Forex main kamyabi asaaN nahe
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main kamyabi asaaN nahe
    ASLAMUALEKUM friends forex ek bohat he gro w business hai aur iss main itna potential hai ke koe imagine bhe nahe kr sakta lekn jub kise cheez main itna potential ho us ka risk bhe utna he barh jata hai iss lea forex se profit hasil karna asaan nahe waqt lage ga lekn ap mehnat karen kamyabi hamesha mehnat karne wale ko milte hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Ji han apny bilkul darust kaha. Forex platform aik buhat bara platfoerm hay jahan per kam karny k liye apko buhat sari cheezain daikhny parti hain. Forex market ka exposure buhat zida hay aur buhat sary brokers isk sath jory hoye hain jo k daily basis per yaha per investment add karty rehty hain jis se is markete ka volume daily basis per increase hota rehta hay. Ye market buhat ziada volatile hay is liye trade lagany main inexperinced logon ko koi khas kamyabi nahin milti. do se teen saal main 90-95 percent log apna sermaya loss kar daity hain. Is liye apni learng improve kar k phir trade karain.
    • #3 Collapse

      Dear forex is such a wonderful trading business forex aik asa asan business jo new traders asani se seekh sakte hain bas confidance ho or knowledge ho or kamyabi ke liye to hard work lazmi hai forex men aghar present mind rehkar trading ki jaye to profit milta hai or present mind ke sath business knowledge hona bhut zaroori hai business knowledge hai to kamyabi ke chances haite hain.
      • #4 Collapse

        walikum salam dear ap ki bat theek hy is kam mai waqi bahut hi zaber dast kis kam margen hy jo ager ap ny samjhdari sy use kiy atu ap ko ach akhasa profit mil sakta hy ap is ko ager samjh kar kary y tu lazmi yi ap ko kabi loss nahi hony dy ga kis bi ik adad lot ka loss mai jana yi nahi ky ap loss mai ho month ky end mai daikhna chahaiya ky ap profit mai ho ya loss mai ager ap apny account ko 3 mah tak chahla sakty hy tu ap profit mai hi hy.
        • #5 Collapse

          Yes dear I am Agree with you, actually ajkal log forex ko buht he tezi say dykhy dekha main join kar rahy hyn aur un ko shyd yeh kisi nyn btya hy k forex main buht pesa hy aur ap log buht jald ameee ho jaien gy. But koi yeh pata ni q ni btata k forex ayk buht he complicated aur though business hy ea k liey ap ko itni mehnt ki zarort hy k ap log soch be ni sakty ap ko es main kamyab hony k liey buht zyda experience aur knowledge ki zarort hy buht sara time required ho ga tab ja kar ap ko khuch samjh aaiey ge to phir ja kar ap khuch earn karyn gay but yeh buht though hy es k liey mehnt karna aur time dyna shrt hy.
          • #6 Collapse

            G han bro ap ki bat bilkul thik hai k forex market mn kamyabi mushkil zarur hai lakin ya mushkil ham apny achy knowledge aor experience sy aor market mn hard work sy aor achi mehnat sy kamyabi hasil kr sukty hain bilkul forex trading bahut high risky business hai lakin ya itna ziada profit able bhe hai as liay forex trading ko seekhna bahut zaruri hai.
            • #7 Collapse

              ge han sir forex main kamyabi assan nai hai kyun ke is main buhat mahnet karni parti hai aur ap jitna zyada time forex ko de gen utna hi ap kamyab trader ban sakte hain aur success trade kar sakte hain.
              • #8 Collapse

                Assalam.o.alaikum to all forum members. Forex all over the world business hai is mein bohat se log kamyab ho rahy hain is mein kamyab hony k liye bohat zyada mehnat or knowledge ki zroort hai or kuch qualities ki ahmiyt b ignore nahi ki ja skti jesy k sabr or management hain in dono ko b utni hi ahmiyt deni chahiye jitni knowledge or mehnat ko dety hain
                • #9 Collapse

                  g wa alikum asslam g g bht ashio baat ap ne share ki k forex ko itna esy ni lana chahya k ap is se just profit he ern kr sakta hn r loss ni hota blka agr ap volum account bals k teht zeada lgata hn r markit ka trend check nehi krta to yaqenan ap ko loss hota ha lehaza ap ko markit ka trend dakh kr proper time dana ho ga ya ik bussnuss ha r forex ap se time mangti ha time lgana pre ga markit dakhni pre ge tb ja k mehnt k bad ap ko asha profit mile ga nehi to ap loss pe loss krta jain ge
                  • #10 Collapse

                    Yes dears forex trading kerna asan nahi hai lakin agar mehnat ki Jay to koi bhi kam namumkin nahi hai agar mehnat ki Jay damo per practice ker k experience hasal krain aur knowledge bhi lain jis say apnay anlyses ker k strategy achi banay gi aur trader ko Acha profit ho ga mehnat ker k forex ko carefull trade kia ja sakta hai.
                    • #11 Collapse

                      g han bhai jan agr hum ismy koi kam krty hn to us my kamyabi assan nahe hoti agr hum us my mahnet sy kam krty hn to he hum is my kamyab ho sakty hn bilkul isi tarha forex trading my b hum agr mahnet sy kam krty hn to hum is my achi earning kr saty hn.lkn agr hum ny is ko easy lia to hum ismy fail ho jaty hn.
                      • #12 Collapse

                        Ge he Sir apki bat hai forxe me kamyab asan nihe lacon mahant karan parthe es k bad ap forxe treder ban saktha
                        • #13 Collapse

                          forex m treading krna asan nhi lekin mehnat kr k hm Kamyab treadr bn sakty hen agr es m anlys hard work r experions hasil kro gy tu treading m profit hasil kr sako gy treading m asani k liy learning r senior treadr sy knoliged r information hasil Karen r treading ko apny liy asan Bnaen.
                          • #14 Collapse

                            menhant karny har mushkal kam asan ho jata hai mehnat karny say har kam ma kamy me ja sakti hai so dosto mushkal koi be chize dunya ma nahi har time dena pary ga menhat karna pary ga kamybai apko ek din zaror mely ga likan kuch time mehnat kana hoga hard work karna hoga tu ap juld kamyab ho jay ga ye ek acha business hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              trading 1 tuff business hai.success usi ko hoti hai jis ne achi tra es business ko samaj k kia ho.Q k trading krna hr ksi k bas ki bat nhi hai.market k trends ko smj k he hm achy trader bnty hain or smjty hain k kb or kaha invest krna hai.agr hm galt trades krain gy to loss to hmain ho ga he.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X