Loss is your best teacher
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss is your best teacher
    Kuch log loss hone k baad forex se tang aa jate hain k is main kaam nahin kia ja sakta hai laikin is baat se preshan hone ki bajae agar ap un ghaltion ko dhonden jis se apko loss ho raha hai to ap yeqinan successful trader ban sakte hain q k agar ap in ghaltion se bach jain ge to apko dobara loss ka chance kam ho jae ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Muddasar ahmed khan پيغام ديکھيے
    Kuch log loss hone k baad forex se tang aa jate hain k is main kaam nahin kia ja sakta hai laikin is baat se preshan hone ki bajae agar ap un ghaltion ko dhonden jis se apko loss ho raha hai to ap yeqinan successful trader ban sakte hain q k agar ap in ghaltion se bach jain ge to apko dobara loss ka chance kam ho jae ga
    Right dear aapki baat darust hai ham agar apne loss sesekhna start kr deden to ham apne loss se bahot acha sekh sakte hain
    Agar hamen trading men loss ho jata hai to hamen penic nhi hona chahiye balke hamen sabar se kaam lena chahiye aur hamen apne loss se sekhne ki koshish krni chahiye
    Jab ham apni mistakes ko note kren ge k hamen kiss waja se loss ho rha hai to then ham acha sekh saken ge isliye hamen koshish krni hai k ham apni mistakes ko note kren aur apni mistakes se behtar sekhne ki koshish kren
    • #3 Collapse

      Waqee kuch log bahut jald dishort ho jaty hain. Duniya mein mein koi bhi karobar hai jab tak ap us mein loss nahien kerien ge ap ko aik acha experience nahi mily ga. Is liye bhai jan loss se drny ki zaroorat nai hai. Ap apni mehnat jari rakhien. Baqi Allah per chor dein.
      • #4 Collapse

        Bahut achi bat ki ha ap nay loss hmara sb say bra teacher ha loss hmain bahut acha sabaq deta ha. Loss say parshan honay ki bjaye loss ki vja say ki gae ghaltion ko talsah kr k un pay work krna chaeay ta k un ko remove kr k aik acha trader bna ja skay. Yeh aik haqiqat ha k loss hmara sb say bra teacher ha. Loss say he har banda seekhta ha aur dunia men koi aisa trader nai jis nay trading men loss na kea ho.
        • #5 Collapse

          loss he hmare liye ak achha ustaad hai jisss he hum ziada sekhtai hain aur wo og jo apnai loss he mayoss ho jatai hai aur haar maan laitay haiin wo log pagal hai agr hum apnai loss ko ustad bnain gaay aur isse sekhain gy agle baar trade mein wo ghlti nhee krain to wo he hmaare real success haai
          • #6 Collapse

            Isme Koi shak nahi Kay loss of the best teachers hai aur agar aap loss karne ke baad Nahi Sakte to Aap Ki Galti Hai isliye jaldi last hope Nikalti Ko Dekhe aur usko Bade karne ki koshish kare
            • #7 Collapse

              Re: Loss is your best teacher

              market main profit b hota hay or is main loss b hota hay profit hasil karny say to humain earning mil jati hay or khushi b hoti hay magr humain loss say lesson zror milta hay humain agr success hasil karni hay to practice kar kay kam karna ho ga kun kay market main mistake hi humain trade karna sikha dyti hain
              • #8 Collapse

                Re: Loss is your best teacher

                forex mai hamy mistakes ke waja sy loss hota hain hamy loss sy bad thence nahi hona chahey hamy saber karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik bohat bara business hain forex mai loss hamra ustad hain hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky market ky up down ko dahk kar kam karna chahey
                • #9 Collapse

                  Re: Loss is your best teacher

                  forex mai loss hamara bahtreen ustad hain hamy is sy learning hasial karne ho ge pher he hum loss sy bach ky kamyabe hasial kar saky gy forex aik bohat bara business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex aik real business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss is your best teacher

                    G han bhai boht achi bat ki hy ap ny...loss agr hota hy to hamari ghlti ki wja sy hota hy agr hm us ghlti ko find out kr lin to boht faida ho skta hy or trading min b asani ho skti hy q k hm 2bara ghlti ko repeat ni krin gy...
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss is your best teacher

                      forex mai loss hamara bahtern ustad hain hamy loss ky bad thence nahi hona chahey hamy saber karna chahey or loss honhy ke waja find out kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik international or kabe be band na hony wala busienss hain yai pakistan mai legal ban cuka hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss is your best teacher

                        loss hamara ustad hain hamy loss sy learning hasial kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik legal business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss is your best teacher

                          Kisi bhi kaam ko aap start Karti Hain To usme in aapse mistakes to hoti hai lekin Agar baar baar aap Wohi mistake Karte Hain To ya na Kami hai agar aapne mistake par Kabu Pa liya to Yeh sabse best Hai Kyunki mistake Ne aapko kuch Sikha Diya ISI Tarah Forex mein jo loss karta hai aur dobara use Galti Ko Nahin karta Jiski wajah se use loss hua tha to yar Ek kism ki kamyabi Hai jise se usne seekh liya tu ja bahut hi acchi cheez hai ki usne apni Galti ko Dobara Nahin repeet kia
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss is your best teacher

                            Dear brother ap ki bt bilkul thk h boht se log hain jo loss hone se preshan ho jate hain aur forex ko chor dete hain lekin aesa ni krna chaiye balke sbr krna chaiye aur apni galtiyo ko cover krna chaiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss is your best teacher

                              Bahut accha question hai insan kisi chij ke mutaliq Tab Hindi knowledge Hansel karta hai jab hua Uske a bare mein janta ho aur insaan tab hi janta hai jab hua usme loss hansil karta hai aur jab kuch logon ko loss milta hai to hua kaam karna chod jate Hain aur yah bahut galat baat hai hamein chahiye ke ham Uske mutaliq aur knowledge Hansel Karen aur jab hum dobara kaam karenge to hum usme profit hasil karenge trading bhi ISI Tarah hai hamare seniors Kobe pahle loss milta hai aur FIR hua senior bante Hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X