Time ki kami per short cuts lagana
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Time ki kami per short cuts lagana
    Hamari forex trading main bhi yeah koshish hoti hai ky ham short time main achi earning ker lain isliay ham her jaga per short cuts leny ki koshish kerty hain jo hamary liay sirf loss ka sabab banta hai isliay shortcut ko avoid kerna chahiay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Shortcut bahut buri cheez hai jise hamari zindagi mein bahut kharabi peda hoti hay hum jis kam main bhi shortcut karte hain toh usme na kami hoti hai aur forex to bahut he critical business hai agar hum usme shortcut lenge to humein kabhi kamyab nahi ho sakta hum hamesha tamil mijazi aur aur acchi strategy ke sath kaam kare toh hamesha hume profit hoga..
    THKS
    • #3 Collapse

      Forex trading main shortcut nhi lena chehey Es main time kami to hai hi nhi ye to week main 7/5 day open hai and daily 24/23 hr open hai pher time ki kmai Khan hai dear trade ka moqa to pher bhi mil Jay ga lakin capital khatam hi gey to Khan say Lao gy pher wohi posting ya apni investment so time is not important wait and watch
      • #4 Collapse

        yes dear honey Hame chahiye Kishore's market mein forex market mein time ki Kami ki wajah se Hame shortcut nahi Lagana chahiye means to say ke Hame huge amount of lot size open nahi karna chahiye aap ko pata hona chahiye ke hum Jab Bhi Is Tarah Ki trade open Karenge Apne insta Forex Bonus Act too Hasmi loss ho sakta hai apne instaforex bonus account par
        • #5 Collapse

          Kuch trader short of time ki wja say without analysis short earning kay liay trade open kartay hain but es ki waja say woo big loss kar dety hain, Forex trading main earning only sabbar say and control of greed say hi possible hay , es main kisi qasam ki koi short cuts nahi use karna chhayie.
          • #6 Collapse

            forex main awal to dost koi easa short kut nahe hai jes k oper ap amal ker k to us business ko win ker lain gay easa kerna possible nahe hai app ko humesha ye kerna ho ga k proper time forex ko dina ho ga time ki kami hai to mery brother ap trade karen he na rest karen our jab bhe app free hoon tab he app us main trade lgain our profit kerean gay par proper way main app ko ye kaam kerna ho ga
            • #7 Collapse

              Aksar new traders shortcut lety hain wo km time main zyada earning karna chahty hain or is tra wo loss kar dety hain agar ap shortcut lengy trading ko proper time de kar nae karain gay to ap successful nae hongy apko pehly isy time dena chahiye or jo b trade karain jaldbazi main nae balky soch samjh kar karain...
              • #8 Collapse

                Har new trader yehi samjhta hai k usne itna arsa time waste kia hai aur ab shyed jald sy jald ess kam ma usko profit hona ahuru ho jaay ga ya phir wo ess koshish ma hota ha ka jald sy jald aur zaida sy zaida profit yahan sy kamay. Lekin esa nai karrna chahey jab itna arsa guzar gaya to kuch arsa aur es kaam ko seekhny ma laga lain to apko eska lamby arsy tak faida hooga aur nuqsan hony sy bhe bach sakin gy.
                • #9 Collapse

                  Dear shortcuts to kahein pay bhi ni chaty khas kar jub forex trading ka name ata hy to shortcuts ko ek side mein rakhna parta hy bina waiting k aur bina sahi sy sochny k hum kabhi bhi trad ni kar sagty shortcuts to hamesha sy lossess ka baiss hein aur shortcuts kabhi experience bhi ni leny dety
                  Removed by moderator.
                  • #10 Collapse

                    bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum daily basic pa achi posting karta raha or achi trading be kara laken hum ko market ke movement ko look karna hoge ka kon sa time best ha trading ka leya to per hum ko bohat achi earning hoge or hum ko kabi be short cut nhi lane hoge...........
                    • #11 Collapse

                      Dear Forex Forum Fellows
                      Bhai ap ke baat bilkul thek hy k business mein emotions ko ziada importance nai dyni chahy warna insan jazbaat mein ziada tar galat decisions ly lyta hy so hamesha cool mind rahain rahain agar apka kabi loss bhe ho jay tu phir usi time koi bhe galat decision mat lain warna aur nuksan ho sakta hy kiun k apko us time market ka behave samjh nai aa raha hota kuch time cool study karain than trade lagain
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Pyara Pakistan پيغام ديکھيے
                        Hamari forex trading main bhi yeah koshish hoti hai ky ham short time main achi earning ker lain isliay ham her jaga per short cuts leny ki koshish kerty hain jo hamary liay sirf loss ka sabab banta hai isliay shortcut ko avoid kerna chahiay
                        Assalamu Alaikum Ji Bhai aapne bilkul theek Kaha shortcut Lagana Ek bahut Ye galat kaam hai aur Agar Hum koshish Karke pura time delay to Hame accha Forex knowledge Hazir ho jayega Agar Hum shortcut ke Ke Chakkar Mein Pade Rahenge toh Hame Boss Hai Kyunki shortcut Hamesha galat hota hai aur Hame hona chahiye
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Pyara Pakistan پيغام ديکھيے
                          Hamari forex trading main bhi yeah koshish hoti hai ky ham short time main achi earning ker lain isliay ham her jaga per short cuts leny ki koshish kerty hain jo hamary liay sirf loss ka sabab banta hai isliay shortcut ko avoid kerna chahiay
                          Assalamu Alaikum Ji Bhai aapne bilkul theek Kaha shortcut Lagana Ek bahut Ye galat kaam hai aur Agar Hum koshish Karke pura time dekhle to Hame accha Forex knowledge Hazir ho jayega Agar Hum Chhod Kar Ke Chakkar Mein Pade Rahenge toh Hame loss Hoon ke woh Zyada chance hai Kyun Ke shortcut maker galat hai hota hai aur Hame white karna chahiye
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            slaam to all forum members...forex mein bohat se logon k loss ki ek bari tadad raato raat ameer hony walon ki hai jab newbie trading join krta hai to us mein automatic lalch aa jata hai or jab tak wo apny lalch pr qaboo pana seekhta hai tab tak wo bohat loss kr chuka hota hai hmain chahiye k sabr or tahamul se trading krty jayn ;or shortcuts se avoid kren isi mein forex mein kamyabi ka raaz hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X