control your emotions for good trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    control your emotions for good trading
    dear forex members emotions par control rakhna forex me boht zyada zarori hai or koi bhi business ya kam ho us me emotions par itna loss nhi hota jetna forex me emotions py control na hony ki waja se hota hai emotions chahye lalach ka ho ya over confidence ya koi or sab par control rakhna boht zarori hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G haan brother achi trading karney kayiey aur acha trader banny kay liey apny jazbaat per kabuu rakhna nehaayat zaroori hai. Ye trading aisa kaam hai kay aap kay jazbaat aapko ess main kafi zaida nuqsaan day sakty hain magar aap jab apney jazbaat ko control karty hain aur apni trading ko plan ka tehaat karty hain to us main aapko acha experience hota hai aur apka confidence level bhe barhta hai.
    • #3 Collapse

      Emotions trading main nuqsan ka bais bnty hein kbi bhi apny loss or profit per emotional nai hona bal ke aik normal tareqy se trading jari rakhni chaye aur kbi bhi lalach aur emotions ko khod per havy nai hony dena koun ke aisa ap ke ley nuqsan day ho ga
      • #4 Collapse

        G brother apne boht acha point dia.hr kaam me sbr aur khud pe control boht zroori he.agr ap me lalach he ya sbr nhn he ya halaat ko dekh kr chlne ki adat nhn he to hm ksi b business me kamyab nhn ho skte.isliye me apke point se poori tarha agree krta hun
        • #5 Collapse

          Good trading key ley traders ka emotions par full control zarori hay, loss business ka part hi hay magar traders ko full koshish karni chaye key apni taraf se trading me greed, emotions, aur jald bazi na karen, agar ham musalsal hi loss karen gey aur es ko part of business samaj kar ignore karen gey to ye be hamari esi ghalti hay jes se hamy lesson lena chaye.
          • #6 Collapse

            trading mein profit ho ya loss ho donu sorto mein jazbat pe control zarori hy.loss ho jany k bad to dil karta hy k trading chor di jae.aur profit milny k bad feeling hoti hen k jaldi se trade lagae taky dobara profit ho.jald bazi mei aksar hamara loss ho jata hy.
            • #7 Collapse

              Aslamu alakim dosto emotion py apka control bht zrori hota hai ap aik achy forex member or traders bn skty hain agr ap emotion ko control ma ni rkh skty to rorex apko koss dy ge to pls control ur emotion while tr trading
              • #8 Collapse

                Ofcourse bhai forex trading start tab hi karen jab emotion control ho emotion py agar qabu na kiya jaye to forex men ap ko big loss ho sakta hay emotion ko control na karny sy mistakes hoti haen jo k forex trading mein acceptable nai hay
                • #9 Collapse

                  Agar ap emotions ko trading me laye gy to ap ko loss ho sakta hai q k jab emotions aty hai to banda dimag sy kaam nahi leta bus trade laga deta hai chahy galat hi ho is liye trading kary to emotions mat layen .
                  • #10 Collapse

                    trading main emotions par control kerna buhat mushkel hota ha.or mujay apni trading main in ki waja say buhat loss howa hay.ab main trading main emotions par control pana seekh gaya hoon.kue kay mujay is business main loss ki sab say bari waja ya thi.mager ab main 1 achi trading ker raha hoon.or ager mujay kbhi trading main loss bi ho jay.to main buhat aram say usko recover bi ker leta hoon..
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai magar jab hum market k samny bethy ho to aus time control ni hota aus k liay asan tareeka yehi hai k hum jab ais market mai kaam kar rahy ho to ais mai bas trades dekhy aor pending order k sath tp aor sl laga k market se side par ho jaye aus k baad jo ho ga pata chal jaye ga kun k hum market par bethy ho to aus time sabar ni hota aor hum kehty hai k trade profit mai aa gai hai ais ko close kar dy.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X