ju greed karta hai forex main koi jaga nahi bna pata.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ju greed karta hai forex main koi jaga nahi bna pata.
    hello dear traders main app ko ye btana chahta houn k forex main ju bnda greed kar k khar order lgata hai wo kabhe bhe iss main kamyab trader naeh ban pata hai kyon k forex business rules k sath chalti hai iss main rules na houn tu ham kabhi kamyab nahe ho sakty hain ss leay app ko greed sa bachna chheay aur short cut k chaker main bhar akaer hard work kar k kam karna chheay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    lalach ki wajah sy him logo ko loss hota ha or hmra account wash hota ha is leya him logo ko lalachi nhi hona chaya him logo ko apni mhant ky sath trading krni chaya
    Removed by Moderator.
    • #3 Collapse

      bari achi bat ki hain ap nay trading main boht trader greed main ah ker apna loss ker jaaty hain aur some time dosro ka b loss ho jata hain trading proper rule and regulation k sath karain aur wait karain greedy nay ho patience ka sath kam lain is tariqa say ap acha profit gain ker sakty hain
      TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
      Please visit my trading journal from here
      • #4 Collapse

        g janab afsos kai sath kehna parta hai kai is market main zaida tar log jo loss karwatay hain wo apni greed ki waja say hi karwatay hain tu humay chahiyay kai greed aur apni emotions par control karna seekhain agar is market main kamyabi hasil karna chahtay hain aur waqihi greedy trader ki is market main koi jagah nahi.
        • #5 Collapse

          dear greed wala banda kabhi bi or kise bi kam mai kamyab nahi ho sakta hy forex or 2sry kamao mai fark yi hy 2sry kamo mai ap ko apni greed ki waja sy jo loss hota hy wo kafi time ky bad nazer ata hy per forex mai ap ko usi time hi sab kuch pata chal jata hy ky ap ki greed pan ki waja sy ap ko loss ho chukka hy is mai logo ko ik din mai hi samjh a jati hy ager ap ny forex mai profit kamana hy tu koi mushkil nahi hy ap ko sirf apny ander sy lalck ko marna hy.
          • #6 Collapse

            g bhai jan app bilkul sahi keh rhey hain forex main lalch karny wala har time loss he karta hai agar wo 4 trade main profit earn kar laiata hai tu jab wo aik trade main loss karta hai tu un charo trade ka earn kia hoa aek he order main sab udd jata hai ess leay app ko big lot size naeh lgana chehay kyon k ies main app ka he nuksan hai.
            • #7 Collapse

              yes dear ragho bahi is main koi shak nai hay k jis k pass acha knowledge bhi ho aur wo greed ko use karay to usay kabhi bhi eaning propper nai ho sakti hay so hamain aisay fazool ikdaam say avoid karna he hamari samjhdaari hay hamain earning ho ya wait main ham rahain hamain greed jaisay amal say apni earning ko mumkin bana sakty hain .
              • #8 Collapse

                greed to es business main bht he loss pohnchata hai.jo greedy hota hai wo es business main thori dair k liye to earn krta hai mgr long term main usy loss he hota hai.main khud es business main sekh rha hu or sath sath earn b kr rha hu.
                • #9 Collapse

                  Yes of course Forex trading mein jo person greed karta hai uske liye Forex trading Mein Koi Jagah nahi hai aap ko pata hona chahiye forex market Mein trade karne ke liye Humein motions control karna Hota Hai Jab tak Apne motions control nahi karte.
                  Jab Tak Hum Forex trading Main Apne emotions grid Office ke upar control nahi karte tab tak Hum Apne instaforex bonus account for HR profit on sale nahi ho sakta.
                  • #10 Collapse

                    g frinds bilkul jo greed kry ga wo forex m kbi b apni jagah nhi bna sky ga q k forex nam hy sbr ka es m apni emotion py qabo rakh k sbar sy kam Lena chahiy greed krny sy kbi b sucsecs hasil nhi kr saken gy q k forex treding boht hi risky r denjros hy es m Kamyabi Etni asani sy nhi es log es m mehnt kr k experions r knoliged hasil kr k best treadr bn k profit earn kren r greed sy bacho phr hi forex ko sekh sako gy.
                    • #11 Collapse

                      Forex main agar hum trading se jitna bhi earn kr rhe hain us ko shukar krna chaaye and uss se slowly slowly barhna chaye na ke directly hum oocha soche ya barhe profit ki soch rakhen choti si shuruwat se hum logo ko trading ko leke chalna chaaye agar hum logo ko kamyab trader banna hai to hum logo ko choti cheezon se hi start lena hoga na ke hum direct first step chor ke last step ka sochen jis ka outcome ye niklega ke hum loss main chalte jayege jis ka hum logo ko trade krne mein reason nahi rahega.
                      • #12 Collapse

                        forex trading main greed sub tradors ki enemy mani jata hai es liye main ya khunga k jo trdaor greed karty hain un k apss jo kuj hota hai wo os se bhi gawa lety hain es liye forex main aghr achaa profit eran karna hai tu hmain greed ko avoide karna chahye or apni trading main sber ks ath rahty howe trading karni chahye yahi hmary liye profitable amal hota hai nahi tu um jaldi he apna account wash krwa kar beth jaty hain
                        • #13 Collapse

                          G Jo b forex me greed karta he WO kabi b kamyab nahi ho es liye hame es me saber sy kam layna chahiye or jab b trading kary to phir soch samj kar kary to or lalach nahi kary to he ham es me successful ho sakty he or agr ham greed kary or saber na kary to phir ham es me kabi b successful nahi ho sakty es liye hame greed nahi karni chahiye
                          • #14 Collapse

                            Greed wohi krta hy 90% jiske pass knwoledge nhi hoti jb tk knoweldge nhi hoti trader forex ko aik game smjta hy esliye wo loss krta hy forex ko aik aisa business smjhen jo apko daily ya mothly basis per profit de skta hy aik din me ameer hone ki game na khelen jiska nuksan apko boht bara hoga ap forex ko b chor jaengy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G han brother, forex trading main jo greedy banta hay woh kahen ka nai rehta...usay hamesha loss ata rehta hay aur us ka account bi wash ho jata hay....woh hamesha zayada profit ka sochta rehta hay aur kam profit bi us k hath main nai aa pata.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X