Trade ka leye internet connection apeed
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade ka leye internet connection apeed
    Friends hamaain jab be kabi trade lagain apna Internet connection lazmi check krna chahye jo bhat Zruri hai q ka bhat dafa ham jab jis point pa trade lagana chah rahy hoty hain to poor connection ka bad ham us point pa trade nahi lag pati jis se loss hota ya phr jis point se ham analysis kea hota us se trade nahi lag pati or utna profit nahi hasil kr paty .
    So friend's hamain jab khas tor pa trade lani ya close krni ho to conntion acha ho 4 G ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jab ap trading start karty hain to us kay liye pehly tamam chezain jesy kay laptop alag room aur good internet connection ko manage karna zarori hota hai ye chezain trading start karny kay liye zarori hain jin main internet connection zyada important hai ap ka internet connection fast hona chahiye taky jab ap koe order put kar rahy ho to wo pending na ho jay balky perfect position oar he put ho aur trade closing maij bhi hm jis jaga chahy trade fast close kar paen bad net connection par market ko order ni jata jis say loss bhi ho skta hai.
    • #3 Collapse

      trade k lye hamain kio high speed ki zarort na hai bel hum aam 3g speed say bee forex per kam ker sakty hien or erning hasil ker sakty hien es lye hamain forex mien aa ker ager thori achi speed mil jay to acha ho ga.
      • #4 Collapse

        Assalamu Alaikum dear Forex trading members main aapko advise Karunga ke Forex trading start karne se pehle apni device Apna metatrader 4 application aur apni internet connection speed ko verify kar lena chahiye accurate planning ke baad market ka perfect analysis karne ke baad strong support and resistance identify karne ke baad aapko trading start Karni chahiye is se aapko accha profit on ho sakta hai
        • #5 Collapse

          Internet ki speef bahot effect krti hy. Meta4,5 py kam sy pehly net speed connection zaroor verify kr lin r trade lgaty wqt ya close krty wkt is ka bhot effects hota h
          • #6 Collapse

            buhut achi bat samjayi ha aksar aisy hota ha k internet conection lose hova hota ha jis waja sa previos rating arhi hoti ha our current ni hoti isi leye check krna zrori ha k aya hamara conection tek ha ya lose hova para ha jis ki waja sa hum nuqsan sa bach skty ha
            • #7 Collapse

              salam brother app nay bilkul teek kaha hai .humay forex trading kar nay kay liye fast speed internet connection rakhna chahaye jis ki speed our signal achay hun.kun baaz dafa ayesa hota hai our khas ker news k time ayesa hota hai jab market tez hoti hai to jab hum koi trade lagana chahy to us time net masla paida kar deti hai jo nai hona chahaye ya pir jab market tez ho our hamara trade loss main ja raha ho to hum us waqt us trade ko close karna cha rahay hotay hain lakin wo close honay ka naam nai leta hun .kun hamar internet connection disconnect ho chuka hota hai .so hum jab trading kay liye bety to apnay set up ko sahi tareeky say check karay k kahin hamara internet connection disconnect to nai hai
              • #8 Collapse

                Trade karnay kay liay internet connection speed fast hona chiay.
                Aap ko pata hona chiay kay jab bji aap trading kartay hain.
                Apnay insta forex bonus account per trading kartay hain to aap ko annaylisis achay karnay chiay or agar aap ko apnay insta forex bonus account say apni trades ki execution speed increase karni hai to aap ko pata hona chiay kay forex trading main aap good quality internet connection use karain.
                Ya phir aap ko virtual private network use karna chiay is tareekay say aap ko apnay insta forex bonus account per aik acha decision laina ka moka milay ga.
                • #9 Collapse

                  Well jab aap ne trade start karni hai to aap ye point mind main rakhen and notice krke ek baar check kren background main dusri applications and softwares running main to nahi hai kyun ke trade ko ek averaged and acha internet connection ka requirement hota hai to we should try ke hum trading ke doran other cheezon ko side out karen and sirf wohi kaam kren jo hai trade sara focus us pe hi hona chaaye humara jitna ho sake and traiding ke liye agr aap ke pas PTCL connection hai to i prefer at least aap ke 4 MBPS speed connection ho which is good and average otherwise agr data sharing pe chala rahen hai to uska trasnfer rate 1.0MBPS plus ajata hai to us main itna koi issue nahi aata hai.
                  • #10 Collapse

                    forex mai hum live trade karty hain or is ky liye internet speed fast hone chahey q ky agar yai slow ho ge to kam sahe sy nai kar pye gy forex aik online business hain hum is mai investment be kar sakty hain or trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Assalam alaikum dear ap ke bat blkul thk hai ka trading ka lya ham ko ak acha net ke zrorat hoti hai ham ko ak bahut tez internet connection ke zrorat hoti hai ta ka ham market ko acha sa watch kr sakan us trah ham acha sa trading kr sakta han
                      • #12 Collapse

                        Je haa bilkul main apki baat se agree karta ho ager hamary pass aik achi internet speed ni ho ge to apko trading ka pta ni chaly ga aur aap lose ka khatra ho ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Trade ka leye internet connection apeed

                          forex mai hum live trading karty hain to is ky liye internet speed be bohat ache hone chahey pher he hum kam be sahe trahe sy kar saky gy or ache earning hasial kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex poor mans ky liye bohat ache job hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Trade ka leye internet connection apeed

                            G friend ap bilkul thek kah rahy hai ka trading karny sy pehly humy apna internet connection check kar lena chahiya phr humy trad karni chahiya......agr hum internet ki speed ka bagair he trad kar dy gay yoh humy loss he ho ga os liya humy chahiya ka hum pehly apna internet ki speed ko check kary or phr trade kary
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trade ka leye internet connection apeed

                              jab hum online kam karty hain to hamay internet ke zarort party hay is liay kay ya ak online job hay is waja say hamy internet ka istamal karna parta hay mager jab hum forex par kam karty hain to hany is say jo bouns mita hay os say hum electricity ka bail or internet ka bail bhe nikal kar is say achi saving kar sakty hain or is hisab say internet ka istamal bora ya noksan nahi hay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X