Loan say forex business
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loan say forex business
    Loan lay kar forex trading samet koi bhi business ni karna chahiye kyunki loan mein barkat nahi hoti aur forex business waise hi bahut zyada critical business hai aur isme bahut hai zyada risk involved hai agar isme loss hota gaya to trader waisy hi preshan ho ga..
    THKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    deat jo chezy islam ny mana kar di hy un mai lazmi koi hikmat hi hy or loan tu sood hy or yi haram hy islam mai ager koi band akise bi kam ky liya ltya hy tu lazmi loss mai hi rahy ga or is forex mai tu bahut hi ziyada risk invole hota hy ager koi loan ly kar yi kam karta hy tu wo loan porna karny ky chaker mai bari lots use kary ga or bary sy bara risk ly ga jis waja sy loss ya account jaldi wash ho sakta hy.
    • #3 Collapse

      Dear hamain loan lay kar bilkul bhi businesses nahi karna chiay aap ko pata hona chiay kay jab bhi ham log loan laitay hain to hamain aik bat ka pata hona chiay kay hamain acha profit tab tak hasil nahi ho sakta jab jab tak ham trading main apna invest na karain.
      Hamain phir say loan return karnay ka masla ho ga .
      Aap ko pata hona chiay kay jab bhi ham loan lay kar paisa invest karain gay to hamain us say acha profit hasil nahi ho sakay ga..
      • #4 Collapse

        Dear bro forex trading aik highly risky buisness hy is liy is main kabhi bh loan lay ker invest mut kro keon ke forex trading aik unpredictable business hy is main sometimes market ka kush pta ni chalta aur market ult ho jaty hy aur itna loss ho jata hy ke hum recover bh ni ker sakty
        • #5 Collapse

          Bhai jaan meri aapko advice hai K loan Lekar trading nahi karni chahiye Forex trading me uncertainty bahut jyada hai market ka Kisi Ko confirm nahi hota is mein aapko knowledge or experience safe work karna chahiye technical analysis or fundamental analysis he important hai market mein loan se trading aisa hi hai Jaise Samundar Mein without life jacket swimming isliye aapko is business Mein Kaam as kam loan nahi Lena chahiye
          • #6 Collapse

            Loan lae.kar agar aap forex mein trading kartay hain tou aisa nahin karna.chahyea kyun kay iss tarah tou aap ka loss trading sae pahele hi shru ho gaya hai aur agar aap forex sae kuch nahin hasil kartay tou woh loan aap ko pocket sae pay karna parta hai aur agar aap bonus per trading kartay hain tou iss tarah aap ko pocket sae kuch nahin lagana parta iss lye loan lae kar kabhi bhi koi bhi business na karain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Agar koi business karna chahta hai tou uss kay pas iss kam katy lye sarmaya bhi hona chahyea koi bhi business loan lae kar na karain hum chotay chotay kaam karnay walay hain inn mein loan sae guzara nahin hota balkay iss sae aap mazeed loss hi ho ga iss lye forex mein tou aisa koi kaam na karain kyun kay forex tou bahut risky kaam hai iss mein tou loss bahut jaldi hota hai

              اب آن لائن

              Working...
              X