Trading with over confidence
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading with over confidence
    My dear friend Jo log forex market ma over confidence ky sath trading krty ha wo log kabi bi is ma kamyab nhi ho skty is leya ky wo log mhnat Kam krty ha him logo ko forex market ma mhnat or confidence ky sath trading krni Chaya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex main agar aap kaam karna chahte hain toh aap kabhi bhi overconfidence na ho agar aap overconfidence ho jayenge toh aapko market ko samajhna Mushkil Ho Jayega aap long time ke liye working kabhi bhi nahi kar sakte hain market ki direction Har time change ho jati hai Itni yaad aaya production change Hoti Hai Uttaran aapke paas capital we change ho jata hai aap ko apni investment ko control Mein Rakho Na Hota Hai
    • #3 Collapse

      Overconfidence nahi dangerous hai jitna without stop loss market me trading karna without life jacket Samundar men swimming karna without weapon Enemies Ke morchon main ghusna
      overconfident trading loss ka sabab hai according to me aapko trading main proper management se kaam lena chahiye kabhi bhi stop loss aur take profit Ke bena trade open nahi karna chahiye fundamental aur technical analysis lazmi juzv hi trading ka
      Senior trading members aur expert trading opinion bhi zaroori hai market main sentiment data ki apni importace hai
      • #4 Collapse

        trading my amara confidence to hona hi chiyapr hamara over confidance nai hona chiya k ham ko s my koi loss nai ho sgta hy ham to is my bhot zeda mahir hy ham to har kam kr sgtyhy is my hamy sari smjh hy ya nai honachiya blaky loss bhimind my hona chiya to pr jo tradee hoti hy who bilkol sai hoti hy us sy ham ko zeada nuksannai hota hy our ham sahi trading krtyhy
        https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
        • #5 Collapse

          Dear jo bhe trader forex market main over confidence ho jata hai wo pher loss kerna shuro ker dita hai humean humesha money management ko follow ker k trading kerni chahy koin k ager app over trading over confidence main aa k karen gay to pher us main yakenan app ko kafi loss ho ga
          app nay history utha k diekh lain app ko expert trader mailain gay jo k forex main daily acha profit bnaty thy but jab wo over confidence main aey our forex k basic rules ko chora our over trading without money management ki to pher unhoun nay forex main kafi loss kia yahan tak apni sare juma pojee bhe laga di our road pay aa gaey humean us main kabhe bhe us k risk ko mind say nahe nikalna chahy koin k jab bhe app risk ko bhool jain gay our samjhain gay k forex market khuch bhe nahe hai bus yahan to buy our sell he kerna hai koi rule follow kernay ki zarorat nahe hai abhe app hero hoo to pehr app ko huge loss hota hai our hero say zero bananay main time nahe lgta hai
          • #6 Collapse

            G han jnb main aap say totally agree karta hun bilkuljnb trading k liye confidence to chaye magar jub bhi aap over confidence main trading karain gay to aap ka loss ho jayega amoman yeah masla senior member k sath hota hai q k unka experience bht ziada hota hai lehaza woh surf experience PR hi inhisar kar bethtay hain aur market ko sahi analyse ni kartay hain air jub market in k opposite chali jaati hai kisi factor y a news ki wajah say tb inko ankhain khulti hain air inko realize hota hai k unhon nain kia masla kiya hai lehaza trading main kabhi bhi overconfidence ho k trading nan karain hamesha analysis karain market k baray main tb hi koi trade open karain..
            • #7 Collapse

              Trading with confidence:
              FOREX trading main hmain confidence apni leraning ki wjah se ata hai or es k liye hmain perfect trador bnana parhta hai jis k sath hum apni leraning ki help se pani trading main proft eran kar skty hain or har trador ko chahye k confidence ks ath trading karni chahye q k jub hum confedent ho kar trading karty hain tu hmain loss hony k chances bhi kam ho jaty hain
              Trading with overconfidence:
              forex main confedent ru aik acha fact hai maghr kuj traor apny expiernce ka glata use karty hain un ko yah lgta hai k osy sub kuj gair mahnt k he pta chal jata hai or wo es confidence main khud he mistakes kar jata hai es liye kbhi bhi aoni traidng main dekhy bgair or analyis ki bgair trading na kren yah ap k liye khtarnak ho skta hai
              forex main confidence tu aik had tak sahi rahhta hai maghr over confidence apko ly dobta hai
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: ramzan7 پيغام ديکھيے
                My dear friend Jo log forex market ma over confidence ky sath trading krty ha wo log kabi bi is ma kamyab nhi ho skty is leya ky wo log mhnat Kam krty ha him logo ko forex market ma mhnat or confidence ky sath trading krni Chaya
                Assalamu Alaikum Hum Ne Bhai Jaan overconfidence bahut Buri Bimari hai agar aap Duniya ke kisi bhi Business mein overconfidence se kaam karte hain toh aapko usme Kamyab hone ke bahut hi kam chance hote hain aur Forex trading 2 Ek Bahut He critical business hai Iss mein kamyabi agar aap Hasil karna chahte hain toh aapko chahiye ke aap overconfidence ko bhul jaye aur apni mehanat ke sath Apna body language aur Apna mind ko trading business may involve karne ke baad Apna confidence Banaye
                • #9 Collapse

                  Gain Confidence in Your Forex Trading Abilities

                  • Trade the daily charts
                  • Master one price action setup at a time
                  • Keep good records
                  • Learn how to read price action
                  Removed by Moderator.
                  • #10 Collapse

                    Forex trading main trader ko apny ap par confidence hoan boht zarori hai aur confidence ap ka andar learning karnay say ata hai jati zyda ap practice karny gay ap apny ap main confidence mahsoss karny ga market ko analysis karna chart ko read karna indicator ko apply karna aur indicator ki mada say market ka trand chak karna ya to her koi kar lay ka jas ka pass forex ka knowledge hota hai lakn as main successful trade wo trader karta hai jas ko apny ap par confidence hota hai bagher confidence ka ap agher trade laga bi daty hai tp ko loss hi ho ga as kay ap apny zyda say zyda confidence pada karny ta kay ap aschy trader ban saky
                    • #11 Collapse

                      forex trading main har trador ki psycholoy 2 trah ki hoti hai yah tu wo confident hoty hain khud par or koi over confident hoty hain laken donu ki trading trechniques alag alag hoti hai es liye main ab apko batata hun k en ki qualities kiya kiya hoti hain or hmary liye kiya psychy sahi rahti hai
                      confident trador:
                      forex trading main har wo trador confident hota hai jis k apss forex ka knowledge acha hota hai or oski leraning achi hoti hai es liye hmain aghr confident ks ath trading karni hai tu hmain apny expiernce ko increase karna chahye or apni learning achi karni chahye ta k hum dar or khof k bahar rahty howe trading karen tu confident hona cahi bat hai

                      over confident trador:
                      forex trading main jo trador apni trading abillity ko kuj zeyad he smjh kar trading karty hain aik he nazar main un ko lgta hai k wo har analyis kar chuky hain or una ka expiernce itna hai k wo bila khof or dar k trade lga kar porofit eran kar skty hain laken ayse tradors ko aik dafa tu profit milta hai maghr har dafa un ko profit nahi milta hai es liye risk ko kam karty howe trading karni chahye na k risk k sath karen asye risk hota hai
                      • #12 Collapse

                        Over confidence me traders 1 hi mistake zaror karty hey aur wo hay big lot size ka use karna, traders agar apny over confidence ko control karny me kamyab nahi hoty to big lot size lagany ki waja se loss etna zeyda ho jata hay key recovery karny me long time lag sakta hay zeyda tar traders risk ko minimize karny ki koshish karty hey magar some time over confidence me a kar apni risk minimize karny ki strategy ko be ignore kar dety hey aur traders ka account margin call ki taraf chala jata hay, confidence key sath trading karny ki bat to teek hay magar zeyda over confidence traders ko hamesha loss de sakti hay.
                        • #13 Collapse

                          Jnb aap nain bht achi bt ki hai forex main confidence aapko kamyab baja sakta hai lakin over confidence aapko loss bhi day sakta hai lehaza is say avoid karain
                          EXCESS OF EVERYTHING IS BAD.
                          forex k ilawa bhi kahin bhi agar koi chez aap had say cross kar k kartay hain to isk effect buray hotay hain hamesha lehaza avoid karain aisay kamon say Jin say aapki trading ability down hoti hai
                          Disadvantage of over confidence...
                          Trading main over confidences k bht say loss hain Jin main say kuch yeah hain
                          Trading without analysis
                          High risk ratio
                          Don't observe market during trade
                          You will not place sl and tp
                          High lot size
                          No patience..
                          • #14 Collapse

                            Dear ais market mai koi bhi aik cheaz ni hai jis ko hum ye keh sakty hai k ye 100% thik hai kun k ye market jab volatile ho jati hai to aus time ais mai koi confrm ni hota k market kis taraf jaye gi ais liay hum ko jab ais mai kaam karna hota hai to hum ko ye dekhna chaye k hum agar ais market mai risk ly rahy hai to ais mai sirf atna risk ley k humra account aus se wash na ho kun k log jab over confidence mai aa jaty hai to wo atni bari lot laga lety hai k market aun k thory se opposite jati hai aor aun ka account wash kar deti hai aor aus k baad phir market aun k analysis k hisab se move bhi karti hai magar tab tak aun ka account wash ho jata hai kun k aunhon ne over confidence mai aa k lot bahot bari use ki hoti hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex forum mein trading knowledge aur experience k baghair na mumkin hai. Ager aik kahy k mery me full self confidence hai aur mein baghier knowledge aur baghair experience k trading ker sakta hon to ye namumkin hai. Self confidence achi cheez hai lakin hamien forex ko stuy krna chaye aur is bary mein jitna ziyada ho saky knowledge ekatha kerna chaye. Phir us knowledge k sath pehly demo per practice kerni chaye. Ta k ziyada se ziyada experience gain ker saken.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X