Jaiza: Forex trading robots ka istemaal
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Forex trading robots ka istemaal
    Asalam-o-alikum! Dosto umeed karta hun aap sab kheriyat say honge.

    Forex trading main alsar log jo kay new hote hain aur un ko forex trading karna nahi aati ha ya wo forex market ke variations ko itna jaldi nahi samjh sakte hain to wo aik asaan solution jo kay forex robot ke shakal main ha us ko choose karte hain. Aur forex robot main kuch apko karne ke zaroorat nahi hoti robot khud he trade open aur close krta hai.

    Robots ko use karne say pehly ye zaroor baat zehan ma rakhin k robots sirf aur sirf technical base par trade open ya close karta ha aur us ko market ke situation ka nahe pata chal sakta k kiya aur kun ho raha ha. Agar robots ko sath sath manage na kia jaay to huge losses ho sakte hain. Meri advice yehi ha k khud trading ke jaay aur experience gain kiya jaay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Walikumsalam bro mein thik hun aur apki kheriyat naik matloob hai.

    Dear forex mein robot ke baary mein apki post bilkul thik ha. Robots ko use wo log karti hein jo log either khud trading karna jante he nahi ya wo trading krne wate time nahi nikal paaty hein so wo robots ka intikhab karte hein. Main aap ki bat ko agree ye bhe karun ga k forex mein robots ko ye pata ni hota k wo kiss ly trader laga ry hn wo sirf aur sirf technical analyses jismein indicators weghra bhi include hote ein wo us base par market mein order lagta ha aur isssi base par order bandd bhi karta ha. Order lagana or band karna agr ap khud karin to us mein aap sahi decision le sakte hein jab ki robot bahir ke halat se na wakiff hota ha.
    • #3 Collapse

      Yahan Par kuch Forex trader Aise Hote Hain Jo 4 explain working karne ke liye report score 50 kar lete hain aur sab logo Ka Ye Pyar Hota hai kya bole kuch kaam Karenge automatically kaam Karenge Jaise Jaise market trend change ho gaya hai Ishq Ne investment karne ka method be change ho jayega Hum yaha par easily working kar sakte hain lekin usme Kuch Hum working Karenge Toh aise hi Paisa Milega
      • #4 Collapse

        Forex market ki movement bahot hi zeyda lachakdar hony ki waja se es ko samjna asaan nahi hota si waja se traders zeyda tar loss kar lety hey, Trading me robot ko esi waja se use kia jata hay key ham market ka knowledge na rakny ki waja se jo mistakes aur loss karty hey es par hamara control hasil ho aur hamy conform profit hi mila kary, agar ham trading me robot ka istemal karty be hey to hamy es ki setting me risk factor ka khas khayal rakna ho ga some robot me high risk ka be advantage hota hay aur es me loss key zeyda chances ho sakty hey.
        • #5 Collapse

          Assalamu Alaikum Mere Bhai aapne bahut acchi baat ki hai aur Mai Aap Ki Baat se bilkul agri karta hoon Agar Hum Log mynat karte hain toh hum log Achchhe profit Hassan kar sakte hain isliye Hum Logo Ko mhnat Karni chahiye Jyada Se Jyada
          • #6 Collapse

            dear forex trading members Assalamualaikum
            bhai jan forex trading ma manual trading ko trjeeh do ap log sub yahan py bonus trader ho lehaza apko yahan py trading ma robot ka nhi sochna chye jo log millions ko investment aor trading krty hain unko is bary ma sochna chye apko ma aik bat btana chahta hun ky kabi bhi trading ma unchy unchy khawab na dekhen cahadar d3kh ky paon pehlain
            robot aik software hai jo auto pay trading krta hai yeh aik humen ka bnaya gia hai aor market agr set pattern oy move kry tb profit hai market hamesha new move leti hai
            robot fast market ma aor aor slow ma aor behavior dety hain luck he hai profit hona wahan bhi loss ho skta hai koi confirm hai na garrenty hai
            • #7 Collapse

              G han jnb mainain bhi bht suna hai firex robot k baray main is waqat bht Sarah robot kaam kar rahay hain firex main air har aik apni aik quality hoti hai koi scalping k liye best hota hai to koi long term trading k liye best hota hai yeah in PR depondskarta hai k in main kon sa softwere feed kiya gaya hai is k mutabiq phir chaltay hain in k bht Sarah faiday hain air chand aik nuqsan bhi hain
              DISADVANTAGE OF ROBOTS
              Robot ka disadvamtage yeah hain k yeah news k doran bht loss kar deta hain q k yeah apni stretgy k mutabiq chal rahay hotay hain lehaza jubbhi koi new hoti hai acha khasa loss ho jata hai..
              • #8 Collapse

                han jnb aaj kal din badin ribot k users main izafa hota ja raha hai eah aik qisam k software hita hai jo automatically trading kartay hain in main feeding kar di jati hai aur yeah us feeding k mutabiq chaltay hain ayr acha khasa profit bhi dayd etay hain jub markeet in k stretgy k mutabiq chal rahi hoti hai ayr aapka account acha khasa row kar jaata hai in main say kuch scalping robot hitay hain to kuch longterm robot hotay hain pr in k nuqsanat bhi bht saray hain ayr in say phir bacha ni ja sakta hai jub bhi ksisi mulk k baray main koi news aati hai tp in main news k prograk feed ni hotay aur yeah apni stretgy pr hi kam kartay hain to tb inko bht loss hota hai..
                • #9 Collapse

