Trailing stop kiya ha or isy kesay use krty hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trailing stop kiya ha or isy kesay use krty hain?
    assalamualaikum umeed krta hun ap sab kheriyat sy hun gyy!!
    Forex trading men 1 to usual stop loss hota hy jes koo place krny k bad jb price stop loss talk a jati hy to trading closs hu jati hy
    trailing stop 1 bahut hi acha feature hy agr ap ny trailing stop lagaya howa hy to ye take profit ke tarah he kam krta hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex trading k liey jo application means k jo mt4 ham use krty hain to uss mein aik option hota hy trailing stop ka jo bahot zbrdst option hy aur ye sirf laptop ya pc k mt4 mein use hota hy mobile k mt4 mein ye nhi hota aur iska faida ye hota hy k jb ye lagaya jata hy to profit barhny k sath sath ye auto py adjust hota chala jata hy aur agr market opposite move krny lagy to trade auto py close ho jati hy
    • #3 Collapse

      Assalamualaikum Pyare bhaiyo Hamara behtareen jawab contest Mein welcome trailing stop Ek variable veriable modification time to time modify karne wala thrikakar hai hai jis mein aap trade Lagake Jab aap ki trade profit Main Chali jati hai to aap uska stop loss decrease Karte Rehte Ho profit increase Hota jata hai aap ko stop loss trade ke kareeb Hota jata hai Isko trailing stop kehte hain Agar market reverse Ho Jaye aapka stop loss profit main hit hoga yeah long term trading strategy bhi keh sakte ho trailing stop trend trading ke time pe Lagaya jata hai trailing stop physically metatrader 4 Mein option nahi hai yeah stop loss hai Jab aap ki trade profit Main Chali Jaye to aap us stoploss ko modify Karte Rehte Ho isko Hum trailing stop kehte hain Yeh mera behtreen jawab hai
      • #4 Collapse

        dear take profit aur stop loss ki tarha trailing stop ko be app trading tool hi samaj sakty hey, traders ko take profit aur stop loss ka knowledge to ho ga, trailing stop esy condition me use hota hay jab kesi trade me hamy bahot zeyda profit ho jata hay aur ham per be trade close nahi karty aur hamy chahty hey key hamy aur be zeyda profit ho aur hamary es profit me hamy zeyda loss be na ho to esy time me ham trailing stop be laga lety hey stop loss ki jaga ham profit ko manage karny key maqsad key ley trailing stop laga kar apny earn key gaye profit ko loss hony se bachany key ley es tool ko ham use kar sakty hey.
        • #5 Collapse

          forex trading main trailing stop aik achi technique hai jsi ko hum apni trading main use karty hain forex trading main jub hum order lga dety hain tu os main stop loss ko market k hisab se modify karty rhaty hain even k hum open prce ko follow kar k apny order ko modify karty hain tu es se yah hota hai k hmara take profit asani se ht ho jata hai es main humary liye yah best iption hota hai k hum apny order ko bad main bhi modify kar k seeting kar skty hain forex trading main trailing stop mt4 main use nahi hota hai yah aik stop loss ko modify karny ki aik technique hai jo k trading achy profit k liye use karty hain jins e un ko acha profit mil ajata hai
          • #6 Collapse

            Trailing Stop

            Dear trailing stop ka pehly bhe sawal poocha ja chuka hai magar ma apko explain dobara say kar deta hun. Trailing stop bhe stop loss ke aik kisam hai aur trailing stop loss normal stop loss ke tarha fix nahi hota hai. Trailing stop loss jesy jesy market aap ko faida deny lagtihai wesy wesy stop loss ko tabdeel kar ka entry waly point ke taraf laaya jaata hai. Aur jahan tak market aapko faida deti jaati hai aap stop loss ko oper ke taraf move karty jaaty hain.
            Trailing Stop Ka Faida
            Trailing stop loss apne profit ko zaida sy zaida karney kay liey lagaya jaata hai. Maslan agar aap trend ma trade karty hain to aap ke trade long term ma profit ma jaayi hai. Aur aap trailing stop loss use kar kay apny munafy ko maximize kar sakty hain.
            • #7 Collapse

              Assalamu alaikum bhai Mere Khayal Mein trialing stop aap bahut fayda Hota Hai Isko Hum Log Apne Labon Ko Wapas profit Mein laane ke liye istemal karte hai aur iska bahut jyada fayda hota hai usse Humko zada loss bhi nahi hota hai aur hum Jyada profit bana sakte hainaa
              • #8 Collapse

                dear traling stop mt4 ka ek formula ha is liye is k sath ap trading to auto stop k sath rok sakty hein is liye agar ap trading mein traling stop lga kar market mein mt4 ko close bhe kr sakty hein to jab market move kry gi or profit pips py jahan ap ny rakha hoga itna profit ly kr close ho jaye gi is liye ye tools ha or ye best tools ha is liye take profit or stop loss or trailing stop k sath agar ap market mein mt4 py work kreen then ap acha profit earn kr sakty hein or zyada loss hony sy bach sakty hein mt4 mein trailing stop lga kr agar ap mt4 mein nahi bhe use kr rhy tab bhe auto trad profit mein close hogi or ye best ha
                 
                • #9 Collapse

                  Trailing stop aur aam stop mein farq permanent aur temporary ka hota ha. Traditional stop loss mein stop loss change nahi hota, modify ho jata ha magar ek point par fix hota ha, agar 30 points stop loss ha to ye 30 points hi rahay ga aur 30 points hit hotay hi trade close ho jaye gi. Jab k trailing stop change hota rehta ha, points jo set kiye jatay hain wahi hotay hain magar (buy ya sell k lehaz) ye points change hotay rehtay hain. Agar ek trade mein 30 points trailing stop loss set kiya to agar trade 30 points (in case buy) forward move karti ha, to trailing stop loss 30 points agay ho jaye ga.
                  • #10 Collapse

                    stop loss ka ki forex trading ma bhot hi zayada ihmeyat ha forex trading ma him log stop loss ko istmal kr ky big loss sy bach skty ha is leya him logo ko stop loss istmal krna chaya
                    Removed by Moderator.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trailing stop kiya ha or isy kesay use krty hain?

                      forex mai hamy tailing ko dahk kar kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik world wide business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar be kam kar sakty hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai amount invest kar ky be acha profit gain kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Trailing stop kiya ha or isy kesay use krty hain?

                        Forex trading kay doran stop loss ka bara amal dakhal hota hay aur stop loss aik aisa tool hota hay jis say trader apni har trade ka risk alag alag fixed ker sakta hay aur manage ker sakta hay. lakin yea stop loss fixed hota hay ager trader nay stop loss kisi aik price level per lagaya hay to wo usi per rahay ga. lakin ager trader chahta hay kay us ka risk kam hota jaye jesay market us ki trade ki favor main move kerti jaye to us kay liye trailing stop loss hota hay jo kay trade ki favor main jab market jati hay to yeah bhi market kay sath move kerta hay per jab market reverse hoti hay to trailing stop loss wapas reverse nahi hota jis say trade profit main close ho jati hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trailing stop kiya ha or isy kesay use krty hain?

                          trailing stop ko loss sy bachny ky liye use kiya jata hain hamy isy kabe be ignore nahi karna chahey forex aik international business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain forex trading students or house wife's ky liye bohat ache job hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain forex aik international business hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Trailing stop kiya ha or isy kesay use krty hain?

                            Forex trading kay liay mukhtalif tools indicators aor applications trading account main use hotay han jin ki madad say trader ko trading karnay bohat asani hoti hay jis taran market main movement of currency down ho rahi ho aor ham nay trade laga rakhi ho(pehlay say) to is soorat main loss honay lag jata hay ab agar ham us time market say related han to ham foran apni trade clos kar dan gay is say ham loss say bach jatay han lakin 24 ghantay market say related rehna bohat mushkil hay aor market ki movement kab tabdel ho jay is ka koi pata nahen hota is soorat main stop loss ka use kia jata hay jis say loss khud ba khud stop ho jata hay isis taran take profit hay in main say aik trailing stop hay is ka use traders bohat ziada kartay han is say hota yeh hay k jab profit barh jata hay to yeh trade ko khud ba khud adjust karta hay aor jab market ki movement down honay lagti hay aor loss honay ka khatra barh jata hay to yeh trade ko khud ba khud close kar deta hay is say trader bohat baray loss say bach jata hay aor trading kay doran honay walay profit ko bhi save kar pata hay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trailing stop kiya ha or isy kesay use krty hain?

                              Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha hy forex trading main trialing stop best option ha jis sy ap ko loss ni hota ha or ap easily successful ho sakty han jab ap ny aik trade open karty Han or trialing stop use karty han to is ki ap ny set karna hota ha means jtny pips ap chahty han laga laty Han means 30 pips pe laga laty Han to jab ap ki trade 30 pips profit main jati ha trailing stop lag jata ha jase Jase trade ap ki profit main jati ha to ye bi value sy 30 pips fasly pe chalta ha or jase trade value wapis ati ha to ye wahan stop ho jata ha or jab value wapis jay to phr sy chalny lag jata ha asy ap ko maximum profit hasil hota ha or loss Ni hota ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X