Stress free trading k liye stop loss aur take profit trade k start Mai he laga dain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stress free trading k liye stop loss aur take profit trade k start Mai he laga dain.
    Kafi Saray log trading Kay doran bohot ziada pressure aur stress ka samna karty hain ager in ke trade lambay arsay k liye loss Mai ja rahi ho .
    Kafi lambay arsay tak trade ko close na karnay say loss b barh jata hai aur stress ka b samna karna parhta hai . Iss liye trade Mai stop loss aur take profit pehly he set kar daina chaye .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bohat hi achi bat apne share ki hai. Forex ne ye bohat hi acha option diya hua ha. Jisse agar hum trade sell or buy ki ideal condition pe online na bhi hun to system khud ba khud sell or buy kar daita hai jo humari income ko increase karta hai aur loss ratio kam ho jata hai.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
      Kafi Saray log trading Kay doran bohot ziada pressure aur stress ka samna karty hain ager in ke trade lambay arsay k liye loss Mai ja rahi ho .
      Kafi lambay arsay tak trade ko close na karnay say loss b barh jata hai aur stress ka b samna karna parhta hai . Iss liye trade Mai stop loss aur take profit pehly he set kar daina chaye .
      Forex trading Main Apne account ko pass hone se bachane ke liye bahut zaroori hai ke hum stop loss or take profit ko use kare is se Hamari trading achi Hogi
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Han g ap ny sahi kaha hai k agar ap chahty hai k ap ki trading achi ho to ap trading k doran stop loss or take profit zroor set kary is sy apko loss huwa b to kam or profit jitna apko chahiye utna mil jata hai or account wash nahi hota.
        • #5 Collapse

          Walking karne ke liye aapko yahan se maximum earning karne ke liye is main aapko take profit loss me laga dena chahiye Agar apke friend KVS jispe investment kar lete hain to aapko Yahan Par Hamesha kam karne ke time par take closeby laga dena chahiye Jiski wajah se aapki investment be safe rehti hai aur aap ko yaad se nuksaan bhi nahi hota hai aur aap aaram se kaam kar lete hain Itna Ziada apko yeah preferred nahi karna padti hai woh learning Ho Jati Hai
           
          • #6 Collapse

            Asslam o alaikom bilkol sahi bat hai jab ap ko pata ho ke ek cheez ap ke bas se bahir hai to ap ko pehlay hi us ke baray me planning kar leni chahiye isi tarha ap ko pata hai ke ap mosalsal loss me ja rahay hai or mazeed koss ko bardshat nahi kar saktay ap ka stress bharta ja raha hai to ap ko already stop loss or take profit pe laga dena chahiye ta ke mazeed stress or loss se bacha ja sakay ya pher mukamal knowledge hasil karay
            • #7 Collapse

              Yapral long time ke liye acche se trading karne ke liye aapko stress free studying karne ke liye aapko market ke sath Dracula attached Rehna padta hai itna Jyada aap market code time Denge Hafiz kuch jyada Se Jyada samjhenge aapko yahan se kuchh nahi come nuksaan Hoga aap se jyada Se Jyada Achcha Palace banane ki taraf se ho long time ke liye working Kat Jayenge is working apne aap ko Yahan Par working ke liye stable Rakhna Hota Hai
               
              • #8 Collapse

                Trading mein stress free hi rehna chahiye relax ho k trading karnii chahiye.Agar loss ho raha hay to phr bhe stress na len q k loss aor profit trading ka hisa hay agar aj ap ko loss ho raha hay to kal profit bhe to ho sakta hay... Agar ap loss ki waja sy stress ly lety hain to stop loss aor take profit laga k trade ko chor den
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  forex trading main tsop loss or take profit ka yah faida hota hai k hmari trading main risk kam ho jta hai tu bhatr yah hai k hmain bad main modify karn aparhy trade k start main he es ko lga dena chahye ta k ap apni trading main relex ho sken or ap trading main feesh mind k sath kar skaen yah bahtr hai k ap pahly he es main safe rahen

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X