Dear maximum traders main ne note kia hai kay gold kay uper trading karna pasand kartay hain.
Aap logon ka kia khial hai kay hamain bhi gold per trading karni chiay.
Kiun gold per trading ko pasand kia jata hai.
Ya phir gold per profit zada hota hai ya phir kia.
Laikin aksar bonus account gold per wash hotay hain laikin phir b kafi log ya traders gold per panga laitay hain..

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим