Scalping method kia hamy successful kar sakta hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Scalping method kia hamy successful kar sakta hay?
    many traders different style se aur different type key method trading me use karty hey jes me 1 method scalping trading ka be, scalping traders short time key hoti hay jes me zeyda profit to earn nahi kia ja sakta hay magar per be es me loss key chances ho sakty hey scalping trading karny me risk ko ignore nahi karna chaye, mera senior traders se sawal hay key kia ham scalping trading kar key be successful ho sakty ya nahi, kia big profit proper hamy scalping trading method se ho sakta hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bahut Log Yahan Par running karne ke liye scattering method use karte hain scattering method use karne se Hame market ki movement Kabhi Pata lag jata hai aur iski direction Kabhi Pata lag jata hai kiski direction kab change Hone Wali Hai Aur hame kis ke sath sath Kaise benefit mil sakta hai aur Hum Kaise yahan se Aur Bhi Zyada capital generate kar sakte hain regular yahan se
    • #3 Collapse

      Dear brother scalping aik aisa kaam hai jo ka expert trader karte hain. If you consider yourself as an expert trader to phe aap scalping karen aur us mein ap faida bhee hasil kar sagte hain. Scalping mein trades short term main hoti hain aur trader ke duration means jitna time trades open rehhti hn wo time bht thora hiota ha. So jitne zaida trades open hon ge aur agr achy scalper ke winning ration ,means k profits wali trades zaida hain to yaqinan scalping aik achy munafy wali strategy haiu. scalpers din mein kafi trades open karte hn magr sahi plannig ya capital management na ki gai to scalping minutes ma apko loss de sagti ha. So jab tak ap market expert nahi bn jate scalping na karin.
      • #4 Collapse

        dear forex trading members Assalamualaikum
        bhaio scalping ma humen market ma technical analysis py dastrqs ho to hum yahan sy acha profit utha skty hain isky leay apko bollinger band aor fibonacci retracment indicator help kr skta hai lkn is ma risk factor bht zeyada hai
        phr wahi bat ajati hai ky apko account aor money management krny ky bad he scalping bhi krni chye wrna apka account buri trah phns jata hai apko trading ma big risk lety huy usi hisab sy account ko manage bhi krna chye
        • #5 Collapse

          Dear scalping trading ak boht ascha methed hai apni trading sa successfull profit hasl karny ka as main ap kuch chzo ko madnazer rak kar scalping karny to kamyab ho sakty hai.scalping main ap ko market analysis karny ki koi atni khas zarorat nai parti as main ap ko zyda tar time farm ka hasb say chalna parta hai as main zyda tar M5 M15 aur M30 use kya jata hai M5 time fram main zyda ther apni trade ko 10 say 15 mint open rak kar close kar sakty hai aur as main ap ko candel ko chak kar ka trade ko close karna hota hai asi trah ap M15 aur M30 ko apni candel ka chart ka hasb say scalping kar sakty hai.Scalping main ap ki investment boht ahmyat ki hamal hoti hai sclping main ap ki jatni zyda investment ho gi ap utna zyda profit earn kar sako gay kya ka ap nay jo trade open karni hoti hai ak to us time dornya km hota hai aur dosra ap nay humsa lots size zydz rakni hoti hai aur ap nay boht hi km pip par profit earn kar ka trade close karna hoti hai as trah say ap kmyabi say sclping kar sakty hai.
          • #6 Collapse

            Scalping aik bohot he achi aur profitable trading technique hai .

            scalpers baqi traders ke nisbat ziada profit earn kar laite han magar scalping kay sath aik problem hai woh yeh ke scalping mai kamyabi kay liye traders ko pas scalping ka acha experience hona hona aur sharp minded hona bohot he ziada zaroori hai tab he traders achi scalping kar kay iss mai kamybi hasil kar sakty hain.

            Aik achy scalper bannya ke liye kam spread wala account, achay aur quick decision karny wala mind aur acha trading ka experience bohot he ziada count karty hain. Iss kay sath sath yeh baat b hai ke scalping kay liye market ka technical analysis karny ke skill b trader kay pas hona bohot lazmi hoti hai kion ke scalping ziada tar technical’s analysis ke base per he ke jate hai.
            • #7 Collapse

