forex me loss kiyu krty hain sab
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex me loss kiyu krty hain sab
    sir forex me loss kaha gya ha k 90% loss ha lekn phr is forex trading k busnisse ko log shoaq se krty hain or loss bi krty hain ha is forex trading or haan km profit me hum khush ho jatay hain or chahyy jenta loss bi ho jai koi tanshan ni
    ALWAYS BE HAPPY
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    aap ko pata hona chahiye ki Forex trading mai Hame Apne insta Forex ke bonus account ke upar use amount of loss ho sakta hai lekin forex market Mein loss or profit Hota rehta hai Kyonki Ek Business business Mein Hame Maloom hona chahiye loss or profit hai.
    Aap ko Maloom hona chahiye KV instaforex bonus counter trading 1 online business hai aur online business mail loss or profit Hota rehta hai isliye Apne insta Forex ke bahane se coucher stop loss limit Lagana chahiye trading krtay waqat.
    • #3 Collapse

      aslamo alaikum mere piyare bhai dekho yar forex me har koi loss nhe karta han kisi kisi ko loss hota he wo bhi apni galti ki waja se ya to insaan trad kare tab jab knowledge ho ya phir kisi dost se maswra kare is tarhan loss ka khatra bahut kam ho jata he
      • #4 Collapse

        Loss aur profite trading ka hisa ha hamaen ye dakhna hoga k hmre loss hmre profite se ziada na ho thori c management krni ho ge
        • #5 Collapse

          Forex trading main lg log lose nhi krty surf WO log hi lose kr bythty hyn jin ko ayk din main ameer Hong KA shock hota hy or esi shock main ap ko zero KA shesha mil jata hy so wait until right time
          • #6 Collapse

            Forex mein 10% log earn kr rhe hain.zyda kyun nai kr rhe.us ki wja ye he ke forex ko mazaq smjhte hain.ke forex bilkul easy he.easy bhi un logon ke liye he.jino ne is ko sekha he.time dya he.
            • #7 Collapse

              wasy tou loss karobaar ka hissa hota hay zyada loss tab hota ha jab kaam karnay ki samjah na ho x ke business me success ke liye trader ko esme knwledge banana hoga,esme trader jetna jada market me knwledge le leta hai uske liye utna he acha hai,esme trader ko khud se market me pehle sabb smajhna chaiye..
              • #8 Collapse

                Re: forex me loss kiyu krty hain sab

                forex mai jo log kam karty howe apny lalach or emotions ko qabo nai nahi rahkty u nhy loss ho jata hain or jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to be hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka koi qasur nahi hota forex aik international or kabe be band na hony wala international business hain
                • #9 Collapse

                  Re: forex me loss kiyu krty hain sab

                  Bhai jan forex main koi nahi chata kay us ka loss ho bas ziyada kamny kay lalch main loss karty rehty hai or bad new trader jo hoty hain wo loss karty rehty hain...so ap ko chiye kay loss karny ki mistake ko improve karyn taan kay loss kam say kaam ho loss hony ki ik bari waja ap kay experience ka kaam hona...
                  • #10 Collapse

                    Re: forex me loss kiyu krty hain sab

                    Dear pehli baat to ye ky forex traiding mein sab loss nahi kerty. Loss wo kerty hain kin ky pass na to forex trading ka knowledge hota hai. Aur na hi forex trading ka experience hota hai.
                    Aur sab se ziyada loss kerny waly wo hoty hain. Jo saber se kaam nahi laty aur jaldbazi kerty hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: forex me loss kiyu krty hain sab

                      forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain loss ky bad hamy thence nahi hona chahey hamy saber karna chahey or next time apne mistakes py gur kar ky kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy or ache earning hasial kar saky gy forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: forex me loss kiyu krty hain sab

                        jab hum forex mai new hoty hain to hum kam karty howe koi na koi mistake ka dety hain or hamy loss ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik bohat bara business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex dunya ky bohat sy mumalik mai unique ban cuka hain
                        • #13 Collapse

                          Re: forex me loss kiyu krty hain sab

                          Tiranga Pakistan Forex main wahi loss Karte Hain Jinke Paas knowledge or experience Nahin Hota aur vah Baga experience knowledge ke trade Laga Dete Hain Jin ki vajah se Unka her trade laws Main Chala Jata Hai hamein chahiye ki Ham tabhi trailer Gaye Jab Hamare Paas experience and knowledge best ho tabhi Hum market ko bhi achi Tarah Se analyses kar Payenge aur Hamara her trade profit mein chalta rahega
                          • #14 Collapse

                            Re: forex me loss kiyu krty hain sab

                            G bhai aap ny bohot qinati bath kii. Forex mai log loss apni ghalti ki waja sy karty hai. Mere kuch friends is sy monthly 60 thousand earn karty hai lakin wo log bara invesmemt nahi karty. Choti choti invesments sy wo log acha khaasa kama laty hai. Kuch log hity hai jin ka emotion control main nahi hota to wo dekhty hi dekhty sab kuch haar jaty hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex me loss kiyu krty hain sab

                              sir hamein as min as liy loss hota hai q k ham as main kam tu karte hai likn as main hamen greed bi karete hai as liy hamen as main loss hota hai aas liy hamen as main har wakat gred se bcha chahiy hai tu hio ha as main kamyab ho ska egyy aaor hamen chahiy hai ke ham as main mihnat bhi kare
                              PAK ARMY ZINDA ABAD

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X