Stop loss or take profit, In dono main sab se zaruri kon sa hota hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss or take profit, In dono main sab se zaruri kon sa hota hai?
    Forex Trading main apne accounts ko safe karne ke lie hum stop loss or take profit ko use karte hain but in dono main se sab se zaruri kon sa hota hai jis se humain bhoat zayda fida ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Stop loss zaida zaroori ya take profit?

    Beshak yeh aik intehaai eham sawaal hai aur aksar new traders es baat ma confuse rehty hain ya wo yehi samjhty hain kay shyed manually trades close karna zaida behtar hota hai. Magar mery khyaal main stop loss take profit say zaida important hai.
    Aap agar forex market main currencies ke movement ko chart par observe karin to aapko andaaza hoga kay koi bhe currency ya commodity trend main move karti hai aur jab up ya down trend chal raha hota hai to kuch arsy kay baad market aik tarf kafi zaida movement karti hai. Us movement kay badly main ya to trend change ho jaata hai ya phir us ki movement trend ma mazeed barh jaati hai. Esy time par jab aapki trade market main lagi hoge aur us par stop loss nahi hoga balkay sirf take profit hoga to jabb market apki trade ma profit hit kary ge to shyed apko itna zaida profit nahi hoga. Magar jab ulti side ma jaay ge to apko loss us profit k mukaably ma zaida hoga. Lehaaza aapko sab say pehly stop loss ko lagana chahey. Stop loss ko laganay k ly technical analysis karna zaroori hai jis main apko behtar jagha par tp aur sl lagany ka andaazaa ho sakta hai.
    • #3 Collapse

      stop loss zeyada zaroori hai
      dear forex trading members of the forex furom mai aap se yeh kehna chahta hoon ke stop loss zyada important hai is se ek to aap ko tension free ho jana Hota Hai doosri baat ye hai Ki isme aapko loss limited hota hai aap account ko mange Karke stop loss set karte ho jisko baad mein recover karna bhi asan hota hai agar aap stop loss nahi lagate to aik to aap ko bahut zyada loss ho sakta hai dusra aapka account wash ho sakta hai is leay apko stop loss must lgana chue take profit apky profit ko limited kr deta hai
      • #4 Collapse

        Dear agar hum market mai safe ho k kaam karna chaty hai to ais mai ye zarori hai k hum ko take profit aor stop loss dono use karny chaye ais liay hum ko chaye k hum jo bhi trade open kary to aus k sath take profit aor stop loss laga ley ais se hi humra account safe rahy ga aor sath growth kary ga.
        Take Profit kun zarori hai?
        Dear agar hum ne market mai trade lagai hai aor hum market par online ni hai aor humri trade kafi profit mai ai aor kisi news ki waja se wapis aa gai to aus mai ye ho ga k ho sakta hai k trade loss mai aa jaye ais liay hum ko her trade k sath take profit lagan chaye ta k humra target jaisy hi pora hi trade close ho jaye.
        Stop Loss kun zaroroi hai?
        Dear agar hum apni trades k sath stop loss ni lagaty to aus mai ye loss hai k market humry agar zayda opposite jati hai to aus mai humra account wash ni hota aus mai ye hai k hum ko stop loss lagana chaye ta k thory se loss mai trade close ho jaye aor hum ko zayda loss na ho.
        • #5 Collapse

          Dear stop loss be zarori hay aur take profit be zarori hota hay agar profitable trading hi karni chaye to dono tools ko use me lana zarori hota hay, es ki waja ye hay key stop loss risk ratio ko kesi har tak kam karny me hamari help kar sakta hay aur take profit hamary profit ko manage karny me hamari help karta hay, agar ham stop loss hi use karty hey aur take profit ko use karna zarori nahi samjty to esy orders me hamy big loss to nahi hota magar zeyda profit hony key bad market me kesi be time changing any ki waja se ye profit wala trade loss me convert ho sakta hay es ley stop loss key sath trades open karny par take profit order be laga dena chaye.
          • #6 Collapse

            dear trader stop loss or take profit in don mein sab sy zyada profit fha k ap 2no he lagao q k baz time ap har time trading mein mojod nahi hoty to ap k liye zarori fha k har time trading mein rehny k liye bhe q k market new time bohat he fast movement krti ha to ap is mein achi earning kr sakty hein or kamyab profit earn kr sakty hein is liye trading k parts mein stop loss or take profit ek best way ha jis sy ap bohat he achi earning kr sakty hein or kamyab profit earn kr sakty hein
            • #7 Collapse

