Oil trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Oil trading
    Friends jaisa k ap jante hain k oil Pakistan main din ba din mahinga hota ja raha hai to bahot se log is ko dekh k oil buy karne lag gaye hain to main unbko batana cahta hon k oil sirf Pakistan main hi mahinga ho raha hai forex market main is ka kuch khas farq nahin hai is liye oil pe trade soch smjh k karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai ma b ap ke bat sy itfaq karta hun pakistan ma oil prices and international oil prices ma zameen asman ka farq hy hamen pakistan ma oil ke price ko dekhty huy trading nai karni chaye balky forex market ko check karna chaye
    • #3 Collapse

      Je bhai apne thek kaha forex main jo oil k rate hote hen wo international hote hen or Pakistan k rate alag he islie ye kabhi na sochen k oil pori dunia main menhga ho raha he or oil per trading wase bhi bahot risky he or us k lie high level experience required hota he new traders na e kren oil per trading to behter he.
      • #4 Collapse

        Bhai oil ki price k barhany ka kam hony ka taalluq hamary pakistani oil ki qimat k sath ni hae ye aalmi mandi ka rate hota hae aur saudia arabia ya iran ya phr khas kar canda mulk k andar oil ki qimat k barhany ya kam hony say oil ki qimat up da down hoti hae.
        • #5 Collapse

          Assalam o alaikum dear forex members .dear ap sbh ne bht acha breif kia ha main bs yehi kahn ga keh international markeet main oil ki price aur Pakistani oil ki price maim acha khasa farq ha to Pakistan k log apny mulk k hisab se trading krty hain jo k ghalt ha q forex trading aik all over the world bussiness ha to isko international hisab se trad krna chahye. Thanks dear members
          • #6 Collapse

            Dear jaise k ap sab ko pta hai k oil up ja rha hai ur is k down ane k koi chance nai hai is liye is main ab hume sich samj kr trading krni chaiye ye hamre liye important hai
            • #7 Collapse

              International cuid oil k rates aour hain or pakistan k or hain. or ek country k ratres se ye mehenga ya sasta nahi hota.or aap international news per nazar rakho khaas kar usd per. kiyon k international deal dollars me hoti hai.
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Muddasar ahmed khan پيغام ديکھيے
                Friends jaisa k ap jante hain k oil Pakistan main din ba din mahinga hota ja raha hai to bahot se log is ko dekh k oil buy karne lag gaye hain to main unbko batana cahta hon k oil sirf Pakistan main hi mahinga ho raha hai forex market main is ka kuch khas farq nahin hai is liye oil pe trade soch smjh k karen
                bhai main aap ki baat se bilkul agree Karta Hoon k oil ka rate Pakistan mein aur hai aur international market mein aur Sahar Hame train international market ke hisab se karna hoti hai hame koi bhi trade Pakistan nahi Dekh Ke sabse nahi karna hoti Hame sari ki sari trade international market ke hisab se karna hoti hai isliye be aware to open a lot
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  han je bilkul apne sahe kaha q k pakistan me jo oil mahenga hota hai uski problem humare upper level k log hote hain well es k baray me to hum kuch ni keh skte hai ye sub government par depend krta hai layken international market me eska koi bhi fark ni parega balkay ap dekhe to oil neechay aya hai or mere analyse k mutabiq oil or zada neechay jayega in coming days 65 tak

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X