Aksar hum sabar yani patience par zoor daite hai trading mai par eske bawajood be humse sabar nahe ho pata akhir eski waja kiya hai apne apne bare mai kiya judge kiya hai k wo.konse wajoohat hai jeski waja say ap sabar nahe kar pate mai agar personally apne baat karo tu emotions ki waja say aksar mai jaldbazi kar laita hun jes say baad mai pachtana be parta hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим