Jaiza: Trading me confidence
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Trading me confidence
    Trading me traders ka confidence kesi kam ka nahi hota agar trading ka experience me kami ya knowledge me kami to trader ka confidence us ki koi help nahi kar sakta hay, traders over confidence ki waja se ye samjty hey key without expernice key un ko kamyabi mil sakti hay magar me samjta hon key ye un ki big mistake hi hoti hay, confidence key base par kabi be Forex me investment ka sochna be nahi chaye, agar trading ka expernice ho aur confidence be ho to hi Forex me agar investment ki jaye to kamyabi milna bahot hi easy ho sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aapko Yahan Par always confidence ke saath kaam karna chahiye Jaise Taise aapka Yahin par confidence increase Hota Jayega aap ki Yahan Par learning and management karne ki condition be increased hoti Jayegi aapko market ki Samaj Lagan Lag Jayegi ke market Mein Apne Kaise kam karna hai aapne balance kaise generate karna hai aur aap apne information ko kaise increase kar sakte hai
    • #3 Collapse

      bhai forex trading ma confidence bht matter krta hai aor confidence hasil krny ky leay apko market ma perfect planning knowledge aor experience ky sath entry aor exit hona hota hai
      apko demo account ma zeyada sy zeyada practice krni chye ta ky apko
      aik training platform py bht kch learning ka moka mil sky
      waahn ap apny tajeerby sy selh skty ho aor achy expert trader bn skty ho
      trading ma apko management zarur krni chye stop loss aor take profit lgana mat bholen.
      • #4 Collapse

        Forex trading main agher ap ka pass confidence nai ho ga to ap kabi bi krading nai kar sakty ap ka pass forex ka knowledge hai experience hai lakn ap ka pass apny ap pay atmad nai hai ka agher main nay trade open kar di to as main pata nai profit bi ho ga ka nai as trah ap trading main successful nai ho sakty ap ko pahly apny ap main confidence pada karna ho ga aur jah tak ho sakta hai ap zyda say zyda practice karo ap ko demo account pay work karna chahya market ko daily chak kar ka analysis karna aur pher us par planing bana kar demo pay practice karna jas say ap ka knowledge main hazfa ho ga aur ap ki trading skill bi improve ho gi
        • #5 Collapse

          Forex trading mai traders ke liye trading kay doran confidence ke bohot he ziada importance hoti hai. Traders ko confidence hamesha apny trading kay knowledge aur experience ke base per he hasil hota hai. Ager traders kay pas experience aur proper trading ka knowledge majood na ho aur woh phir b confident hon tu iss ko confidne nai kehty hain balkay iss ko over-confidence kahin gaay.
          Confidence traders kay liye bohot he ziada zarori hai, lakin over confidence ke waja say traders ko trading kay doran bohot he problem face karnay parhty hain . iss liye behtar yehi hai ke forex trading ke learning aur experience gain Karin aur phir iss ke base per ager trading mai confidence aa jiye tu woh bohot he best rahy ga.
          • #6 Collapse

            Bhai forex trading ma hmry pass jtna zayada confidence ho ga him log itni zayada or kamyabi sy trading KR skty ha is leya him logo ko zayada confidence ma ezafa krna chya ta ky him log kamyab ho skty forex trading ma
            • #7 Collapse

              G han jnb main aap say totally agree karta hun bilkuljnb trading k liye confidence to chaye magar jub bhi aap over confidence main trading karain gay to aap ka loss ho jayega amoman yeah masla senior member k sath hota hai q k unka experience bht ziada hota hai lehaza woh surf experience PR hi inhisar kar bethtay hain aur market ko sahi analyse ni kartay hain air jub market in k opposite chali jaati hai kisi factor y a news ki wajah say tb inko ankhain khulti hain air inko realize hota hai k unhon nain kia masla kiya hai lehaza trading main kabhi bhi overconfidence ho k trading nan karain hamesha analysis karain market k baray main tb hi koi trade open karain.. Trading main do cheezon ko hamesha apnain andar say khatam kar main kabhi bhi under confidence nan him kabhi bhi overconfidence nan hon balkay confidence k sath trading karain
              .
              • #8 Collapse

                Confidence traders kay liye bohot he ziada zarori hai, lakin over confidence ke waja say traders ko trading kay doran bohot he problem face karnay parhty hain . iss liye behtar yehi hai ke forex trading ke learning aur experience gain Karin aur phir iss ke base per ager trading mai confidence aa jiye tu woh bohot he best rahy ga
                Removed by Moderator.
                • #9 Collapse

                  dear forex member mary khayal main confidence boht important hai kisi bhi trade ky positive result lany ky liye likin main aap ki ais baat sy iteefaak karta hoon ky ager aap ye samjhty hain ky sirf confidence ki base py aap achy trader ban skty hai to ye ghalat hai acha trader bannny ky liye hard work and knowledge ka hoona zaroori hia without knowledge hard work bhi kaam nahine aata and without experience aap kabi bhi achi trade naih kar sakty jab aap ky pass experience hoo and achy trading skills hoon gy to confidence khud bakhud barh jata hai aor aisa confidence he trader ko profit earning main madadgar saabit hoota hia ais liye experience boht zaroori hai
                  • #10 Collapse