                  Traders mai ajj kal robots ka istaimal bohot he ziada barh gyia ha. kafi sary traders trading ke liye robots ka istaimal karnay lag gyie hain.
                  Suna hai ke dunyia kay baray institutes b trading ke liye robots ya automated software use kar rahy hain jo market mai khud ba khud trade open kar daity hain aur close b kar daite hian .

                  Lakin choty traders kay pas achy robot ya automatic trading software majood nai hoty hain jis ke wja say kam investment waly traders kay liye yeh itne faida mand b nai hoty hain aur behtr yehi hai ke traders khud he trading decision lain ta ke woh trading ke learing b kar sakin warna automatic trading say traders ke learning tu bilkul b nai hoti hai.
                  • #10 Collapse

                    Dear friends robot ki trading or apny hath ki trading me bohat farq hy robot ki trading hy tou faidy mand lekin wo js lehaz se tradind krta hy baaz oqaat insan ko bohat faida dy deta hy or insan khush hi jata hy k na ny barra profit hasil kar lia hy lekin jab ye nuqsan deny oe aata hy tou phr kafi ziada loss dyta hy isi liye agar ap khud trading kren or apny ap oe yaqeen rakhen tiu ap ko ye faida ho ga k ap trading me saari category ko seekh jaen gy or ap ka skill level or experience kafi barrh jaey ga js se ap apny ap pe bharosa kar sakty hyn or kaafi profit ly lyn gy ba nisbat robot k
                    • #11 Collapse

                      Aap Yahan Par working karne ke liye Apne account ko message karne ke liye speed trading co experience to increase karne ke liye Aap Yahan Par reports trading bhi kar sakte hai ye reports trading aapko market Mein capital generate karne mein aapki bahut yaad karti hai aur aap ko maximum kam karne mein aapki bahut yaad karti hai isliye aap ki sabse accha kaam manage kar sakte hain aur long time tak kaam kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Dear jaha tak baat hai robort ki to ais mai jo mainy dekha hai ais mai bahot sari types k robort hai jin ko hum trading k liay use kar sakty hai jaisy ais mai aik robort ki kisam hai wo sirf scalping karta hai aor ais mai aik type hai jo hedging mai kaam karta hai agar ap ne ais mai koi aisa robort laga lia jo trend mai kaam karta hai aor market agar range mai ho to wo ap ko loss dy ga kun k wo ap k account mai trades lagata jaye ga jis se ap ko loss hota rahy ga kun k market aus time trend mai move ni kar rahe ho gi aor ap k orders lagty rahy gay aor ap ko aus mai loss hota rahy ga ais liay agar ap ko trading aati hai to khud trading kary robort par depend na kary aus mai loss bhi hota hai.
                        • #13 Collapse

                          Jnb aap nain bht Acha bt ki hai in dinon forex main agar dhoom hai kisi bt ki to woh usage of robots hai to sub say pehlay aapko bata doon robots hain kia
                          ROBOTS???
                          robot aik qisam ka software hota hai jiski mjkhtalif value hoti hain aur har aik ki apni qualities hoti hain aur woh sirf program k tehet hi chalta hain Jo un main feed hotay hain we say inki accuracy bht behtareen hoti hai lakin news main yeah buri tarah flops ho jatay hain q k yeah fundamental analysis ni kar saktay yeah sirf apnain main feed program k mutabiq chalta hain...
                          • #14 Collapse

                            my dear brother him logo k roborts trading nhi krni chaya kau ky is him logo ko commission data hoti ha jo ky him logo profit bnaty ha is ma sy him logo ko kud sy trading krni chaya phir him logo ko fida ho ga
                            Removed by Moderator.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dear robot forex trading mein istamal ajkal kay zamana mein bohat kiya jata ha kiyon kay forex mein abhi jin logon kay pass acha experience nahi ha or acha knowledge nahi ha wo chahty hein kay market mein wo acha profit earn kar lein or wo in robots py trust kar kay apny account ko lga dyty hein jab kay robot profitable itna nahi ha jitna risky ha
                              kiyon kay robot math ko use kar kay work karta ha koi bhe robot ha wo mathmatic ko use karta ha or usi hisab say trad open karta ha is liye jab tak us mein khud ka knowledge experience nahi hoga wo achi trad nahi open kar sakta wo wohi trading open kary ga jis hisab ka wo banya jata ha is liye hamesha robot ko mat use kareen apna khud ka experience hasil kareen or manual trading say achi earning hasil kar sakty hein

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X