kia big lot size lagany se long time key ley es business me survive kia ja sakta hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia big lot size lagany se long time key ley es business me survive kia ja sakta hay?
    ye to sab hi janty hey key big lot size lagany se trading me risk ratio be increase ho jata hay kia esy situation me long time key ley es business me survive kia ja sakta hay?

    account balance ki management zarori hoti hay magar traders ko zeyda profit be earn karna hota hay long time key ley es business me rehna ho to esy me some time market condition trading key ley best hoti hay esy me risk leya ja sakta hay kia khayal hay app sab members ka?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G aesa kabhi bhi nehi ho sakta ky apny kisi pair main big lot size lagai ho aur apki trade loss main na gai ho big lot size hamesha riski hoti hai ky agar market favour main chalti rehy you kafi profit by agar market thora sa against move kerti hai tou loss itna zyada hota hai ky recover kerna bahot mushkil ho jata hai sort account wash hi option hota hai
    • #3 Collapse

      Big lot sirf wohi traders laga ker forex market main survive ker sakty hain jin ky account main lakhon dollars maojood hon warna ham Jesy bonus per trade kerny waly traders ka balance ho itna kam hota hai ky zyada earning ky chakar main ham jab bhi big lot size sy trade open kerty hain tou account wash kerwa lety hain
      • #4 Collapse

        Agar aap forex mein bari lots kagain gay tou aap ki trading mein life kam ho jati hai aur aap ka account high risk pae chala jata hai iss sae aap ko bahut bara loss ho sakta hai lakin agar aap apni trading mein confident hain kay aap ki strategy aap ko bahut zayada profit dae sakti hai iss lye aap apnay knowledge aur experiance ko dekh kar trading karain aur lot size select karain
        • #5 Collapse

          Bhai g long time survive k liey zroori hy k apka capital barra ho lekin phir bhi lot size ko within limit rakhna zroori hota hy keun k lot size agr zyiada ho ga aur apki trade loss mein chal parri to woh apky barry sy barry capital ko bhi tabah kr skti hy
          • #6 Collapse

            Lot size ap ko apny account ka capital dekh kar chose karna hota hai agr ap zyada volume ki trade kro gy or equity km hogi to loss hony kay chanses zyada hoty hain is liye ap lot size tab zyada kro agar ap k account ka capital big hai kiu kay ap long term trade kar rhy ho to is doran market sometimes reverse bhi hoti hai to survive karny kay liye apka account strong hona bohat zarori hai...
            • #7 Collapse

              ye bht mushikal hai k jb hum koi bara lot size use karen to humy is ka intazar karna hota hai lakin hum itna sabar nahi kar sakty to hum ye sochty hain k be ab humy jitna profit hota hai ye jitna aya hai nbs ye hi kafi hai bs ab hum is trade ko close kar dety hain q k hum main paction nahi hai hum kisi cheez ka wait nahi kar sakty .is liye hum survive nahi kar sakty .
              • #8 Collapse

                Assalamualykum friends, big lot to bilkul lagani he ni cahiey kun k es say buht nuqsan ho ga aur long term to bilkul be ni karna cahiey es say to nuqsan he ho ga to kabi be try na karo big lot lagany ki hamesha small lot lagao aur lalch k bagair kam karna cahiey.
                • #9 Collapse

                  agar hum biq lot size ko use karty huway trade karen gay to es trha market main earning nahi kar sakty ulta humay loss ka samna karna parta hay humay chahiye keh market main sabar kay sath kam karen kyun keh sabar kay sath kam karnay main he faida hota hay tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Tumain kabhi bhi big volume ki trading se avoid karna chhye hay qk agr farz kareen apki totally amount pe trading kareen gay aur without SL& TP k to bht hi dangerous position pe app trading kareen gay aur apka account wash bhi hoo saqta hay

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X