              Take profit aur stop loss k mery khyal mein dono ki he apni apni importanace hai. Us ke mein apko aik missasl dena chahun ga./ Bil farz aapne aik trade lagai aur us mein stop loss nai lagaya to shyed wo trades ap huge loss mein close kerna pary ge. aur ager ap trade mein take profit jnai lagete hein to shyed market ap ke favour mein aa jai meger aap us time online na hon ge to wo trade close nai hoge aur phir market dobara aap ka ulat chale jaa ge. so Aise cheexin hoti hein jin mein apko stop loss aur take profit dono ka andaza ho jaata hai k kiotna important ha.
              • #8 Collapse

                Stop loss and take profit important hai Kyunki Agar hum log stop loss nahi Lagate To Hamara account wash bhi ho sakta hai isliye Mere Pyar Mein stop loss bahut hi important hai jo sabse zyada istemal hota haiMe
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: ahmedazhar پيغام ديکھيے
                  Forex Trading main apne accounts ko safe karne ke lie hum stop loss or take profit ko use karte hain but in dono main se sab se zaruri kon sa hota hai jis se humain bhoat zayda fida ho.
                  Yaha par working karne ke liye aap ko sabse Pehle skin traction ke sath sath take profit Lagana hota hai aap ko respect a closed figure Na Hota Hai Jab aap Dono Mein sabse acche se laga le lenge to aap ki Yahan Par investment aap ki entry acche se stable ho jayegi aap se long time ke liye achhe working kar Sakenge aapko market ka id acche se nikal Le Le Main Kafi help mil Jayegi
                  • #10 Collapse

                    Aik trader kay liye maire khayal say dono stop loss aur take profit aik jaise he importance rakhty hain. Traders ko inn dono ko aik jaise importance he daine chiye . Stop loss ke waja say traders apni defined limit say ziada honay waly loss say bach jate hain . jab kay take profit laga kar traders apny profit ko pehlay say he define kar daite hain. Kafi dafa take profit na use Karin tu iss point say market wapis aa jate ha jis ke waja say traders ka time b waste hota ha aur itne earning b nai ho pate hai jis kay liye traders nay trade laga kar risk liya hota hai. iss liye maire khayal say best yahi hai ke trading position open karty time he take profit aur stop loss ho pehlay he define kar dain.
                    • #11 Collapse

                      Stop loss and take profit dono hi bohat zaida zaroori hoty ha agar ham in dono ka use kary gy tu ham achi trading karay gy and trades ko sahi se manage kar sakay gy warna hamay loss hony ka chances ho gy and profit be sahi nahi aye ga
                      • #12 Collapse

                        Apnay account ko safe rakny ka lay humy stop loss ya tak profit lagna parta hai agher hum an dono ko use nai karty to humra account boht bary risk pay hota hai bad dafa market ki movement ka pata nai chlta jas ki waja say humra account wish ho jata hai as lay hum jab bi trade open karny stop loss aur tak profit lazmi use karty hai lakn ap nay pocha hai ka humy tak profit use karna chahy ka stop loss dear agher hum tak profit lagty hai lakn stop loss nai lagty to ho sakta hai market humry tak profit say pahly move kar jay aur humra account boht barda loss main chala jay apny account ko tak profit ka sath sath stop loss zaror lagy ta kay ap ka account safe rahy aur ap ki investment zaya na ho.
                        • #13 Collapse

                          Yeah before expiry online working karne ke liye aapko stop loss Laga Naraz Nahi Hota Hai jawab is stop loss Laga Lete Hain toh aap ki entry aap kaun ho jati hai aapko working karne Main Itna Jyada different difficulty office nahi karna padta hai yahan par easily market ko manage kar sakte hain usko aaram se baat kar sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Dear yah boaht important tool hai forex trading main . q k dear aik banda her tiime forex k samny nahe baith sakta is lai lazmi hai k wo stop loss and take proift ko use kary. q k aisa karny se aik to us ki equity end nahe ho gy or wo boaht bary loss se bach jata hai. to is lai lazmi hai k ham stop loss lagian. or mazeed bat k market ki movement ka ksi ko nahe pta wo kabi reverse ja sakty hai to is lai lamzi hai k ham jahan per munasib samjhty hai k market ja sakty hai wahan per ham take profit set kar dian taky hamain us level tak ka profit ho jain. to yahan per aik bat karo ga k yah dono boaht aham hai or her banday ko her hal main un ko use karna chaihain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Jnb aap nain bht acha sawal kiya hai forex k tamam tools main say koi bhi aisa tool ni hai jiski importance nan ho had aik ki apni importance or use hota hai SL ho ya tp donon ki apni apni ehmiyat hai han agar donon main say sub say ziada Jo important hai woh yeah hai k aap inko kis jagha PR set kartay ho agar aap nain SL or tp bilkul exect jagha PR set kiya hai to aapko bht faida hoga or agar ghalat jagha PR set kuye hain to loss hoga hamesha SL ko hamesha level say aagay rakhain ta k markeet jub bhi level tak phonchay to SL ko hit nan karat balkay hit tb karat jub level brake ho...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X