Kia spelling mistakes sy bhi thread ya post ki rating kam ho jati hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia spelling mistakes sy bhi thread ya post ki rating kam ho jati hai
    Agar hamari post ya thread main zyada spelling mistakes hoti hain tou beshak bahot zyada likes bhi mil jaen lekin hamari thread ya post ki rating kam ho jati hai aur bonus bui kam hi milta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ap ki baat bht achi hai hai lekin spelling mistake kaise ho g jab english rasm ul khat mein urdu likh rahe hain ager to hum english likhen tab to hamari spelling problem ho skti hai ya phir urdu rasm ul khat mein likhen tab ho skti hai is trah jo hum likhty hain is me kaise spelling mistake ka pata chale ga bhai
    • #3 Collapse

      Jee haan brother agar hum bahut speed main ya jaan boojh kar spelling mistakes karte hain toh hamari post read ke kabil nahi hoti jiski wajah se maximum members us ko ignore kar dete hain jab ye post ignore hoti hai toh us ki quality kam hi honi hai hame chahiye ki achi aur fayde wali post share kare ta ke sab logo ko fayda ho..
      THKS
      • #4 Collapse

        Agar toh spelling mistake se lagti meaning change Ho Jaye Toh aapki rating kme to hogi lekin agar wording understand ki Ja sakti hai toh is se koi pareshani nahi ho sakti it's my opinion about out of posting and threads your Forex trading members Knowledge Is Power Forex trading is is very risky business where you would like to share Strategies and planning with your members
        • #5 Collapse

          G han some time thread aur posts me ham musalsal spelling mistake karty hey aur spelling ko correction nahi karty ye Forum me members ki esi mistake hay jes ki waja se rating me kami key sath bonus me be kami la sakti hay hamari har post aur har thread me kam se kam spelling ki mistake kabi be nahi hona chaye.
          • #6 Collapse

            Dear baat ya hay k aap ager kohi thread ta post karta hain aur us main bhot si spelling mistak hoti hain aur in mistake ki waja sa hum post ya thread ko samanj he nahi saktay hain k aap us main kaya baat kar rahay hain tu hum kis tarha kaha saktay hain k us per hum ko aacha bounas mila ga ya us post ya thread ki rating zayada ho gi
            • #7 Collapse

              Ap nay forum mai jo bhe thread post krna hai. Tou es ki spelling durast ho aur ap nay thread ka reply bhe thread ko read krnay kay bad krna hai. Es say ap ko knowledge bhe ho gy aur thread ka reply bhe durast ho gy. Es say ap ki spelling mistake bhe nahi ho gy. Ap regular thread bhe post krtay jayo gy.
              • #8 Collapse

                apki baat bilkul durust hai thread ko durust or sahi alfaz mein biyaan karna chahye es sy logon ko baat ko samjny mein asani ho jati ha or hmari post ki rating bi barh jati hai agar post p like bi ziyada na hon thread bi sai na ho tb bi rating kam hoti ha es liye hmein wording likhty huy sahi alfaz biyaan krny chayein
                • #9 Collapse

                  Ji janab aap ne sahi kaha agar hum typing mein mistakes karte hain to hum logo ko uska nuksaan hota hai and bonus ki value low hoti hai and quality rating down hojati hai is lye hum logo ko chaye ke hum wording wo use kren jis se saamne wale ko read karne main problem bhi na ho and us se usko information bhi gain ho jitni post quality wise clear and achi hogi utna humari forum main mistake kam hongi and ratio bonus ka acha generate hoga.
                  • #10 Collapse

                    Brother ap ney bahut achi post ki hy main itifaq kerta hon ap se. Spelling ka post ki quality per bahut asar perta hy. Beshak hum urdu main post kerty hain leken phir bhi humain spelling ka khial rakhna chaey aor koshish kerni chaey keh post sadah urdu main likhain takeh asani se samjh a jaey.
                    • #11 Collapse

                      Aapki baat bilkul theek hai aur samjh any wali baat hai agar posting aur threads mein spelling mistakes hongi to trader aapki baat ko samjh nahi sakeingy jis se aap ki rating mein zror kami ati hai kion k aap unko mutmain nahi ker sakty is liye mistakes se bachna chahiye.
                      • #12 Collapse

                        g han sir forex ak online work hai jo ke sari world main hota hai is main galti ki gungaish buhat kam hai ager ap is main mistakes kare ge is main ap ko is nuqsan zror ho ga is main kosish ki jaye ke is main mistakes na karen is main kisi post main ager ap mistakes kare ge tou ap ko is ka bonus nai mkly ga aur ap ki rating bhi kam ho gi.
                        • #13 Collapse

                          agar hum rules ko follow karty huway aur spelling bhi theak likhay gay to he humari posts ko ziada pasand kea jaye ga aur hum market main trading karnay kay liey bonus bhi acha gain kar sakty hay aur humay chahiye keh esmain kisi kisam ka short cut bhi use na karen rules kay mutabiq he kam karen tab he safe reh sakty hay
                          • #14 Collapse

                            bhai mary kahayal ma jtni informative hmri post ho gye him logo ko itna hi zayada bonus mily ga or him log itni hi kamyabi sy trading kr skty ha
                            Removed by Moderator.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum first of all lot of bounce hasil karna start karda laken hum ko posting ma spelling mistake ko improve karna hoge to per hum ko achi bounce hasil hoga warna hum ko achi bounce nhi melaa ga............

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X