Sab say Pehly apny app ko kisi aik market ka expert banain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sab say Pehly apny app ko kisi aik market ka expert banain.
    New traders jab trading start karty han tu woh different markets mai bahgir kisi samjh kay trading karty hain. yeh aik bari mistake hoti hai new traders ke .

    kion ke sari currency pair ke market , commodities aur baqi markets sab mai price action aur prices ke movement ka andaz baqi markets say bohot change hota hai. iss lye jab new traders har jagha trade karty hain tu in ke trading kay ideas aik market kay liye b sahi nai ho sakty hain.

    Ager ap daikhin tu ksi b currency pair ke nisabat Gold aur Crude oil mai price movement ka andad aik dosray say bohot change hai .
    Iss liye new traders kay liye best practice yahi hai ke woh kisi aik maket ko target Karin aur apny ap ko iss market kay hisab say train karin tu in kay liye bohot he best rahy ga aur trading mai b achy result mily gaay.
    Last edited by ; 20-11-2018, 07:33 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    my dear friends hmry pass forex market ma jtna zyada experience ho ga him log forex ma sy itna hi zayada profit bna skty ha is leya him logo ko apny experience ma azafa krna chaya
    Removed by Moderator.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
      New traders jab trading start karty han tu woh different markets mai bahgir kisi samjh kay trading karty hain. yeh aik bari mistake hoti hai new traders ke .

      kion ke sari currency pair ke market , commodities aur baqi markets sab mai price action aur prices ke movement ka andaz baqi markets say bohot change hota hai. iss lye jab new traders har jagha trade karty hain tu in ke trading kay ideas aik market kay liye b sahi nai ho sakty hain.

      Ager ap daikhin tu ksi b currency pair ke nisabat Gold aur Crude oil mai price movement ka andad aik dosray say bohot change hai .
      Iss liye new traders kay liye best practice yahi hai ke woh kisi aik maket ko target Karin aur apny ap ko iss market kay hisab say train karin tu in kay liye bohot he best rahy ga aur trading mai b achy result mily gaay.
      Ye baat aap ki bilkul theek hai traders ko chahiye ke pehle Kisi Ek market ke expert banjaye is saying Ko fayda Hoga Kyunki unko analysis bhi kisi Ek currency ke Karle Honge aur unko Jyada hardworking vi nahi karni Hogi aur ye traders ke liye bahut achha Hoga aur Jaise Jaise traders ka experience I increase hota hai to traders ko chahiye ke apne trading ki abilities Kobe increase badhta jaye aur dusri commodities all currencies Mein trading karne ke liye bhi Khud Ko ready kare
      • #4 Collapse

        Forex business difficult business hay traders ko es ley es market me mehnat karna zarori hay key Forex ko analysis karny me traders ka expert hona bahot zarori hay, koi be new trader andazy ki trading se expert nahi ban sakta hay, Forex business me expert banny key ley zeyda se zeyda fix time ko spend karna zarori hay 2nd kesi be new traders ko kabi be kesi other trader ko copy nahi karna chaye, self depended base par khud market ko analysis karna zarori hay koch hi din me market analysis karna bahot hi easy ho jata hay.
        • #5 Collapse

          My dear friend hmry pass jtna zayada experience or knowledge ho ga him log Itna hi zayada kamyabi Hasil kar sakte hain aur hum logo ko bahut fayda Hota Hai Hum Log Itna Jyada profit bana sakte hain aur accha profit bna skty ha forex sy
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
            New traders jab trading start karty han tu woh different markets mai bahgir kisi samjh kay trading karty hain. yeh aik bari mistake hoti hai new traders ke .

            kion ke sari currency pair ke market , commodities aur baqi markets sab mai price action aur prices ke movement ka andaz baqi markets say bohot change hota hai. iss lye jab new traders har jagha trade karty hain tu in ke trading kay ideas aik market kay liye b sahi nai ho sakty hain.

            Ager ap daikhin tu ksi b currency pair ke nisabat Gold aur Crude oil mai price movement ka andad aik dosray say bohot change hai .
            Iss liye new traders kay liye best practice yahi hai ke woh kisi aik maket ko target Karin aur apny ap ko iss market kay hisab say train karin tu in kay liye bohot he best rahy ga aur trading mai b achy result mily gaay.
            Assalamualaikum Ji Bhai aapne bilkul theek Kaha mein chahiye ke hum Pehle apne aap ko dekh market Mein acche tarike se expert Karle any ke jaise Agar of gold per trade kar rahe hai to aap Baithe gold ko acche se analyse Karai Oram expert hone ke baad Apne next paper gold or oily skin trade Karna Bada Mushkil Hota Hai
            • #7 Collapse

              Trading market ka expert bn,ny ky leay hamry pas bahot he best option majood hain humen market ky leay jo knowledge chye hota hai wo humen Pakistan forex forum sy bilkul free aor accessible hai humen yahan oy learning krni chye trading ka har trah ka knowledge majood hai
              apko yahan py sy trading ki guidance mily gi trading ki tips milen gi apko trading ky leay advice aor mashvry bhi mil jaty hai
              apko isky bad demo account ma practice krni chye dear members demo account practice aik aosa source hai jahan py practical work krny ky bad he expert bn skty ho trading market ka expert demo account option hai wahan py ap tumam indicator ko use kro chart ko smjho aor trading ma Japanese candlestick ko bhi study krty jai.
              • #8 Collapse

                Dear forex trading ko understand krna bohat mushkil hota ha ap ny thek kaha ha k new traders k pas km knowledge hota ha or wo mukhtalif trading platform pr kam krny ki koshish kr rahy hoty hain jis se in ka experience or knowledge mutasir hota ha or wo agy barhny ki bajai loss krwaty rehty hain or bilakakhir wo account wash krwa lety hain or kisi aik market me bhi experience ni bna sakty so new traders ko kisi aik market me he reh kr learning krni chahye or apnay experience ko improve krna chahye
                • #9 Collapse

                  Yes dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai k agar hum ais market mai kaam karty hai to hum ko chaye k hum ais market mai atna kaam kary k ais market k expert ban jaye aor aus k baad hum ais mai beshak bari investent kar dy aus se ye faida ho ga k hum ko ais mai jab hum apni investment kary gay to dar ni ho ga aor achy se kaam kar saky gay ais mai hum ne jab mehnat karni hai to aus k result mai hum ne market ko sekhna hai agar hum ne ais mai acha kaam kia to aus ka acha result tab hi milna hai jab hum ne intial stage par learning ki ho aus se hum ko ye faida hota hai k hum ais mai achy trader ban jaye gay aor ais market mai acha kaam kar saky gay aor apna hi faida ho ga.
                  • #10 Collapse

                    Jnb aap nain bht achi BT ko hai jub bhi him kaam start kartay hain to humain yeah identify kar elnan chaye k human konsa trader bananan chahtay hain agar aap short term trade bannan chahtay hain to aap us k mutabiq timeframe indicators curruncy use karain aur Agra ap long term trader ban nan chahtay hain to aap us k mutabiq timeframe indicator aur curruncy use karain
                    Is liye shirt term trader ko chaye k woh oil and gold PR barhi lot k sath kaam karain q k yeah woh metal hain jin main spread bht kam hota hai aur woh spread jaldi recover hotay hain kuch pips k baad aapko acha khasa profit hoga..
                    • #11 Collapse

                      Slam bro. Ya forex forum aik bht axa r difficuilt cheez hy. R ap na bht achi baat ki k is mai just aik ya 2 baat pr focus kiya jay. Wesy b 2.3 kaam aik saath kiye to.ja skty hain but mind bht zyada ghoomana prta hy. R wo kaam b axi trha sa ni ho paty. SO! You say very good. Haiam just aik baat pr focus krna chahye . ya to ham trading ki traf jain . ya to ham posts ki traf ain. R hmain aik kaam axi trha krna chahye usi par focus krna chahye taa k ham zyada sa zyada money earn kr sakain.or aik kaam krny sa admi usi kaam ka maher ban jata hy . r usi sa axa khaasa paisa earn kr sktta hy . wesy mainy b abhi start kiya r many posts wala section choos kiya hy.
                      • #12 Collapse

                        yes dear aap ny boht achi information share ki hai newbies ky liye humin sab sy pehly to apni trade ko kisi ais he market sy start leena chahyee aor jab aap us market ki mizaaj ko samjh jatay hai tab kisi doosri market ki taraf jana chahyee jab koi trader baghair soochy samjhy tuky pay ziyada trades open kar leeta hai to us ka result loss ki soorat main bhi niklta hia aor saath mian koi experience bhi nahin milta kion ais tara karny sy na to trader ko apni kisi ghalti ka pata chalta ha aor na he trader apni next planing kar pata hai koin ky ais tarah us ko kisi bhi market ki samajh nahin aati aor wo sirf apna capital he loss karwata hai aor koi tajarba bhi hasil nahin kar pata ais liye pehly kisi aik market main kaam karna acha hai
                        • #13 Collapse

                          Forex trading bazahir simple buying aur selling market nazar ati ha, jahan traders analysis kar kay pairs ya commodities par buy/sell kartay hain lekin haqeeqat mein forex market kai segments mein divided ha. Forex trading mein ziyada tar trading currency pairs par ki jati ha, jis kay liye bari requirement technical analysis ki hoti ha, to ye ho sakta ha kay fundamental traders currency pairs par acha perform na kar sakain. Is tarhan metals, commodities ki movement mein bara role news ka hota ha, to technical traders shayd commodities par acha perform na kar sakain. Trader kay liye apna trading style dekh kar trading karna ziyada faidamand ho sakta ha.
                          • #14 Collapse

                            app ye khena chah rahy hian k bhea jab bhe jo bhe new member forum main kaam start kerta hai our us main directly ager wo sab currency pairs main bhe trade kerta hai our sath main wo gold our oil main bhe trade daily base pay kerta hai our sath main ager wo BTC main bhe trade kerta hai to dosto ye wrong app ki baat theek hai k jab aik new trader forex market main enter hota hai to us ki taleem our us ki practice demo account main our us ka experience boht kam hota hai our forex market ko diekha jeay to boht he risky market hai
                            bhae jo bhe new member ho sab say phelya us ko major currency pairs main trade kerni chahy pher us k bad us ko jab 5 say 6 month un py kaam kernay ka experience aa jeay to pher he dosarey jo cross pairs hian un pay kaam kerna chahy pher he wo us main aik kaamyaab trader ban sagty hain koin k her pair ki Daily our Weeklly average movement different hoti hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G han ham kabi be kam time me multi pairs me expert nahi ban sakty hey, kesi 1 pair esa hona chaye jes me ham expert ban saken, aur agar other kesi pair me hamy loss be ho jaye to jes pair me hamara expernice zeyda ho ga es me ham es ki asani se recovery kar skaty hey, koi 1 pair jes ko demo account me find kia ja sakta hay jo key traders ko acha be lagta ho aur sath me wo es ki market ko analysis karna apny ley easy samjta ho me etna expert banna ho ga key wo es me asnai se kesi be time profit earn kar saken.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X