Loss ko profit me kesy convert kia jaye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ko profit me kesy convert kia jaye?
    trading business me loss ko profit me kesy convert kia ja sakta hay? ye sawal har new traders key mind me hota hay mery khayal me jab tak hamari learning incomplete ho gi ham kabi be trading me apny loss ko profit me convert nahi kar saken gey, traders ko apni strategies ko mazeed strong karna ho ga aur learning ka jazba new traders me koch zeyda hi hona chaye, profitable trades be loss me convert ho sakty hey aur ye sab trading expernice ki kami ya knowledge ki kami ki waja se hi ho sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes dear aksar new traders k mind mein ye question hota hy k loss ki profit mein kaisy convert karein to ye ho sagta hy agar experience bnaya jaye aur experience k sath knowledge full hasil ki jaye aur skills ko improve kiya jaye tub ja k loss profit mein convert hota hy
    welcome to pak forum
    • #3 Collapse

      with good knowledge , experienceexperience and analysis hum apny loss ko profit ma convert kr skty hain
      trading ma.primary step he analysis hai apko trading step by step learning krni chye trading ma emotional control bhi zaroori hai agr ap market ma indicators aor oscillators bhi use kren to apko apni planning aor management ma kafi help milti hai is ky elawa expert analyst ka review bhi ly lena chye keun ky ma har dafa yehi kehta hun ka bht sara market ka data hamary pas nhi hota jo ky analysis ky leay zarori hota hai so apko trading ma guidance aor advise zaror accept krni chye
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
        trading business me loss ko profit me kesy convert kia ja sakta hay? ye sawal har new traders key mind me hota hay mery khayal me jab tak hamari learning incomplete ho gi ham kabi be trading me apny loss ko profit me convert nahi kar saken gey, traders ko apni strategies ko mazeed strong karna ho ga aur learning ka jazba new traders me koch zeyda hi hona chaye, profitable trades be loss me convert ho sakty hey aur ye sab trading expernice ki kami ya knowledge ki kami ki waja se hi ho sakta hay.
        Assalamu alaikum bhai jaan mere pyar mein agar aap apne live score profit Mein badalna Jaate Hain toh aapko Sabar ka Samna karna hoga aur apne market analysis ko dubara se acche tarike se karna hoga Aage aapko market Ki Maut Kaise Mar Jaayen aur sabse Zyada Zaruri Jo cheez hai woh aapko Sabar ke saath kaam karna hoga
        • #5 Collapse

          Assalamu Alaikum Bhaiya Mere Pyar Mein love couple me convert karne ke liye Hum logo ko mehanat Karna padti Hai Hum Log Bhi Jyada mehanat Karenge Hum Logo Ko Itna hi Sang tha Aur Hum Log Apne Ko istemal kar Apne knowledge ko istemal Kar Ke loss profit Mai convert kar sakt
          • #6 Collapse

            jee haan bahi aap ny boht achi baat ki hai aor forex trading main loss and profit dono he business ka hissa hai ais main loss sirf newbies ko he nahien balky professionals ko bhi hoota hai baz okaat market humary analysis ky khilaaf move krana shooroo hoo jatai hai to aisy main he humara experience he humary kaam aata hai aisy time main he acha trader apny loss ko kasy profit main convert kar sakta hia wo janta hia ais liye ager deekha jaye to loss ko profit main convert karnay ky liye tajarby ki zaroorat hooti hai aor tajarba knowledge hasil karny sy market main time pass karny sy aor practice sy aata hai ais ky liye hard work ki zaroorat hooti hai
            • #7 Collapse

              my khayal ma loss ko profit ma lany ky leya him log ko sub sy phly achi planning krni chaya phir mhnat krni chaya planning per phir him log acha profit bna skty ha or achi tra sy kamyab ho skty ha
              Removed by Moderator.
              • #8 Collapse

                Jnb aap nain bht Acha sawal kiya hai forex main basic aik cheez hi yeah I hai k profit kesay earn karain aur loss ko kesay minimise karain ya profit main change karain to main aap ko simple stretgy batata hunhs pr amalkar kaap apni har loss waali trade ko plus main convert kar saktay hain
                my stretgy to turn loss into profit
                Jub bhi analysis k baad aapmarkeet main koi trade open kartay ho tolot size bilkulkam rakhainaur jubdaikhainmarkeet aapki favour main hai to janain dain agar loss main hai to thori c pips k baad lot size double karain aur aikortrade open karain agar phir hi faida nan ho to phir 4 guna kar k trade aik or open karain hmed hai is baar aapka loss zaror recover hoga..
                • #9 Collapse

                  Jnb loss ko profit kaij convert kar nain k liye mukhtaluf stretch use hoti hain in main say koi hedging karta hai lkain iska aap k pass complete knowledge hona bht zarori hai agar aapko koi trade loss main ja ahi hai to woh trade aap equal lot e k sath opposite direction main open karo apka account hedg ho jayega magar Jo kain use karta hun woh yeahi hai k aap lot size small rakho start main agar aapko los ho to double k sath aik trade open karo same direction main agar phir bhi loss to us ko mazeed double kar dein jub bhi markeet rverse kain ayehi aapkaloss recover ho jayega...
                  • #10 Collapse

                    Dear agar hum ne market mai koi trade lagai ho to aus mai hum ko loss ho raha ho to aus mai ye hai k hum apni trades ko hedge kar sakty hai ais se ye faida hai k humri trades ka loss mazeed zayda ni ho ga jis se hum agar chaye to profit wali trade ko close kar k atny loss wali trade close kar sakty hai ais se ye hai k humra loss kam hota jaye ga aor humri equity zayda hoti jaye gi ais se ye hai k hum apny loss ko ahista ahista kam kar sakty hai aor ais se ye hai k humra account ka loss kam hota jaye ga aor hum jab ye dekhy k humra account abi tak ais state mai aa gia hai k hum ko ais mai profit ho raha hai to hum aus time apni sari trades nikal sakty hai ais mai account bhi safe hota hai.
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                      trading business me loss ko profit me kesy convert kia ja sakta hay? ye sawal har new traders key mind me hota hay mery khayal me jab tak hamari learning incomplete ho gi ham kabi be trading me apny loss ko profit me convert nahi kar saken gey, traders ko apni strategies ko mazeed strong karna ho ga aur learning ka jazba new traders me koch zeyda hi hona chaye, profitable trades be loss me convert ho sakty hey aur ye sab trading expernice ki kami ya knowledge ki kami ki waja se hi ho sakta hay.
                      Assalamu alaikum bhai jaan aap usko Apne profit Mai convert karna chahte hain to aapko acchi analyses karne Honge or Majeed strategies Banani Hogi Jis Par aap acche se kam Kare aur Kabhi bi report trading Na Kare Kyunki aap ko Forex car knowledge nahi milega aap apni strategy School Banakar trade Karenge to aap ko Kafi jyada fayda ho sakta hai agar aap Kisi Aur Kisi Kaam kare to aapko Jyada fayda Hoga Ye possible nahi hai
                      • #12 Collapse

                        Right dear ap ny thek kaha ha new trader ko market me aksar problems face krni parti hain or wo loss zyasa krwaty hain market me so wo loss ko profit me convert krny ki koshish me hoty hain km experience or km knowledge ki waja se iny kafi mushkilat ka samna krna parta ha so jb tak wo experience ye knowledge ni hasil kr lety wo kabhi bhi kamyab ni ho sakty or wo ulti sedhi strategies ko dhondny me lagy rahyn gy so new traders ko apni analysis or learning pr dheyan demw chahye
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ko profit me kesy convert kia jaye?

                          dear agar ap apny loss ko profit mein change karna chahty hein to market mein or acha knowledge experience hasil kareen or forex trading ko acha samjh kar work kareen or forex ek bohat he acha work ha is liye is mein apnyh loss ko door karny kay liye apko zarori ha kay ap market kay sath touch raheen or demo practice bohat he zarori ha kiyon kay forex mein ap demo practice jitni achi kareen gay then ap itna he acha profit earn kar sakeen gay is liye market mein wait kar kay or touch reh kar ap bohat he acha profit earn kar sakty hein or easy success hasil kar sakty hein
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ko profit me kesy convert kia jaye?

                            humeri aik to koshsh dosto ye hoti hai k us main loss ko cover hum bare lots laga k karein lekin easa kerna possible nahe hota hai jab bhe app ko loss hota hai to pher app ko us main recover small lots laga k kerna part hai our app recovery tab he ker sagty hain jab app us main knowledge our experience acha ho ga to pher he app forex main aik kamyaab our successful trader ban pain gay forex main loss ka hona koi issue nahe mean app ka stop loss hit hota hai to app ko our khas toor pay new traders ko preshan nahe hona chahy koin k us main her trader ko loss hota hai our us main loss ka honay pay forex ko choor nahe dina chahy us main app ko learning ache kerni chahy or pher he us main app acha profit earn ker sagty hian our app ko learning kerny k bad he us main profit acha ho sagata hai nahe to pher us main app loss he kerty rahean gay so mera mashwara app sab ko ye hai k forex ko seikhain or pher he us main app kamyabi hasil ker pain gay our loss ko recover asani k sath ker pain gay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ko profit me kesy convert kia jaye?

                              bhai apki bat sahi hai forex trading main jub ap trading karty hain tu apko apki apni galtiun par jub loss hota hai tu es ka matla yah hai k hmary knowledge main kami hai or hmarya pss trading ka knowledge nahi hai jub ap apni trading main knowledge ko gain akrty hain tu apko loss kam hota hai aghr ap chahty hain k apki trading se apko loss na ho tu apko apni trading ka knwedge oe leraning karty rahna chahye jis se apki tading ability incarse hoti hai es ks ath sath jub hmain loss hota hai hmari trading main tu hmain cahhye k loss k bad apni trading learning ki traf pah;y se zeyda focus karen or jo aik point apr apko loss ho jata hai tu apko chahye k os wjah ko khtm karen or apni learning se os kami ko khtm karen ta k apko loss main kami ho or achi earning ho saky

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X