Agar market aap ka khilaaf jaay to aap kesy react karty hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Agar market aap ka khilaaf jaay to aap kesy react karty hain?
    Agar apne market ma trade lagai aur market aap kay khilaaf chali gai to aap kis tarha react karty hain aur situation ko kis tarha say handle karty hain?
    Aksar mane note kia ha ka banda panicked ho jata ha aur samjh nahi aati k kia kary. Aap kay khyal ma kesy is situation say nikla jaay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear market agar hamary trades ky khilaaf jaye to esy me hamy ya to hedge trading karni chaye aur ya market trend movement ka jaiza lena chaye aur sabar karna chaye, jald bazi me kabi be koi order loss me close karny ki ghalti nahi karni chaye, jo loss hona hota hay wo ho kar hi rehta hay esy me market trend direction par hi focus karna chaye, aur ye andaza lagana chaye key agar market ki next movement be hamary trades key khilaaf ja sakti hay to esy me traders ko hedge trading par hi depend karna chaye.
    • #3 Collapse

      Dear bonus account mein jub aik badi amount k sath loss ho to koi trader kuch ni kar sagta siwaye dekhny k kiyon k agar kat karo gy do bonus recover karty karty month lagy ga han agar stoploss use karty ho to ye nobat he ni ati k trader ko sochna pary k wo kiya kary
      Removed by moderator.
      • #4 Collapse

        simple sa answer yeh hai iska jab market hamaray against chali jati hai to main to lazmi si baat hai apni har trade main stop loss ko use karta hon aor mera stop loss hit ho jata hai aor kuch log sl nahi use kartay unkay account wash ho jatay hein.
        • #5 Collapse

          Ager market Trader kay khilaf ja rahai ho tu iss time per he achy aur experienced trader aur new trader ka difference pata chalta hai.

          Ager trade app kay khilaf ja rahi ho aur app confuse hon aur emotion app per havi ho rahy hon tu phir iss ka matlab yeh hai ke app ke emotion control acha nai hai . ya phir app apny account kay hisab say baray lot size mai trade karty hain.
          Experienced trader ko pata hota hai ke har trade mai kamybi mumkin nai hai iss liye woh apny emotion control rakhty hain aur lot size b wohi select karty jis say loss ho b jiye tu Account mai itna loss na ho jis ko recover karna he muskil ho jiye.

          Iss liye maire kahayl say ham sab ko loss kay time apny emotion per control karna chaiye, aur yeh samjhna chaiye ke loss b forex trading ka aik lazmi hisa hai.
          • #6 Collapse

            Dear ab ye to depend karta hai k hum ne market mai risk kitna lia hoa hai agar hum ne ais mai trade apny account k hisab se lagai hoi hai aor hum ne apny account k hisab se 2% risk lia ho aor market humry opposite jati hai to aus time atni pareshani ni hoti kun k account ka agar 2% loss ho jata hai to aus mai hum ko atna masala ni hota hum asani se aus ko recover kar jaty hai aor aus par hum ne agar dobara trade karni hai to hum aus loss ki tension ni lety kun k atna zayda loss ni banta account k hisab se ais liay ye depend karta hai k hum kis state mai hai jab market humry oppostie jati hai agar hum lot bari lagaty hai to aus mai ye hai k humra loss zayda show ho ga jis se hum ko tension hoti hai.
            • #7 Collapse

              zahiri c baat hay kay jab ham koe bhi business kar rahy hon aur market hamary khilaaf chali jay to yaqeenan hamen loss ho ga aur yeh bhi aik fitri amal hay kay jab hamen apny karobar mn nuqsan ho jata hay to afsos to hota hay, dukh to lagta hay aur banda kafi sara pareshan bhi ho jata hay aur sab say pehly to achanak bandy ko ye smajh he ni ati kay kya kia jay. but aisi surat.e.haal mn bandy to hosla aur himmat ni harni chahye aur bari danishmandi say surat.e.haal py qaboo pana chahye. Khasoosan forex mn to jab profit hota hay to wo bhi kamal ka hota hay aur jab loss hota hay to wo bhi na qabil.e.bardasht hota hay. but hamen apny jazbaat py hamesha qaboo rakhna chahye.
              • #8 Collapse