              Beshak scalping aik aisa method ha jis ki madad se traders kam waqt mein ziyada profit hasil kar saktay hain lekin scalping har kisi kay liye nahi ha. Scalping short time frames, like m1-m30 tak mein ki jati ha, to aksar jab market kisi range mein trap ho jati ha to wo waqt scalping kay liye bohot acha hota ha. Scalping un traders kay liye ziyada profitable ha jin kay pas equity ziyada hoti ha because short time mein market itnay ziyada pips move nahi karti kay jis mein small equity walay small lot se bara faida hasil kar sakain. Scaplers ko loss ka risk sab se ziyada hota ha kyun kay in kay pas order modify ya continue rakhnay kay liye ziyada waqt nahi hota. To conclusion ye ha kay scalpkng aik profitable lekin riaky trading technique ha.
              • #8 Collapse

                forex trading main scalping trading techniques hai jis main hum jub trading karty hain tu hmain short term main trading karna hoti hai invest bhi kam karn aprhta hai or es k sath sath hum time frame bhi short set karty hain scalping main trading new trador karty hain es main trading karty waqt hmain profit tu zeyda nahi milta hai maghr loss bhi kam se kam hota hai jub hum scalping main trading karty hain tu sub se best es trading method main yah bat hai k hum kam bonus main bhi trading kar skty hain jis se yah hota hai k hmain kam limit main loss hota hai or profit bhi milta hai or aysa bhi nahi kar skty hain k scalping main hum akamyb nahi ho skty hain scalping main bhi hum kamyb ho ksty hain or mera khyal hai k es method main hum aik din zaror kamyb ho skty hain
                • #9 Collapse

                  Appling Hamari trading co acche se develop karta hai main kaam karne mein Hafiz advantages Milte Hain Hum Log Jayenge learning karne ka bhi mauka Milega Hum a big profit bhi generate ho sakta hai proper knowledge Hamein big skipping ki taraf se lekar jata hai aur Hume Jabse Jyada business ko develop karne mein Hamari Yaad Karta Hai Hame chahiye kya main aap ki help se Kafi learning generate karta hai aur long time ke liye Apna business develop Kat Jaye
                  • #10 Collapse

                    Scalping in the forex market involves trading currencies based on a set of real-time analysis. The purpose of scalping is to make a profit by buying or selling currencies and holding the position for a very short time and closing it for a small profit.
                    Removed by Moderator.
                    • #11 Collapse

                      assalamu alaikum bhai AXA business hai Jisme Hum 24 ghante Kisi bhi kaam kar sakte hain aur hum logo ko accha profit mil sakta hai hum logo ko kam karna hota hai apne experience Koi Kamaal Kar Na Hota Hai demo account for practice Kitni hoti hai phir Hum Log Kamyab trading kar sakte ha
                      • #12 Collapse

                        Ya methad to thek hy galat nai hy pr is k rols bhot muahkil hy jim pr ham amal nai kr sgyy hy is iya in my jo bhi is ko aply krta hy who loss krta rehta hy is my koi b zeada bndy khas bndy kamyab nai hoty hy kio k ya bhot bhot zeada mushkil hota hy is my ham ko bhot mhnat our bhot zeada active rehna parhta hy
                        https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                        • #13 Collapse

                          Dear ais market mai kaam karny k bahot sary tareeky hai jin se hum ais market mai kaam kar sakty hai ais mai ye hai k hum jab ais mai kaam karty hai to hum ko ais mai agar short term par kaam karna hai to aus mai scalping bhi aati hai ais mai ye hai k hum apny account par lot to bari lagaty hai magar ais mai take profit thory se pips le k side par ho jaty hai aor aus k baad hum jab ais mai trade karty hai to ais mai hum ne time frame bhi chota rakha hota hai jis se hum ko ais mai ye faida hota hai k jaisy hi market ne trend change karna ho to hum trade se exit ho jaty hai aor aus k baad jab tak entry ni millti to hum ais mai trade ni lagaty hai aor aus k baghair kaam karty hain.
                          • #14 Collapse

                            scalping:
                            forex trading main scalpig os techniques ka name hai jis main tradors trading karty hain or es main wo short time par trading karty hain es main zeyda tar log yah karty hain k apna profit ratio set karty hain os profit yah k otna profit leny k bad apni trade close kar dety hain es trading mathod main short time par achi trading ho jati hai or profit bhi earn kiya ja sta hai es main profit bhi kam hota hai or loss bhi kam hota hai es liye yah trading method new trador use karty hain or kamyb hony k liye aghr es ko use kiya jay tu es main koi harj bhi nahi hai q k yah aik aysa trading methd hai jis main har trador kam se kam risk ko invlve karta hai ayse tradors main grred ka factor nahi hota hai or wo thory profit par he happy ho jaty hain or g han hum es pttrren main bhi successful ho skty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Scalping method aik bht achi stretgy hai lakin is main aap kamyab tb hi hun gay jub ap is PR practice karain gay demo account PR jub aap is PR bht ziada practice karain gay tb aapko iska use ka pata chalayga k isko kisay profitable bana saktay hain scalping karnain k liye bht ziada analysis ki zarorat ni hoti q k aapki market surf kuch pips move kar nain hotay hain is liye apamo chaye k aap barhi lot size k sath thoray say pips uthayen is say aapko bht faida hoga.air is k liye hamesha short timeframe use karain yeah aap k liye kaafi helpful rahyga..

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X