rakhty hain aur jo fundamental news hoti hain ya phir geopolitical tensions chal rahe hoti hain un kay baary main nahe bta sakty hain. Jiske wajha say aapko es baat ka khyaal rakhna zaroori hai k es cheez ke malomaat aapne khud rakhni hai aur indicator par andha aitebaar nahe karna hai. Agar aap indicators kay saath saath bahir kay halaat par khid nazar rakhin to aapki trading kafi had tak achi ho sakti hai.
        Last edited by ; 12-09-2018, 05:00 AM.
        • #5 Collapse

          g han bilkul indicators ko use karny se market ko analysis karny me bahot asani ho gai hay ham koi be reliable indicator use kar key trading signals hasil kar sakty hey magar zarori nahi key indicators signals se app acha profit earn karny me hamesha kamyab hon gey, agar regular forex news par nazar raki jaye aur news par hi depend kar key trading ki jaye to hamy kesi indicator ko use karny ki zarorat hi nahi pardy gi, ham news release hony key bad asani se market ka jaiza le sakty hey es se hamy trading se bahot zeyda without loss key profit ho sakta hay.
          • #6 Collapse

            agar ap k pass yahan par indicator nahi ha tu ap yahan say kabi b kamayab mangment nnahikar skty han or ap ki working ko kafi nuksan b ho skkta ha jis ki waja say ap yahn sayy kucch sekh b nahi skhyen gay ap ko kuch differnt type ka kar k dikhana parta ha phr kuch mange ho skta ha yahan say
            • #7 Collapse

              nahe dear aisa ni hai jo log indicator use ni karty wo ais market mai koi aor cheaz use kar rahy hoty hai jaisy agar hum baat karty hai price action ki ya swing trading ya koi harmonics pattren ki to ye bahot sari cheazy hai jin k liay hum ko indicator ki zarort ni hoti aor hum ain k zarye bhi trades laga sakty hai aor ain mai bhi acha profit hota hai agar hum ais mai trade karty hai to ais mai hum ko ye ni hai k humra account aik din mai hi double ho jaye magar ais mai profit kafi zayda hota hai normal trading se ais liay zayda log ais mai kaam karty hai.
              • #8 Collapse

                without trading indicators trading karna khatarnak to nhy kah sakty but without trading market ki technical analysis kay trading karna thek profitable nhy hota aor trader ko chhy kah woh trading main indicators ka use karay indicators kay use say trader forex market kay trend ko understand karay ga aor trader ko market ky price movement ka thek andaza ho jay ga aor trader ko must hota hay kah trading main market kay trend ko understand kar kay trades open karay aor jb trader indicators ka use kart hay trading main thek planing kar kay trading karta hay us ko thek faida trading say ho ga aor trading main indicators ka agr trader use karna nhy smjhta phr trader kay liay important hay market kay fundamental ko must understand karay is say trader forex market kay trend ko clear smjh lay ga aor trading main indicators profitable trading karnay kay laiy ahm role play karty hain aor indicators say market ki right direction ko understand karnay main trader ko diqat nhi hoty hay is liay trading main indicators ky help lay kar trade open karna thek rahay ga
                • #9 Collapse

                  G han jnb aap nain bht achi baat share ki hai main aapko mazeed batata chalon k indicator surf aap ko guidlime day saktay hain yeah khud market ko follow kartay hain agar aap indicator use kar k market kos smjhnan chahtay hain to zarori hai k markeet main miujood indicatir ko aap pehlay sahi tareeqay say samajh lo jub aap indicator ko sahi tareeqay say samjh lo gay tb trend ka andaza lganan bht easy ho jayega aap k liye air at a time agar do say zida ya ya minimum indicator 2 use karain to behtar hota hai q k ziada indicator use kar nain k baad aap compare karo gay air Jo answer ayega sell ka ya buy ka to phir us k mutabiq ordor laga dain...
                  • #10 Collapse

                    without indicator trade open karna
                    meray exprience kay mutabik indicator kay begair entry lena koi dangours nehi ha me nay aisy bohat saray professional traders dekhay hain jo sirf or sirf price action par hi trading kartay hain or acha khasa profit earn kar rehay hain indicator use karna na karna yeh exprience par hota ha kuch traders jin ka exprience kam hota ha wo indicators se help lay letay hain par jo professional traders hotay hain wo sirf or sirf naked price action par he entry letay hain or successful b hotay hain indicators just aik direction or idea hota ha market kay price agr ap price action kay master hain to ap bina indicatora use kiey successfull trading kar saktay hain
                    khud planing karna
                    agr ap khud se planing kartay hain to ap ko is ka zaida faida ho ga agr ap kisi or kay work ya planing ko adopt karay ap khud se achi planing kar saktay hain or wo ap ki planing ap ki personality kay hisab se ho gi or ap behtar andaz me work kar saktay hain or ap ko zada time b nehi lagay ga forex me professional traders bannay kay liey hum planing kay hisab se chalay gay to hi hum success ho saktay hain or agr hamari planing khud ki banai hogi to hum one year ka work six month me b kar saktay hain is liey ap apni planing forex me apni personality kay hisab se banai
                    • #11 Collapse

                      Agar aap Yatra without indicator ke Taur par kaam Karenge ya koi entry open Karenge toh aapko yahan se Kuchh Bhi earning nahi hogi aap ko kaam karne ka kuch bhi fayda nahi hoga aapko chahiye kya hua par long time working Kare aur apne account ko acche se analysis ki help se Aage Ki Taraf manage Kare aur long time ke liye working Kare jisse aap kaun ho jayega
                      • #12 Collapse

                        Main samjhta hon g han yeh bilkul bohat dangerous ho sakta hai apkay liye agar ap aesa without indicator he trade open kar letay hein aor ap ney koi analysis bhi nahi kiye. Forex main apko hameha positive rehta parta hai aor khud apko planning karni hoti hai ap kisi dosray per depend nahi kar saktay. Forex trading main yeh nahi kay ap indicator ko use nahi karen gein to apko earning hogi he nai bilkul aesi bhi baat nahi hai lakin yeh baat keh saktay hein kay apki help ho jati hai market ki condition ko samjney main aor ap behtar samjh patay hein kay buy ki trade lagayi jaye ya sell ki trade lagayi jaye.
                        • #13 Collapse

                          Re: Without indicater trade open krna khartarnak hai kya ?

                          Lalas traders Ki Sabse Badi mistake hai traders Jab knowledge Karta Main To traders ka profit Dena laws may change ho jata hai isliye traders ko chahiye ki trading karte hue Hamesha reasonable profit Banaye aur Jyada profit banane ki grid na Karen is lost Agencies badh Jaate Hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Without indicater trade open krna khartarnak hai kya ?

                            forex mai hamy indicators ko use karna chahey yai hamy market mai enter hony mai madad dety hain hamy in py 100% itbar nahi karna chahey hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik online business hain hum internet oy babypips py learning hasial kar sakty hain hum is mai kam karty howe koi mistake kar dety hain ya hum lalch karty hain to hamy loss ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik international business hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Without indicater trade open krna khartarnak hai kya ?

                              Trading kernay kay liye trader kay pass koe na koe indicator zaror hota hay aur wo us per hi inhasar ker kay new trade lagata hay. is liye trade kay liye indicator ka hona boht zarori hay. indicator 2 trah kay ho saktay hain. aik fundamental indicator aur dosray technical indicator. technical indicator to hamen chart per nazar a rahay hotay hain lakain fundamental analysis hamen char per nazar nahi atay un ka source koe aur website ya news waghaira hoti hay jis ki bunyad per trader trade kay liye market main entry kerta hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X