                Agra market ki movement of investment ke against ho rahi ho to office pe Apne account ko manage kar sakte hain space ke opposite direction Mein investment kar sakte hain Jis Se aap ki engagement Kafi Zyada save ho jayegi aur aapko yahan se nuksan nahi hoga aap yahan se bahut acche se apne account ko aaram se manage kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
                  Agar apne market ma trade lagai aur market aap kay khilaaf chali gai to aap kis tarha react karty hain aur situation ko kis tarha say handle karty hain?
                  Aksar mane note kia ha ka banda panicked ho jata ha aur samjh nahi aati k kia kary. Aap kay khyal ma kesy is situation say nikla jaay?
                  Brother agar market mery khilaaf jaati hai to mein ye karta hun kae jo planning mane pehly se ki hui hoti hai main us planning per stick rehta hun aur jo jo mujhy masle dar pesh aa rahy hotuy hain un k hall k leiy mein apni koshish karta hun. jo jo traders apni planning ko behtar bana nay mein kamyaab hote haein wohi forex k karobaar mein kamyaabi hasil kar ppate hein. Mera aap ko aik brotherana mashwarera ye ho ga k market aap k against jab jae to khudara koi jald bazi mein faisla na karin bal k ye zaror jaan lein k kuin market iss tarha aap ka against chaili gaiu ha jab reason pata lage ge to us ka solution bhi mil jaay ga.
                  • #10 Collapse

                    Assalamualaikum bhai Agar market opposite side mein move karne Lag Jaye to hum Logon Ko sirf aur sirf ek kaam karna chahiye aur woh Yeh Hai Ke Hum Logon Ko foreign trade card can I trade Lagani chahiye aur woh bhi opposite side Bitha Ke Hum Log HR profit hasil kar sake
                    • #11 Collapse

                      G han jnb aap nain bilkul sahi kaha hai trading k doran him jesay emotion show kartay hain yeah bohut zarori hai to main aapko batata chalon k trading main wohi banda kamyah hota hai jiska apnain emotion PR fully control hota hai air jub aap apnain emotion PR control karnan seekh jaogay to aik din aap bhi kamyab trader ban jaogay lehaza emotion PR control karnan seekhain air kabhi bhi Loss's PR ziada emotional honain ki zarorat ni hai balkay sabar k sath sath kaam kartay rahen thori dair main market aapko taraf move karaygi air us ka wait karain jub tak market apni taraf move ni karti air jaldbaazi ya emotion main koi ghalat faisla nan utha lain...
                      • #12 Collapse

                        jab market opposite move krny lag jae to him logo ko foran ap trad ko cut kr dana chaya or phir opposite side py trad lagni chaya or acha profit bnana chaya is tra him log acha profit bna skty ha or earning bi kr skty ha
                        Removed by Moderator.
                        • #13 Collapse

                          forex trading main jub market hmary mukhalif chalti hai tu tab hmain boht pareshani hoti hai jis se hmain kuj smjh main bhi nahi a rah hota hai k kiya karen es liye sub se pahly tu jub market ap k khilaf main move kar rahi hai tu apko sub se pahly
                          1:market ko daobra analyse karna chahye or chek karna chahye k market k reverse k chances hain k nahi hain
                          2:os k bad aghr tu market k reverse any k chances hain tu apko chahye k ap apni trade ko on rahny dena chahye matlab yah hai k aghr loss bhi ho raha hai tu ap order lga rahny den
                          3:os k bad aghr tu apko lgta hai k market wapas nahi morny wali jahan par ap ny apna order lgaya tha tu apko chahye k apna order jo ap ny lagaya howa hai osko off kar dena chahye matab k apni trade close kar deni chahaye
                          4;es se yah hoga k aghr apki trade lgi rahy gi tu market k morny se apko loss nahi hoga
                          5:dosri bat yah hoti hai k ap apna order close kar dety hain ta k apko zeyda loss na ho
                          yah kuj point ap ta kar skty hain jub market ap k trend k khilaf main chlti hai tu ap yah sub kar skty hain
                          • #14 Collapse

                            Aap jaby market Mein kaam karne ka Irada karte hain aap Yahan Par investment Karte Hain To sometime Hai Sabhi ho jata ke market aapke investment ke against Jana start ho jati hai Jaise Jaise aap kaam karte Jaate Hain market ki movement change ho jati hai aapko is time kaafi Jyada Apne mind ko fresh Rakhna chahiye kabhi bhi hona chahiye long time ke liye kaam karna chahiye Jab aap Yaha par kaam manage kar lete hain business ko utilised kar lete hai to aap ka kaam easy ho jata hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Agar market aap ka khilaaf jaay to aap kesy react karty hain?

                              agr market trader kay khilaf hay to trader ko market ko smjhna must hay trader ko jldi na krna hay trader ko forex trading market main market ki current situation ko smjhna aor trading market ko follow karty howay trading krna hoti hay trader ko kabhi trading market kay trend kay khilaaf nhi jana hay aor trader forex trading market main experience say trade kray aor trader ko forex trading main patience ho trading main market kay right trend ka wait krain trading main hard working krain trading market ko smjh kr trading krna profitable rhta hay trading main agr trader baghar trading market ky smjhy trading krta hay us ko kabhi trading main earning na ho gi aor trader ko forex trading market main fully analyzing krna chahye koi mistakes trading market main nhi krna hay phr trader ko trading main earning ho gi aor trader ko forex trading market main profitable trading ka moqa mily ga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X