                    Confidance bhot bri chez hoti hy pr is k sath sath knolige bhi bht bri chez hoti hy ya dono hony chiya agr ya ayk bhi ham my na ho to ham achy trader nai bn sgty hy ham ko bs yahi krna hota hy k hamny jab trde ki hoti hy to ham ko who sahi dykh k our targit sahi rakgna chiya our manige sahi krni chiya our khod pr taken hona chiya k ham kr sgty hy
                    https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                    • #11 Collapse

                      g han bhai apki bats hai hai or main apki bat se agree karta hun forex trading main aghr tu hum apny expiernce ki base par confident hoty hain tu hum acha profit eran kar lety hain or apni trading ko bhi bahtr kar skty hain es liye apni leraning ko incrase larty howe trading karen or bagair khof or dar k trading karni chahye jis se apko loss hony k chances kam ho jaty hain aghr tu hum apny knowledge ko enhance karty hain tu hmara confidence level bhi increse hota hai laken kuj trador apny confidence ko over confidence main change kar lety hain k hmain sub kuj pahly se he pta hai hmain jus order lgana hai tu un ki es adat se un ko loss ho jata hai tu kahny ka yah matlab hai k fonfident achi bat hai maghr over confident nahi hona chahye yah apk liye nuksan dah hai
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                        Trading me traders ka confidence kesi kam ka nahi hota agar trading ka experience me kami ya knowledge me kami to trader ka confidence us ki koi help nahi kar sakta hay, traders over confidence ki waja se ye samjty hey key without expernice key un ko kamyabi mil sakti hay magar me samjta hon key ye un ki big mistake hi hoti hay, confidence key base par kabi be Forex me investment ka sochna be nahi chaye, agar trading ka expernice ho aur confidence be ho to hi Forex me agar investment ki jaye to kamyabi milna bahot hi easy ho sakta hay.
                        Assalamu alaikum bhai jaan aap ne bahut achi baat ko start kiya hai agar Hum Duniya ke kisi bhi Business mein kamyabi Hasil karna chahte hain toh Hame confidence ke sath kaam karna bahut Zaroori Hota Hai Hi Agar Hamara confidence se kam nahi karte toh hum Jitna bada maticha hai investment Karle Hum kamyabi Hasin nahi kar sakte Agar Hum a proper confidence Hoga Aur Hum Apne confidence ke sath trade Karenge aur Hamare capital b Chhota Hoga Kabhi Hum achha profit Hassan kar sakte hain Kyunki Forex trading Mein investment Se Jyada experience kaam Aata Hai
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                          Trading me traders ka confidence kesi kam ka nahi hota agar trading ka experience me kami ya knowledge me kami to trader ka confidence us ki koi help nahi kar sakta hay, traders over confidence ki waja se ye samjty hey key without expernice key un ko kamyabi mil sakti hay magar me samjta hon key ye un ki big mistake hi hoti hay, confidence key base par kabi be Forex me investment ka sochna be nahi chaye, agar trading ka expernice ho aur confidence be ho to hi Forex me agar investment ki jaye to kamyabi milna bahot hi easy ho sakta hay.
                          Assalamualaikum Hindi bhajan Forex trading in nahi manenge Duniya ke kisi Business mein agar aap confidence Kasam nahi karte ho aap uss Mein kamyabi Hassan nahi kar sakte Kyunki kamyabi Hasil karne ke liye aapko confidence ki bahut jyada jarurat hoti hai aur agar aap overconfidence ho Jate Hain toh aap ke liye bahut jyada cheez hai isliye aapko chahiye aur overconfidence Mona ke Baje Apna experience ke sath aur confidence ke saath kaam karne lage aapko accha profit Haseen Ho
                          • #14 Collapse

                            Jnb aap nain bht a hi bt ki hai mamyab trading k liye Best cheezain Jo hoti hain un main yeah sub shamil hain
                            Knowledge
                            Experience
                            stretgy
                            Self confidence
                            good analytical skills
                            yeah 5 aisi quality hain Jin k sath aap aik achay trader ban saktay hain aur confidences bhi in main say aik hai koi bhi kaam us waqat tak successful ni hota Jub tak aap usko Confidence k sath ni kartay
                            Things that kills your confidences
                            trading main aisi bhtc cheezain hain Jo aap k confidence ko kam karti hain woh sub bht ehm hain in say bachain
                            loss aap k confidence ko bht effect karta hai
                            demotivator aap ka Confidence level kam kartay hain..
                            and aa looser do avoid hi company
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Brother ap ne bahot hi achi baat ki hai jab hum ko ais market mai profit hota hai aor hum ne ais mai koi trade analysis kar k lagai hoti hai aor humri wo trade profit mai jati hai to aus k baad hum ko confidence aa jata hai k ye market hum ko profit dy gi kun k aus mai ye hai k jab market humry tp hit karwati hai to hum ko samjh aati jati hai k market kon si cheaz ko follow karti hai aor kon si cheaz ko follow ni karti aor aus k baad hum jab bhi trade lagaty hai to aisi cheazy dhondh rahy hoty hai jin ko market follow karti hai aor hum ko profit dy sakti hai aun mai hum trade lagaty hai ais liay hum ko ye confidene aa jata hai jab hum ne market mai time lagya hota hai aor hum ko pata hota hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X