Forex mai looser kon hota hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mai looser kon hota hai
    Froex mai jo log mahnat nahi krta jo log experience gain nahi krta or jo earning nahi krta wo log looser hota hain wo kabi forez mai kamyab nahi ho sakta kabi earning nahi kr sakta is lia in ko looser kah jata hai is lai looser bannana s bachain or mahnat kr ka successor bannain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    aslam o alaikum mere bhai de3kho yar forex me losser wo hota he jo bina soche samjhe trading kArta he aor hamen chahye ke ham dekh bhal ke apna profit kp apne apne pas rakhen aor earinig pe earinig kart6e rahen aor hamen is ko bahut ziyada time dena chahye q ke time se hamara knowledge bharta he
    • #3 Collapse

      Sabse pahle Hame chahiye ki hum is preferred Kare Jab Hum Yaha par Rapid karna start kar dete Hain Tumhe regular working karne ke liye Kis Ko samajh Na Hota Hai Jitna easily is par working Karke score samjhenge Forex Mein Hame kabhi bhi nuksaan nahi hoga Itni Sabse Badi Bazar nuksaan kiye hoti hai kya miss me proper time and business management nahi karte hain sabse Pehle main proper time ke sabse yahan par kaam karna chahiye Phir Aage Jana Chahiye
      • #4 Collapse

        G ap NY bikul kha mery kyal me zada loss un logo ko hota he jin k pas forex ka itna knowledge or experience nahi he or Jo log es me mehnet nahi karty un logo ko loss hota he es liye hame es kam me zada sy zada mehn
         
        • #5 Collapse

          G ap ny theak kha he forex me loss in logo ko hota jin k pas es ka knowledge or experience nahi hota or WO mehnet b nahi karty unhe loss hota he es liye hame forex par trading karny ka acha knowledge or experience lay kar trading kary to or zada sy zada mehnet kary to he es me kamyab ho sakty he phir he loss kam ho sakta
           
          • #6 Collapse

            Forex trading boht mehnat wala kaam hai isko regular time dena prta hai iska knowledge hasil krna prta hai aur jo traders forex mein mehnat se kaam nahi krty woh loss krty hein is business mein kamyabi hasil krni hai tu mehnat must hai.
            • #7 Collapse

              trading me pehly pehly pta ni hota k kia kerna hy or kia ni krna bus log lalach me aa ker sara sermaya lga dte hen phr roty hen
              • #8 Collapse

                Forex me loser wo he hta ha jo khch seekhe bghair market me trade krta ha or jo demo pe practice mi krta or jis ko market ke sentiments ka pra ni hota wo he loser hota ha
                • #9 Collapse

                  forex trading main sab say barra loser hota hay jo is main sab say ziada lalach karnay wala hota hay aur lalach wahi karta hay jis k pass koi accha knowledge nai hota hay is liye agar ham yeh chahtay hain k forex jaisay itnay achay busienss say ham kuch earn kar sakain to hamain sab say pehlay is ka knowledge laina chaye khawah hamain us k liye kisi achay teacher ko pay karna parray.
                  • #10 Collapse

                    forex ku buhut say loog join kerty han but forex man sustain kerna koi asaan kaam nae ha traders jitna taii say aty han oc say kahain zyada taizi say choor ker chaly jaty han kun k ye hoslay ka kaam ha na k jald bai ka.
                    • #11 Collapse

                      maray khyaal sa looser wo hota ha jo trading k doraan lose hony pa forex chor deta ha ku k har bi jeet ka hissa ha isi liya hmen apni lose sa seekh lani chiya aor aor bi ziyda mhnat sa kam krna chiya.
                      • #12 Collapse

                        trading me loser wo hota hai jo ek hi rat me ameer hona chahta hai ... or markt ko smjhy bina trading karta ha .. agr wo soch smjh k trade kary to slowly slowly wo apny dream pory kar skt hai
                        • #13 Collapse

                          Aslam u alikum bhai jan jo log beghair Sochy samjhy trade laga dete hain aur jald bazi karte hain to un logon ko loss ka samna krna parta hai aur unhain looser kehte hain
                          • #14 Collapse

                            Kisi bhi kaam mein success k liye mehnat to shart hai. Jab tak mehnat nai ho gi kamyabi hasil nai ho sakti. Forex trading mein hum mehnat ker experience gain ker k aik achi stragity bana ker hum acha profit hasil ker sakty hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              mery opinion dost us barey main ye hain k forex main looser wo hota hia jo loss k dar ki wja say us ko choor jata hai kion ki ager diekha jeay to forex main ho ya koi bhe our business ho us main profit our loss to hota he hai our yahan pay loss traders ko un ki apni mistakes ki wja say he hota hai to humean us main samjhna ho ga our us ko risk free business apny leay bnanan ho ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X