Pakistan main forex trading itne aam kun nahi hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pakistan main forex trading itne aam kun nahi hai?
    Friends mujhy khud ko abi chand months pehly forex kay baary ma pata chala hai aur mery friends ma sy sirf aik banda forex par kaam kar raha hai. Esa kun hai kay forex pakistan ma us tarha sy aam ni ha jis tarha hona chahey?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Ap na bara acha sawal uthaya ha, beshak Pakistan mein forex trading us level ki nahi ha jo honi chahiye aur is ki sab se bari waja logon mein awareness ka na hona ha. Agar ap kisi se forex par baat start karain, to wo bobot jaldi bore ho jatay hain, baat dilchaspi se nahi suntay aur new logon ko sirf basics samjhana bhi bohot mushkil ha.
    Is soorat e haal ko bohot seriously lenay ki zarurat ha, because forex se jahan logon ko ghar bethay rozgar mil sakta ha, wahin bahir se mulk mein paisa anay se economy par bhi acha asar paray ga. Mein is silsilay mein governments ko bhi barabar ka zimidar samajhta hun because forex trading aik SME (Small Medium Enterprise) sabit ho sakti ha, agar logon ko sahi raasta aur rehnumai faraham ki jaye.
    • #3 Collapse

      mery khayal me Pakistan me zeyda tar log stop exchange jesy business me hi investment karty hey magar ab Pakistan me be Forex business aam ho chuka hay, Pakistan key har city me hamy bahot se traders mil jaty hey jes me expert traders ki kami nahi hay, paksitan me forex business ko learn karny key ley koi esa proper platform na hony ki waja se zeyda tar traders etny kamyab to nahi magar jesy jesy logo ko forex business key profitable hony ka knowledge ho raha hay es ki waja se kam time me Pakistan me be log kesi aur business me investment karny se forex business me investment karny ko behtar aur profitable samjy gey.
      • #4 Collapse

        Dear jaisy ap ne baat ki hai forex ki to ais mai time lagta hai kun k ap ne dekha ho ga k bahot sary online business thy jo aaye aor aus mai logo ne loss kia aor aus k baad logo ne kaam choar dia aisy hi jis ko bhi forex k bary mai batya jata hai wo ais mai ye hai k kaam karny ko agree ni hota k kahe ais mai bhi sirf loss hi na ho kun k agar ap ais mai kisi ko invite karty hai to wo ap se sirf yehi pochy ga k ap ne ais mai se kitna earn kia hai agar ap ne ais mai se achi earning ki ho gi to ap k sath log mily gay aor ais mai kaam karny k liay agree ho gay magar jab ap ne ais mai se kuch ni kamya ho ga to log ap k sath ais mai kabi kaam ni kary gay aor ap ko baty hi sunye gay magar kuch time baad yaha kafi log ho gay jo ais mai kaam kary gay.
        • #5 Collapse

          Assalamualaikum Mere Khayal Mein Pakistan Mein Aksar log stock exchanges se kam ne investment karna pasand nahi karte hai isliye Forex trading mein bahut kam log in Max Karte Haini Agar Hum Log for Forex ma mhnat Karte Hain Pyar Hum Log acha profit bana sakte hain
          • #6 Collapse

            pakistan main forex trading ka business es liye aam nahi hai q k boht kam log forex k bary main janty hain or jo janty hain wo dosrun ko achi trah se guide nahi karty hain k wo bhi es business ko join kar saken es k ilwa jo bat zeda hai wo yah hai k pakisatn k boht se log forex ko aik haram business smjhty hain es liye bhi wo forex ko nahi karty hain bat sari es point par a kar rokti hai k forex k bary main achi trah se or proper guide line nahi milti hai or har insan apny knowledge k hisab se es ko expalin karta hai or jis ko es ki smjh ati hai wo kar leta hai or jis ko nahi ati hai wo nahi karty hain es liye aghe dekha jay tu yah bot achi bat hai k aghr pakistan main bhi forx ko aghr achi trah se kiya jay tu es ka benifit bhi pakistan ko mil skta hai ro pakistn ki berozagri bhe khtam ho skti hai
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
              Friends mujhy khud ko abi chand months pehly forex kay baary ma pata chala hai aur mery friends ma sy sirf aik banda forex par kaam kar raha hai. Esa kun hai kay forex pakistan ma us tarha sy aam ni ha jis tarha hona chahey?
              Pakistan mein Forex trading Sada popular isliye nahi hai you came for Pakistan mein unemployment or education BA bahut kaam hai Iske ilawa internet Bhi Jyada log use nahi karte hai Jiski wajah se Logon Ko Forex trading ke baare mein Itni knowledge nahi hai lekin ab Forex trading ke popularity May day by day in Muzaffarpur ja raha hai aur Jyada Se Jyada log Forex trading co join kar rahe hai
              • #8 Collapse

