Indicators ko use krna
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicators ko use krna
    Kiya indicators ko use krna safe hai aur kiya iss mai koi kisi kisam ka risk hota hai kiya aur kiya yeh authentic bhi hoty hain k bus logo ny apni tarf sy bna kr upload kiye hoty hain koi mujhe sahi trha sy guid kr ska hai kiya aur kiya in k through profit ki ratio zada ho jati hai kiya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear mare khyla main indicators ko use kerna perfect safe ni hai forex trading aik risky business hai aur business main risk to hota hai but indicators ki help se humain market ki movement ko semjne main help milti hai aur hum market k up ya down hone ka andaza lga sektay hain aur wo kisi hed ted faida mend b hota hai.
    • #3 Collapse

      gee bhai forex mein indicators ko use krna sahih hota ha aor is ka boht knoweldge hota ha jo in indicators ko ache trah say smjhte hein woh sahih trade se earning latay hain
       
      • #4 Collapse

        Forex trading mein jo new trader han un ko indicator ko Use na karain aur un ko indicator ko itni ehmyeet nhi dani cahaiye kiok indicator ko jab wo use karain gay tu wo forex trading mein learning aur knewledge experience hasil nhi kar sakain gay aur learning knewledge experience nhi ho ga tu forex trading business ko nhi kar sakty is liye learning buht zaroori hy
        • #5 Collapse

          gee haan bhai indicators ka istemal krna hmein boht faidamnd he aur in ke mdd se hm apne trading ke sahih trend ko smjhte hien aur hm ko apne trading mein indicators ko ache trah se smjhna aur in se market ke trend ko clear smjh kr order lagana boht fiada deta he
             
          • #6 Collapse

            Indicator konuse kar k ao loog is say kafi zayda amount ko earn ksr skty han ir is say apnay laye capital ki b generate kar skty han or is say ap ka kaam kafi asaan ho jaye ga
            • #7 Collapse

              nahe bhae easa nahe hai traders nay indicators k barey main apni traf say upload nahe ki hoti hain wo un ka experience hota hai our wo un say ache earning ker rahy hoty hain
              • #8 Collapse

                gee haan bhai hm apne forex trading mein jb indicators ke istemal ko smjh kr apne trading krte hien phr hmare trading mein ache earning hote he aur hmein lazme he keh hm indicators ke point ko sahih smjhien aur apne trading market ke trend ko smjh kr apne trading bhtr krein
                 
                • #9 Collapse

                  indicator ko apni planned strategies kay according istamal krna profitable hoga. par behtar option yeh hay k ap indicator ko use na krain... ku kay successful trading experience pay or learning pay depend krti ha.. so,first learn and then earn.......
                  • #10 Collapse

                    forex. trading min indecator ki boht value han isko ap apni help k liy use zroor kr skty han magr ap is py poora bharosa ni kr skty baz oqat ye galt indecat kr rhy hoty han jo k boht bhari par skta ha ap k liy magr phr b isko soch smjh k use krna chiy
                    • #11 Collapse

                      bhia indiactor ko use kar ke app ko market ki move ka pata lagta rahta hai ke market ney kiss terf kitna move kiya hai or kab ahan say back move howi hai orindicatr say app ko trend ko find karney mein help mil jati hai or ap acha profit kar late ho
                      • #12 Collapse

                        dear indicators koi magic tools nhi hotay ye market ki previous activities ko follow kerte hain and currently humain guidance dete hain so don't depend 100% on indicators just focus on trends and gain experiance by practicing more and more and this is the key of success in forex
                        • #13 Collapse

                          aap n aik post mein 2 sawaalon ka zikar kia hai aao ka pehla swaal k kia indicator sahi hutay hain kia iss mein profit kamany ki salhiyat huti hain bhai meray indicator profit nhi dety signal detay hain jis ki bana per hum trade aur phir profit kama saktay hai.
                          • #14 Collapse

                            jo to friend mt4 k andar standard indicators hian ager us main say hum koi use kerty hain to pher app us ko use ker k analysis ker sagty hain our trade ker k profit safe ker sagty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              indicators ko use kia jaata hai lekin fundamental trading main indicator koi kaam nahee karte is liye jab news ka asar naa ho market pe to us time indicators use kar sakte hain aor un se fiada hota hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X