Professional trader zyida tar iyk he pair ko kyun chose krta hian
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Professional trader zyida tar iyk he pair ko kyun chose krta hian
    Dosto main na ya experience kyia ha jo ka muga copy trade sa mila ha ka jo top trader hain wo sirf iyk he pair par kaam krta hian boht kam isa hota ha ka wo dosra pair par trade lgyin un ke history check ke jye to smana kye saal sa iyk he pair ata ha jis par wo mslsal trade kr raha hota hain ur shyed un ka kamyabi ka yahi raaz ha kyun ka iyk pair par kaam kr kr ka un ka experience boht zyida ho jata ha kyia kyial ha app ka is barha main..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aik pair par trading karny ka matlab hai 2 mulkon ke currency par trading karna. 2 mulkon ke currency par jab ap trade karo gy to wo aap kay liey easy iss liey rahy ga k aap ko zaida malomaat har mulk kay baary ma rakhny ke zarorat nahe hoge. Aur jitna aap zaida pairs par tradinng karte hn utna zaida carefull aur bakhabar rehna parta hai. Sirf technical par ap trading kr k profit nahe bana sakty hain. Fundamental par bhe trading karna zarori hoti hai aur unko samjha must hota ha. Kun kay asal price ma tabdeeli fundamental ke wajha say aati hai. Aur trend bhe fundamentals sy set hoty hain.
    • #3 Collapse

      mairi nazar main iss ki ake he waja ho sakti hy k uss country k baray main tamaam maloomat rakhny main aap ko assani hoti hy. bajaay iss k aap ko bahot sy mamaalik ki aconomy k bary main jaan kar analysis karna pary aap ake ya 2 mamaalik k baary main mukammil jaan kari hasil kar asaani sy profitable trade hasil kar saktay hain
      • #4 Collapse

        Darasal bt ye ha k market mein bht sary pairs haen.un sb ko smjhna bht mushkil ha.es lye jo professional traders haen wo 1 ya 2 ya phr 3 hi pairs ka istemal krty haen.us ki waja ye ha k hr pair ki 1 roteen hoti ha us ki movement ki k wo ks waqat kon c news pe ks trha behave krta ha.ab agr ap k pass 1 se 2 pairs hn ge tu ap ko un ki roteen ka pta chal jye ga agr ziada hn ge tu ap ko kch ni pta chaly ga k kon sa pair ks time kon c news pe ktna move krta ha.un ki roteen ka ap ko kch pta ni lagy ga.yehi waja ha k traders ahm tor pe kem pairs rakhty haen jin ka spread bhi kem.ho aur un ko smjhna asaan bhi ho
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          han mere dost forex trading business main professional trader aik hy trading pair jo professional trader ko smjh main a jata hay us ki hy trading kartay hain aor forex trading main professional trading ki copy karna new traders kay liay thek rahta hay aor new traders ko professional traders kay trade history ko check karna chhy aor in kay tarika kar ko follow apni trading main kar kay successful trading karna chhy.

          اب آن لائن

          Working...
          X