                dear forex world wide business ha or pakistan mein bhe aam ha bohat sy log is py work kr raheen hein or bohat he company bhe is mein work kr rahi hein lekin ye home work ha is liye show kam hota ha otherwise pury world mein is py work ho rha ha or pakistan mein bhe bohat sy log is py work kr rhy hein wo is liye kam log hein log ek bar bagair trading experience k deposit kr k loss kr lety hein or fir forex ko bye bye keh dyty hein is liye acha experience ho tabhi forex mein work kreen otherwise loss ha is liye hard work k sath work start krna chaheye or pakistan mein bhe aksariyat log forex mein work kr k achi earning kr raheen gy
                • #9 Collapse

                  dear aap nay theek kaha hai abhi ahista ahista logon main forex business ky bary main awareness peeda hoo raha hai likin awareness aor expert hoony main boht fark hai humra mulk underdeveloped country hai ais ko log join to karty hia likin long term naih lay ky chal skty klion ky ais kaam main time dena parta hai aor ais ko seekhna aik boht mushkil kaam hai aor achy educated log job ko ziyada prefrance daity hai ais ko log ziyad tar part time he karty hai likin ziyada tar logg start main he ziyada loss ki waja sy he choor jaty hia ao jo is ko proper seekhty hai aor koshish karty hai ky ais main apny goal ko achive karny ky liye ais ko seekhty hai hai wo kamyaab trader hain
                   
                  • #10 Collapse

                    Pakistan mai forex trading kay bohot ziada popular na honay ke kafi sary reasons hain. Pakistan mai forex trading ko kuch scam aur fraud mai qisam kay logon nay dosray logon ko dhoka dainay ke liye forex trading ka naam bohot ziada use kiya hai jis ke waja say log forex trading ko bohot ziada acha nai samjhtay hain.
                    Forex trading ke liye Pakistan mai achi training institute majood nai hai jis ke wja say forex trading kay liye self learning karna hoti hai jo ke kafi mushkil kam hai aur iss kay liye kafi mehnat aur dilchaspi chaiye hoti hai. ager Pakistan mai achy training institutes majood hon tu aur b ziada log forex trading ko join Karin aur iss mai kam b Karin gaay .
                    • #11 Collapse

                      Pakistan mein forex k aam na honay ki sab se bari waja ye ha k log forex ko sirf money exchange se paisay nikalwana samajhtay hain, is liye logon mein ziyada awareness nahi ha. Forex k baray mein log aik dusray ko batatay bhi nahi hain aur forex ko samajhna ek bohot mushkil kam ha, is liye aksar log is ko seekhnay k doran hi chor detay hain. Forex mulki maeeshat mein bara role ada kar sakta ha because is mein log bahir se sarmaya mulk mein latay hain, magar government level par forex k baray mein koi interest nahi ha, is liye ye sector nazar andaz ho raha ha.
                      • #12 Collapse

                        bhai her kam ko aam hony ma waqat lagta ha ek din ae ga jib her koi forex ki bath kre gya or her kisi ko pata ho ga forex ky bary ma jo jtni zyada mhnat kre ga is ko itna hi zayada profit mily ga or jo kam mhnar kre ga is ko kam profit mily ga
                        Removed by Moderator.
                        • #13 Collapse

                          Slam brothers. Ya baat hy k ya kam krna hr kisi k bas ki baat ni hy. Na hi to ya itna zyada easy hota hy r na hi pakistan main zyada log online buisness ki traf intrest bilkul ni lyty. So, jin ko is k baary main pta hy wo is mai sa zyada profit la rhy hain r pakistan mai kch aysy hain jo zyada trading main experts main ho chuky hain. R ya time b bht layta hy q k agr is main axi khassi trading lgai jay to isi pr focus krna hotta hy. So pakistani log is ko time ni da paty hongy. Wesy its very good online buisness for our pakistanies people.
                          • #14 Collapse

                            Dear Pakistan me Forex es waja se aam nahi key logo ne ye ghalat fehmi pehlai hay key Forex bahot risky business hay me samjta hon key Forex business bahot hi best hay aur es ko other countries ki tarha aam hona chaye, poor countries me Forex business ki popularity bahot zeyda hay, Pakistan me agar esa institute banaya jaye jes me Forex key complete education subject wise aur step by step learning karwi jaye to bahot kam time me achy traders samny a sakty hey, Pakistan me Forex learning ka koi khas base nahi es waja se be Pakistan me ye business aam be nahi nahi saka aur traders ki be bahot kami hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Asalam o alikum dear forex trading Pakistan is ly aam ni ha k logun ko net ki earning pe yaqeen in ha or jo karty b han to seeky bagar karty han or loss karwaty han or phr chor daty han or phr sab ko forex trading sy dor rehny ka kehty han
                              Isi waja sy Pakistan m maximum loog forex trading m ni ana chahty han k is m loss both ziada hota ha is ka fayda ni ha jab k ap ko chae k ap forex trading ko ache tahra seeken or practice karny jab ap ko samj aa jay to us k baad real trading start karny

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X