Day trading main traders din main jo bhe trade open karte hain us ko profit main ya loss main close karte hain. Day traders din main 1 ya 1 say zaida trades open karte hain aur din kay ikhtetaam tak trade ko chahey wo loss main ho ya profit main, lazmi close karte hain.
Aap achy Day Trader ho sakte hain agar:
Aapko aik he din main trade close karna pasand ha chahey wo faida dy ya phir nuqsaan day.
Aapko wait karna acha nahi lagta kay next din main trade close kar dain gy ya apky andar bardasht overnight trade open rakhne ke nahi hai.
Agar aap kay pass itna time hai ka aap din ka aghaaz main analysis karin aur poora din us ko follow karte rahin.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим