hedging
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hedging
    Hedging bhi trading ki aik kisam aur trading ki aik strategy hy hum hedging ko kis traha kar saktay han aur hedging ko karne ka theek tareeka kiya hy kiya insta forex k bonus account par hedging kar saktay han is ka koi faida bhi hu ya nuqsan
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Hedging bohot he popular aur common trading stategy hai. Lakin Hedging har trader’s kay lkye mazoon nai hai aur new traders ko hedging mai kafi mushkilat ka samna b karna parh sakta hai. instaforex per bonus accunt per bilkul hedging ke ja sakti ha aur istaforex ke janab say iss per koi b pabandi nai hai .
    Jo trader’s routine mai hedging nai b karty hain woh b aksar loss hony per loss ko kam karny ke liye iss trade kay opposite trade laga daite hian. Hedging say bohot achy experience rakhny walay traders kafi earning karty hain jin ko market kay key prices level ka acha idea hota hai woh hedging ko bohot achi trah say use kar laite hain.
    • #3 Collapse

      My dear friend hedging bi trading ki Ek type ha jis ky zrya him log kafi acha profit hasil KR skty ha ager him log forex ma mhnat krty ha to phir him logo ko kamyabi milti ha or him log profit bna skty ha forex ma sy
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: ibrahim27 پيغام ديکھيے
        Hedging bhi trading ki aik kisam aur trading ki aik strategy hy hum hedging ko kis traha kar saktay han aur hedging ko karne ka theek tareeka kiya hy kiya insta forex k bonus account par hedging kar saktay han is ka koi faida bhi hu ya nuqsan
        hedging traders ki ek strategy hoti hai ICSE traders market ke train Ka Pata chalate Hain hedging Aise Karte Hain ke hum ek Hai currency pair Ja commodity pe buy or sell ki train ticket Laga Dete Hain Aur phir market ke trend ko check karte hain usse trading karne mein Asani ho jati hai aur Market ke friend ka bhi acche se pata chal jata hai uske baad hum Kisi ek side pe trading Karke profit bana sakte hain
        • #5 Collapse

          Yes dear ye to ap ne sahe kaha hai k ais market mai bahot sary tareeky hai jin se hum ais market mai kaam kar sakty hai aun mai se aik hedging bhi ais mai hum kaam kar k ais market mai se profit bana sakty hai aor hedge bhi 2 tarha k hai wo ap ko bata deta hun.

          Hedge kar k loss rokna
          Dear ye hedge jab hum karty hai to aus time hum same lot se hedge kar lety hai aor ais mai ye hai k hum ne sirf account safe karna hota hai aor ais mai ye hai k hum ne ais mai hedge wali trade ka stop loss entry point par lagana hota hai aor aus ko profit mai close ni karna hota.

          Hedge se Profit banaana
          Dear ais mai ye hai k humri trades jab loss mai ho to waha se bari lot laga k loss ko khatam karty hai aor account mai jab profit ho to aus time ais mai close karty hain.
          • #6 Collapse

            my dear friends hedging bi trading ki ek kism ha jis ki madad sy him log forex ma sy acha profit hasil kr skty ha jis ka him logo ko fida hota ha or him log kafi acha profit bna skty ha achi planning ky sath
            Removed by Moderator.
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: ibrahim27 پيغام ديکھيے
              Hedging bhi trading ki aik kisam aur trading ki aik strategy hy hum hedging ko kis traha kar saktay han aur hedging ko karne ka theek tareeka kiya hy kiya insta forex k bonus account par hedging kar saktay han is ka koi faida bhi hu ya nuqsan
              Assalamu Alaikum Ji Bhai Jaan Mujhe Bhi Jyada Hai din ke baare mein Maloom Nahi Hai Mera Haal Mein Yeh Ek strategy hoti hai ok aap apne account ke sath use karte hain aur agar aap Kisi bhi strategy score Mukammal maloomat aur knowledge ke sath karte hain uska Jyada fayda Hota Hai all without information Kisi Ko tool ko use karne se Hame uska fayda nahi hota
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: ibrahim27 پيغام ديکھيے
                Hedging bhi trading ki aik kisam aur trading ki aik strategy hy hum hedging ko kis traha kar saktay han aur hedging ko karne ka theek tareeka kiya hy kiya insta forex k bonus account par hedging kar saktay han is ka koi faida bhi hu ya nuqsan
                Assalamu alaikum bhai jaan mujhe Bhi Jyada Jeene ke baare mein Maloom Nahi Hai Mera Pyar Mein Yeh Ek strategy hoti hai jo ok aap apne account ke sath use karte hain aur agar aap Kisi bhi strategies Ko Mukammal knowledge Ke Sath Hai to aap ko uska bahut jyada fayda Hota Hai aur without information Kisi Ko tool ko use karne se Hame uska fayda nahi hota
                • #9 Collapse

                  Hadging my agr ham apni trade lga dyty hy to ham phr us my na hi loss hota hy our na hi ham ko us my profit hota hy agr ham apni trade hadgig krty hy to us my ayk buy our ayk sell trade lga di jati hy jo market jis sid pr bhi jati hy hy hamri equanity ayk hi jaga rok jati hy our who phr ayk trade close kry gy to phr hamary balance pr koi asar pry ga wasy dono trade lgi ho to koi asar nai prhta hy ahdging sy nikalna mushkil ho jata hybnda counfuse ho jata hy ya nai krni chiya hamy is sy acha hota hy k ham apni trade ho close kr dy
                  https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                  • #10 Collapse

                    hedging strategy aisi strategies ma sy hai jis ma aik he time ma buy sell equal kr lena ya buy sell krna dono ko profit ma close krna lkn yeh strategy tab kam ati hai jub market rang ma ho jub market aik trend ma chal rahi ho jesy crude oil down he ata ja raha hai poind bhi kch din aisy down ata raha to aisi surat ma hedging bht loss wali strategy bn jati hai aor koi faida nhi hota lkn
                    agr ap ny trade stoploss aor take profit ky set keay bna lga li aor zeyada loss ma chli jay to hedging strategy sy hum apna account recovery kr skty hain yeh aik big faida hai hedging strategy ka
                    • #11 Collapse

                      G han hedge trading strategy hi hey jo key esy traders key ley bahot helpful hay jo key apna loss recover karna chahty hey ya per trading me mazeed loss ko face karna nahi chahty hey, agar buying order loss me ja raha ho to selling order laga kar apny account ki safety ki ja sakti hay es key sath es strategy ka faida ye be hota hay key account ki safety be ho jati hay aur kesi 1 order me agar profit ho to dosry order ko close karny key bad profit earn karny ka be chance leya ja sakta hay, hedge meri nazar me bahot hi achi strategy hay.
                      • #12 Collapse

                        Asslam o alaikum bhai. Ap na axa sawal poocha . r g haan bilkul ya forex main hi use hoti hy .Is k bht zyada faidy hy . r is k nuksaanat koi b ni hain. Ham isi m through trading b lgga skty hain. R hadging aik bht hi zyada axi cheez hy. Jo log zyada expert hoty hain trader main sa to wo hadging ka axi trha use kr skty hain .r jo log new hoty hain un k liye thora mushkil hoti hy. W
                        • #13 Collapse

                          forex trading main hadging aik trading techniques hai jis main hum trading karty hain or yah aik popular trading startgy hai jis main aghr palning k sath trading ki jay tu hum boht achi trading kar k acha profot eran kar skty hain es liye aghr hmain hadging main trading karni hai tu hmain apni trading ayse karty hain es main hmain log term trading method use karna hota hai jis main long time period bhi add hota hai es k sath sath hmain apni trading main aik time period main order lgaty hain yah tu buy karty hain yah sell karty hain es main trading k liye market ka trend judge karty hain or osi trend k sath trading karty hain forex trading main aghr hadging k trading karty hain tu hmain acha profit eran kar skty hain or apni trading main acha expiernce gain kar k trading karni chahye
                          • #14 Collapse

                            My trading fellow humery pass hedging trading ki aik kisam hai us main aik to hum apny account ko full hedge kerty hai ya phr app 50% ya 80% mean app 100% main say koi bhe app ker sagty hain
                            jeasa k app nay 1 lot size ki buy ki trade open kia hia ager app ki trade loss main chali gae hae our app diekh rahy hain k ap ka account mazeed loss main ja raha hai to pher dost app .50 lot ki sell ki trade open ker lety hain to pher app ka account 50% hedge he jeay ga our app ko loss pher sell main market jati hai to pher 50 % he hoo ga lekin ap 1 lot ki sell ker lety hain to pher app ko us main koi profit loss nahe ho ga
                            jab app full ksii bhe accout ho hedge ker lety hain to pher dost us main app ko next support ya resistance pay ja k apni aik lot ko close kerna chahy pher app us main apnay account ko full risk k oper safe ker pain gay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Hedge trading ki strategy ko use karny ka tareeqa ye hay key agar market ki movement samaj me na aye aur hamary trades buying direction me open hon to traders sell orders laga sakty hey es se account capital me market na samjny ki waja se mazeed loss nahi ho sakta aur jab market movement samaj me ajaye to buying ya selling orders me se jo koi order close kar dena chaye, es tarha traders ko buying orders me be profit ho jata hay aur selling orders me be, esi hekmat e amli ko hedge trading ka name dia gia hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X