Aik waqat mein kitni trade lagani chaye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aik waqat mein kitni trade lagani chaye
    Dear members phochna tha k hamein aik waqat mein sirf aik trade lagani chaye ya aik se ziyada trade lagani chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother forex trading main ap ko trading k bary main knowlldge hasel ho aur ap as k bary main achi malomat rakhty hain to ap ko trading main 2say 3trade lagani chahye yehi ap keleye bahter hy
    • #3 Collapse

      Agr ap k pass knowledge hai ar market analyse Kia hai achy say news say updated hai to ik say ziada lagany May koi kharaj nhi. Waisy to agr ap ik b trade lagaty hai to us k liye b ye sari cheezain zaroori hai. Agr ap ko nhi pta market trend ka , news ka ap k pass knowledge b nhi hai forex k hawaly say to agr ap ik he trade lagaty hai to us May b nuqsan utha sakty hain
      • #4 Collapse

        Dear friend har ik trader ki apni stradegy aur planning hoti hai jis pe wo kaam kar raha hota hai to mujhy jahan tak maloom hai aur achy traders se suna hai k ik time pe 2 se 3 trade se ziada trade na lagain. Ye stradegy best rahega q k isse account managed rahega. Aur ap consistent earning kar saken gy.
        • #5 Collapse

          waisay tu aik waqt main sirf aik hi trade lagni chahiyay lakin mairay khyal say yeh totally ap kai oper depend karta hai kai ap aik waqt main kitni trade handle kar saktay hain aur ap ki equity kai oper bhi depend karta hai because agar equity zaida hai tu ap apni leverage bhi zaida rakh saktay hain aur trade bhi zaida open kar saktay hain.
          • #6 Collapse

            Very nice point ye question bht se logon k mind main ho ga bht se newbhi is baray main confuse hon gay ager app k pas knowledge acha hy or app ki practice bhi ziada hy to app 2 se 3 trades bhi lga saktay hain lekin app newbhi hain to app k lie bht zaroori hy k app aik time main aik hi trade lagain
            • #7 Collapse

              Dosto aik hi waqt me aik hi trade lagana zada munasib taa k ap ki full concentration usi trade pe ho or ap ache tareeqe se us trade pe kam kr sakein zada trade lagane se ap ka dehaan but jai ga or ap sahi se fiada hasil ni kr paye gai
              • #8 Collapse

                Ye to ap pa depend krta hai ka ap kitni trade pa analysis kea hai or kitna balance hai kahan tak ap loss bardasht kr sakty hain is ki koi limit nahi hai ka ek waqat main bas ek hi trade lagani chahyr.
                • #9 Collapse

                  Hamy chahiye ka ham forex ma trade aik want ma utna hi lagyan jitana ka hamry pas knowledge ha agar ham apna knowledge say zada tared lagyan ga to vo hamry lya noksan da hi ho ga magar kabhi kabhi agar Kismat a6i ho to hamy noksan nahi Hota
                  • #10 Collapse

                    sir forex trading me ap jtni trade lagana chahen utni laga saktay hai ab ye ap par depend karta hai ap forex trading pe kahan par hai ap lo ktna knowledge hai q k right time pe trade karna saari sath me trade karna har kisi ki bat nahee hai ktna ap k pas experience hoga utni hi ap ki aankhen trend kisi b trade ko dhoondne me
                    • #11 Collapse

                      Dear frends aik achy treader aik waqt mai aik he tread open karta hai or jin ko samjh nai hoti wo aik tym mai kahi treades open kar k beth jaty hai begair kuch sochy samjhy es liye jitni ap kam tread open kary gy aik tym mai ap k loye itni he asani rahy gi or ye ap k capital py b anasar karta hai k agar ap ka capital acha hai to aik sy zayada treads b open ho sakti hai.
                      • #12 Collapse

                        forex trading business mein new trader k liye ye hi behtar hy k wo aik waqt mein aik hi trade open karain aur jab us mein profit ho jaye tu us ko close kar k dosrai trade open karain lakin jo bhi trading karta hu wo apni planning k hisaab see trading karta hy lakin new trader k liye zaroori hy hy k over trading na karain kam se kam trade open karain takay un trade ko cover bhi kar sakhen
                        • #13 Collapse

                          humay chahye keh market ko analysis karne aur jo jo achi trade milay humay zaror kar leni chahiye esmain humay he faida hota hay kyun keh tab he hum market main safe earning kar sakty hay es business main money management bhi bohat zaroori cheez hoti hay esko bhi karna chahiye
                          • #14 Collapse

                            Wesay mera khial hay k secure trading k liye munasib hay confirm signal or analysis pe aik trade b enough hay, per ager ap k pas capital ziada hay to ap ziada trades bhi kr skty hain ye aik bohat he achi bat hay jis me ap ka capital save bhi rehta hay.ager ap galat trade lgayen gay or trade ki tadad b ziada ho ge to nuksan ho ga...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Aik waqat mein kitni trade lagani chaye

                              jab b hum trade ko place karty hain to humain is main active ho kar kam karna ho gak un kay aik time main humain aik hi trade ko place karna chahiye kun kay jab tk hum market main ziada order ko place karty hain to is main aik main loss or dosry main profit ho ga to koi kam best nai ho ga loss profit hi chlta rhy ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X