Education forex ki ley kitni zarori hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Education forex ki ley kitni zarori hai
    Education ka hona apko zaida acha trader bnta hai agr apki education zaida ho gi tu apko smjh bhi jaldi aye ga aur ap zaida kamyabi hasil kar pao gy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well dear m apki bt se agagree krta Hun keun k ham jitny zyda educated hon ge utna zyada forex ko smjhny m hmen easy hoga keun k day by day ismein different techniques use hoti hen jinko smjhny k liye acha educated hon bht zruri ha.hmen chahye k ham forex k sath sath apni education se bhi touch rhen.
    • #3 Collapse

      Dear ye tu natural bat ha aj Kal hmari society ma education bout important hoti ha isi tra forex trading ma bi education bout important ha agr hmary pas acha knowledge ho ga or achi education skills hn GI tu hm anylsis ko bout jaldi pick kar lain gy hmain world k bary ma knowledge ho ga jis tra koi bi news ati ha agr hmari education achi ho GI tu hmain bout zayda market py us ka asar ka andaza ho Jay ga jitni achi education ho GI forex ma jaldi seekny ka otna hi zayda moqa mil Jay ga
      • #4 Collapse

        G han g kiyon k education hony ki wja sy har bat juldi smajh ati hy isi wja sy aik educated trader ko trading ki knowledge juldi milti hy han manta hon k bina education people bhi forex mein kam kar rahy hein lekin educated trader un sy abhi bhi best hein kiyon k un k pass daily ka experience dubell sy bhi ziyada hota jata hy education ziyada zarori ni hy lekin jitni ziyada hogi utna faida hy
        Removed by moderator.
        • #5 Collapse

          dosto forex trading krny k ly wisy to insta walo koe education ko require ni kia hy es ma koe b kisi b time trade kr skta hy or profit hsal kr skta hy lkin mry khyal ma ap k ps kam sy kam intermediate ki qualification honi chy kiun k agr ap k ps es sy kam ho gi to ap news wagera ko ja baki cheezo ko sai sy read ni kr pao gy es k ly intermediate zroori hy lkin agr ap ki english wisy he high chy ap primary he prhy ho ap phr b asani sy trading kr skty ho phr ap k ly koe problem ni hy kiun k phr ap news or bki cheezo ko asani sy read kr pao gy
          • #6 Collapse

            G han dear forex ki education bahut zaroori ha agar education achi hogi tu ap diffrent strategy use kar sakty hain lekin apki educatin k sath sath practice bhi bht zaroori ha aur apko chahye k real account se pehly demo account p achi tarha practice kar lyn is k bad ap real account p trading karyn
            • #7 Collapse

              G bha ma apki bt sy agree krta hum k jtna knowledge or experience ap k pass ho ga ap bht achi trade kr skty hain apko bht profit ho ga lkn agr apko market ki smjh bhi ni hai phr ap kuch ni kr skty apko chaiy k ap kpass bbt zuada knowledge hona zrori hai
              • #8 Collapse

                dear bro waisy to forex trading main work kerny ke liy kisi bh kisam ki education ki koi zarorat ni aur na hi koi broker koi education ki condition rakhta hy ,lkn aik educated aur uneducated ke kam kerny ka bahut ziada difference hota hy ,forex trading main analysis kerna different strategies ko read kerna aur news ko follow kerna ye subh kam aik educated bahut ashy tara ker sakta
                Signature removed by moderator
                • #9 Collapse

                  Re: Education forex ki ley kitni zarori hai

                  forex aik online business hain forex mai education ke zada ahmeyat nahi hain hamy ache learning hasial karny ky liye demo account mai practice karne chahey is mai kam karny sy hamry knowledge mai azafa hota hain or is mai kam karny ka hamy bonus be milta hain or agar kam karty howe koi galti hi jty to hum isy durust kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Education forex ki ley kitni zarori hai

                    forex me zayda education theak he help krte haye but jo log zaya as pr trading krte han wo zayda as markt se earn krte han asl me forex trading krne se ate haye kam learnings se ate haye and froex ka loss he acha teacher hota hye jo log as se teach kr jate han wo forex me kamyab hote han jo log as ke loss se nahi sekhte wo kabi bhe as me kamyab nahi hote zaya education bhe on ke help nahi krte
                    • #11 Collapse

                      Re: Education forex ki ley kitni zarori hai

                      forex may educated ka hona zarore ni hay is may experience ka hona zarore hain pher he hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar saky gy forex aik international business hain yai east wast mai bohat taze sy phal raha hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai live sada urdu mai trading be kar sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Education forex ki ley kitni zarori hai

                        Assalamualaikum dear friend Aaj Kal towaise b education bahut zaroori hai education ke bagrInsaan kuch bhi Nahi kar sakta Agar gareeb banda Zyada education nahi karwa Sakta Tu kam se kam metric to lazmi Kara le Forex trading maybe education bahut zaroori hai education Hogi Toh Phir hai Hum Apne knowledge ke sath experience Husile kar sakte hain Agar Hamara knowledge achha hoga to Hum market trading ke baare mein Patta Chalo ga knowledge mein izafa ho gaya Tu Hamara Forex trading ka kaam B achha hoga aur Hume achha profit Haasil hoga Aur Iss Tarah Hame kamyabi milegi
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Education forex ki ley kitni zarori hai

                          Dear jo b ho jay education to hasil karni chahy koi b business ho ager app ky pass education hai to app us business ko jaldi pick kar sakty hain us business ko samj sakty hain
                          forex trading main education ke koi zrorat to nhi hai likn ager app ky pass education hai to app forex ko jad samj sakty han
                          forex business main sierf app ky pass forex trading ka experince our knowladge ho to app asani sy trading kar sakty hin es moin education ke koi qaid nhi hai without esucation app trading kar sakty hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X