Loss wali trade ko close kr Dana bahtar hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss wali trade ko close kr Dana bahtar hai?
    Dear members forex trading market mn merry knowledge aor experience k mutabiq sab sy bahtar planing ya hai k loss wali trade ko ziada dair tak open na rakhen yani loss wali trade jitni jaldi ho close kr dani chahay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear sb sy pehli bat tu yi hy ky ap ny tarde kis point py lagai hy aer tu ap ka pont thee ky tu ap ki to loss laga kar tarde o bhol jaa chahiya mujy yaqen hy ap ka sl t nahi o ga agr ap ny aret kousky sah pont suy pakr liya hy jaha s us nymov karna hy tu loss ki tension nahi lyni peragr kabi ossziyda ho jay tu bad karna hi behtr rahy g.
    • #3 Collapse

      Assalam.o.alaikum to all forum members. Trading mein sab se important cheez hi loss ko face krny ki salahiyat rkhna hai jo loss bear nahi kr skty wo trading nahi kr skty trading krny k liye hmain sl ki ahmiyat ko ignore nahi krna chahiye hmesha trade open kr k hmain uski munasib tp or munasib sl lgana chahiye taa k loss ki soorat mein hmara bohat zyada loss na ho thorry loss mein hi sl hit kr jaye or trade close ho jaye
      • #4 Collapse

        Dear baat ys hay k ager aap lose wali trade ko jaldi close kartay rahain gay tu iss tarha aap ka lise be barta ja hay ga aur aur profit wali trade lose recover karna main lag jahay gi iss laya aap jab be trade open karan us sa phalay aap markit ka aacha tarha sa analysis kar lana us k bad apni money manaent kar k trade open karan aur stop lose set karan iss k bad aap markit ka wait karan ager trade lose main jati hay tu stop lose ki waja sa aap ki zayada nuqsan nahi ho ga warna aap ki tp hit kar jahay gi
        • #5 Collapse

          Loss wali trade waqi close ker dai loss ko zida lamba na kehnchainagsr loss ho to usay hedge bhi ja sakta hayli usay close bhi ker dena Behter hai sab say Behter hai k stop loss laga Jay takay koi tenshen na ho aur na ziyada loss ho kyunk agar market nay unpredictable move ker liy to ap ka account wash ho sakta hai agar ap out off range hotay hain to stop loss ko na bhoolain.
          • #6 Collapse

            loss waali trades ko close kerna hay hedge kerna hay yaa phir hold kerna hay yeh sab aisi cheezain hay jo k market conditions per depend kerti hay kabhib hold kerna behtar hota hay kabhi hedge kerna or kabhi izzat say band ker dena iss say pehlay kay zyaada loss ho
            • #7 Collapse

              treading m los wali tread ko cloz kr Dena chahiy mgr tb jb wo ksi sort ap k balnc tk na pohnch rhi ho agr pechly belnc tk na pohnch k los ko recover na kary tu asi tread ko cloz kr Dena chahiy ta k hmy mazeed agr profit na ho tu los b na ho phr next Tim Jald bazi na Karen r apny senior ki advise sy tread order Karen.
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali Akbar khan پيغام ديکھيے
                Dear members forex trading market mn merry knowledge aor experience k mutabiq sab sy bahtar planing ya hai k loss wali trade ko ziada dair tak open na rakhen yani loss wali trade jitni jaldi ho close kr dani chahay.
                Ji Bhai Assalamualaikum aapne bilkul theek kaha hai loss wali tradeco off kar dena chahiye Kyunki Hame usse Koi profit nahi Hasil ho sakta Jitna jaldi ho sake band kar de
                 
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali Akbar khan پيغام ديکھيے
                  Dear members forex trading market mn merry knowledge aor experience k mutabiq sab sy bahtar planing ya hai k loss wali trade ko ziada dair tak open na rakhen yani loss wali trade jitni jaldi ho close kr dani chahay.
                  Assalamu alaikum bhai Hame loss wale trade ko Jyada der tak nahi Rakhna chahiye Hame us close kar dena chahiye aur dobara open kar ke Hame trading start Karni chahiye Jab Hum Deke Hame Prophet ke chances Hai To Hame trade karna chahiye
                   
                  • #10 Collapse

                    Yahan Par aapko working karne ke liye Agar aapko yahan par nuksaan ho jata hai to aap Yahan Par Apne nuksaan Ko recover bhi kar sakte hai ya nuksaan ko recover karna Itna Aasan kaam nahi hai aap ko chahiye kya aap ko jab nuksaan ho jaye to aap isko recover Karle ya is pe se apni investment ko close kar le agar aap apni investment co close kar lenge to aap ko nuksaan Jyada nahi hoga
                    • #11 Collapse

                      agar aap best planning best strategy pe trade kar rahay ho aur stop loss ka take profit ka use keya hay trade mei phir masla nahe hay aap ko apni trade ka market condition market momentum kay mutaabik update hona chaiye agar floating loss zyada ho aur bagair dekhey samjhay blind trading ki ho tou trade ko close karna best hay takay aap barra loss na karain...
                      • #12 Collapse

                        losss wali trade ko waqi e main jald sy jald disclose kar dain is sy pehly k ap kangaal ho jayen chup kar k hath mal k bhag jayen. loss pe loss loss pe loss. ye achi bat nai jahan loss nazar aaye bhag jao
                        • #13 Collapse

                          forex trading main jub hmari trde close main ja rahi ho tu hmain pahly market ko dabara analysi karna chahye or market k situaion ko dekhna chahye aghr tu market k reverse any k chances hun tu trade ka wait karna chahye q k jub apki market pechy ati hai tu apko loss nahi hota or aghr aysa koi chances nahi hain tu apko apni trade close karna he bahtr hota hai
                          • #14 Collapse

                            sir ager ap ko lagta hai k market n yap k againest or bee zayada jana hai to ap ko chahye k ap apni trade close ker dy or ager ap ko lagta hai k market ny dobara wapis apni jaga ana hai to hum apni trade ko close na kery or us ko laga rahny dy in sab bato ka pata ap ko us waqt completly lag sakta hai jab ap k pass acha expereince ho ga or ap es mien expert ho jy gy.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning karni ha to per hum ko chaheya ka hum first of all jab trade ko lagata ha tab hum stop loss or take profit ko use karaa to best ha laken ager hum na stop loss ka option use nhi keya ha to per hum ko loss ho sakta ha esleya hum ko per loss ma close karna hoge..............

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X