Forex market risky hai iss liye limit say ziada profit ka na sochin.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market risky hai iss liye limit say ziada profit ka na sochin.
    aksar traders ko trading kay doran apni trade say acha profit ho b raha hota hai tu phir b woh aur mazeed earning kar karny liye apni trading position ko open chor daity hain. halnkay inko idea b hota hai market mai trade open chorna risky hai.
    iss trah kay lalich ke base per kiye gyie decision traders ko loss kay elawa kuch b nai daite hain. aur trader kay liye best yehi hai ke forex market mai risk kay factor ko samjhain aur jab trade price in kay analysis ke mutabiq acha profit daay rahi tu iss time he close zaroor karn dain. yeh baad mai pachtany say kafi behtar rahy ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai jab insan zayda profit ka sochta hai to aus mai ye hai k hum ais mai lot bari lagaty hai jis se hum ko agar loss ho to bahot zayda loss hota hai aus mai ye hai k humra account atna bara ni hota aor loss zayda hota hai jis se humra account wash bhi ho sakta hai agar hum ais mai aisy kaam kary to apna hi nuqsan kary gay.
    • #3 Collapse

      Dear ye baat sahi hai ky hum ko acha profit mil rha hota hai likn hum phir b apni trade close nhi kraty sochty hain thora our profit ho jay jo ky galt hai ku ky ham jab b trade lgain to apna profit limt main eakain ta ky acha profit lain saky ku ky jo profit mil raha hai trading main boht hota hai
      • #4 Collapse

        Dear profit aik aisi cheez hay kay jitna zeyada hu otna hi kam lagta hay is liye maximum traders jab dekhtay han kay unki trade profit ma ja rahi hay tu ye soch ker order close nhi kertay hay hu sakta thora aor profit hu jaye is liye aksar unko loss bhi hu jata hay kiun kay forex trading bhot hi risky business hay aor is ma kisi bhi waqat kuch bhi hu sakta hay aor mere saat bhi aisa hu chuka hay mera trade profit ma ja raha tha tu maine socha trade tu wesay bhi profit ma hay tu kiun close karon thora aor profit hunay do aor pher dekhtay hi dekhtay trade loss ma chali gayi.
        • #5 Collapse

          Dear ap thek keh rahe ho boht se log yahn aate hain aur yahn sochte hain k es business mai wo din bhar mai kabi b es busienss se acha earn nhn kar skte es k liye ap ko time lagta hai aur wo time learning mai lage ga aur jab tak ap acha earn nhn karo gy tab tak ap es busines ko seekho gy nhn ap ko m ehnat k bad he acha phal mil skta hai soo ap ko mehnat karni ho gii apne liye...
          • #6 Collapse

            G janab forex mai market level bht hi week rahta hy forex mai expeirnece hi kam dyta hy ap ki trading mai so forex mai ap ko market anylisis ky liyay knowledge or experience hasil hona chahyay taky ap ko market ka anylisis batter ho saky or kama saky ap ko .
            • #7 Collapse

              Trading mein ziyada greed nei kerni chaye. Ager ap ko aik trade mein reasonable profit giya hai to us trade kaam khatam kerny se pehly order close ker dein. Q k market ka koi bharosa nai hota wo kisi time bhi reverse ho sakti hai. Is liye behter hai k eo profit le lena chaye.
              • #8 Collapse

                Forex trading bohat risky hai ap kabi bhi is main zyada profit kay dreams na dekhain agar ap big profit kay lalach main aa kar trading karain gay to loss kar dain gay is liye ap ko chahiye hmesha patience say kam lain thora thora kar kar grow karain agar jump karain gay to ap kay money waste ho sakty hain.
                • #9 Collapse

                  agar hum forex mai new hain to hamy km amount invest kar ky low risk lena chahey q ky agar hamy loss ho gye to hamar zada nuqsan nahi ho ga or agar hamara forex mai kam karny ka knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow arty howe or market ky up down ko dahkty howe confidence sy zada amount invest kar ky high risk lena chahey pher he hum acha profit hasial kar saky gy
                  • #10 Collapse

                    g bilkul dear ap ne theek kaha boht se esy bhe trader hain jo apne position ko chor dyte hain halke un ko ek acha profit bhe ho raha hai laken wo mazeed profit ki lalach main aa kr loss kr dyte hain esa bilkul bhe nahe krna chahye forex ek risky bussiness hai jitna profit hai is main utna loss bhe hai hamesha alert rehna chahye jub kuch profit ho tu apni position cl
                    • #11 Collapse

                      g apki bt tkh lalcl insan ko mrwta b hy ye riski kam.hy leran k bd earn krna chay wesy to bht bri filed bht sy mathod hn hmy forex mn kmyab hony k liy ksi ak mathod ak planing pr kam krna chay us displn ko torna nh chayhy
                      • #12 Collapse

                        G bilkul sahi kaha apny ager hum lalach me aaker aik barra trade lgaty hai to hamy yaqeene tor par lose he ho ga iss lye hamary best option small profit ko zehn me rakhna ho ga ager apky pass market ke achi knowledge hai to aap big trade lga sakty ho
                        • #13 Collapse

                          forex mai agar hum bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho ga yai aik risk business hain agar hum is mai kamyab hona chatey ain to hamy acha knowledge or experience hasial kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he he hum market mai run kar saky gy or ache earning hasial kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy hum is mai trading be kar sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Asslamoalikum dears friends ................
                            G mn ap ki bt sy agree hon jab insan zayda profit ka sochta hai to aus mai ye hai k hum ais mai lot bari lagaty hai jis se hum ko agar loss ho to bahot zayda loss hota hai aus mai ye hai k humra account atna bara ni hota aor loss zayda hota hai jis se humra account wash bhi ho sakta hai agar hum ais mai aisy kaam kary to apna hi nuqsan kary gay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g han forex bhot hi risky hey yaha pe bhot hi jald ap ka sarmaya doob jata he.aur bhot sary members apna nuqsan kar lety hen.yaha pe bhot soch samajh k investment karni chahye.taky bad mein pachtana na pary.es lye yaha pe trading karny se pahly trading sekh lain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X