Aap ka entry point kaisa hota hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aap ka entry point kaisa hota hai
    Dear aap logon ka entry point kaisa hota hai. Means to say aap ka entry point
    Market kay peek level per reverse trading main hotay hai.. Ya phir aap logon ka entry point

    Kisi khas major restance ya support level per hota.
    Ya phir aap break out trend ki direction main trade lagatay hai.
    Apnay views share karain.
    Or batain kay kisi tara kay entry points per aap ko zada losses huay..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: sami0323 پيغام ديکھيے
    Dear aap logon ka entry point kaisa hota hai. Means to say aap ka entry point
    Market kay peek level per reverse trading main hotay hai.. Ya phir aap logon ka entry point

    Kisi khas major restance ya support level per hota.
    Ya phir aap break out trend ki direction main trade lagatay hai.
    Apnay views share karain.
    Or batain kay kisi tara kay entry points per aap ko zada losses huay..
    Dear jahan tak mera khayl hai to hamen apna entry point market k break out pe rakhna chahiye q k market break out k baad bahot kam hi reverse aati hai jab market aik baar breakout kr jati hai to phir market apne aik khaas trend men chalne lagti hai isliye hamy market k trend k sath chalna hi behtar hota hai
    • #3 Collapse

      Dear mery trads ki entry point hamasha ye to support aur resistance levels par hoti hay aur ya news update ko follow kar key hoti hay, meri koshish yahi hoti hay key me zeyda trades news update key mutabeq open karon magar some times market ko technical analysis kar key be hamy trades open karny chaye.
      • #4 Collapse

        Yeah Har trader ki Apni Apni samajh hoti hai ke wo kis level par kaam karta hai kya wo pivot point ke sabse kam karta hai kya Woh Yahan Par pic. Ke sabse kam karta hai isliye usne walking karne ki skills kya hai ye dekhna hota hai woh kitne investment Ke Saath Ho Ja se kitne earning karta hai isliye stable business ko develop karna Hamare liye both Mushkil Kaam Ho Jata Hai Is liye uske liye main bahut yaad aaya padh kar ke Ek achha wala level Tak Lekar Jana Hota Hai
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          agar hum sahi time par market main trade kay liey enter hon gay to he hum market main achi trade place kar sakty hay aur humay chahiye keh esmain kisi kisam ka short cut use na karen kyun keh agar hum short cut use karen gay to es trha lazmi nahi keh market main earning karen esmain huamy loss ka bhi samna karna par sakta hay

          اب آن لائن

          Working...
          X