Forex ko asan samjh ke Trade na karen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ko asan samjh ke Trade na karen
    ASLAMUALEKUM fellow members kuch loog forex ke field main sirf iss lea aty hain ke forex bohat asan business hai aur shayd un ke khayal main iss main bilkul bhe mehnat ke zaroorat nahe hai bus buy ya sell he to karna hai agar forex itne asan hoty to aj yeh millions oppurtunity business na hota iss main waqt aur pasa dono chahye tab ap iss qabil hoty hain ke market se apne oper pagaya hoa pasa wapis bhe lain aur handsome earning bhe karen aur apna family ko uplift karen lekn yeh asan nahe hamnen zehan main rakhna ho ga 90% trader fails to earn in forex sirf 10% loog he earning kar paty hain iss lea first learn then earn.
    Last edited by ; 21-09-2018, 10:25 AM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear ap ki bat bilkol sahiii hay forex trading asan nai hay is mein bahut zyada mehnat k bad hi profit hasil kiya ja sakta hay agr is mein mehnat na ki jaye to ap acha profit hasil nai kar sakty is mein hard work bahut zarori hay hard work karny waly traders hi forex trading meinbsuccess hasil kar sakty hain
    • #3 Collapse

      Walikum Asslam, humain Forex ko kabi bi asan nae lena chaiye humain jab bi trading karte hain tohumain isko soch samaj kar karna chaiye jo ke bohat hi zaruri hia Forex Trading main humain proper learning ke bad Trading karni chaiye or jitna ho sake huain Forex ko sahi tara se follow karna chaiye.
      • #4 Collapse

        Walaikum assalam dear member agreed trading easy nahi hai isme step by step guidance experience knowledge planning management required hi dear members Forex trading ko easy banane ke liye market ka technical and fundamental analysis bahut zaroori hai dear members trading Mein risk ko manage kare confidence se trade Karan
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          ji janab boht achi baat ki hai waqui forex trading ko kabhi bhi easy nahi laina chahye balke forex ko boht bari responsibility samajh ke karna chahye forex main wohi successful hai jo forex ke sath sincere hai forex market ko ache se samajhta hai forex ko kabhi bhi easy nahi laita

          اب آن لائن

          Working...
          X