Ache investment without trading experience bekaar hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Ache investment without trading experience bekaar hai?

    Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main jtni bi investment kar lan ap or ap k pass knowledge or experience na ho to is ka koi fayda ni ha is ley investment karni ha or khud trading karni ha to pehly learning karny practice karny us k bad jab ap k pass knowledge or experience ho tab investment karny ta k ap ko loss na ho or successful hon
    Is k alawa ap apny kisi dost Jo expart ho trading ka usy share pe investment kar sakty han wo trading Kary or ap srif investment karny ap ko loss na ho or profit donu laty raho or apni life ko enjoy karty raho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Ache investment without trading experience bekaar hai?

      hamy expeience ko best bana kar mahnet sy kam karna chahey agar hum bager experience ky forex mai amount invest kar dy gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota bad mai pachtanysy bahter yai hain ky hum acha knolwedge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky market ky up down ko dahk kar analysis ko use kar ky high amount invest kar ky high risk ly pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik real or kabe be band na hony wala business hain
      • #18 Collapse

        Re: Ache investment without trading experience bekaar hai?

        Forex trading business mai aisi baat bilkul nahi hai kay experience kay baghair achi investment zya ho jaati hai. agar aik investor forex trading mai baghair experience kay bhi achi investment ker leta hai tou usy forex seekhnay mai bhi ziada time nahi lagey ga. Jaisay hum demo account pay trading seekh laitay hain bilkul aisay he directly achi investment ker kay bhi wohi training haasil ker lay bus faraq sirf real or demo trading account ka hoga. demo mai tou shayad seekhnay kay liye ziada time lag jaey magar real trading kertay huay new traders bhi bohat jaldi trading seekh laitay hain. Iss liye investment beykaar nahi hogi bulkay ziada experience he day jaey gi
        • #19 Collapse

          Re: Ache investment without trading experience bekaar hai?

          Pakistan Forex forum Hamare Liye ek achi opportunity hai, jis se ham learning bhi kar sakte hain aur secondly earning bhi kar sakte hain. Aap Kisi bhi broker ke sath trading kar rahe ho aap investment kar sakte hain Magar us se pahle zaruri hai hi ki jo business aap start karne ja rahe hain kya aapko Uske bare mein pata hai hi, Us ke ups and down aap Jante Hain. Agar aap ka jawab Nahin main hai hi to investment karne ki koi zarurat Nahin Hai aap posting Karen aur bonus Hasil Karen Jab aap ke pass Acha knowledge a Jaaye ga Us ke bad aap investment bhe kar sakte hain aur apne capital ke hisab se achi earning bhi le sakte hain.
          • #20 Collapse

            Re: Ache investment without trading experience bekaar hai?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaibjan پيغام ديکھيے
            Ache investment without trading experience bekaar hai?<br />Agar kesi ko toora buhot knowledge be ho trading k bare mai tu wo ye zaror kahega ya osko ye zaror pata hoga k agar ache investment be karde jaee aor trading experience na ho tu ache investment ka koi khas faida nahe q k without experience ache investment be zaya hojaege osko ap loss kar jaoge es leye jab be trading ki baat aate hai tu oske saat saat ache experience ki baat zaror aate hai q k trading k leye experience lazim shart hai agar experience hoga tu ap able honge quality aor profitable trading k leye aor agar apke pass experience nahe hoge tu apke big investment be bekaar hai es leye investment say pehlay apne aap ko es kabil zaror bana taake profitable trading kar sako warna investment karne he nahe chaheye fazool mai zaya hoge
            JI ap nay bil kul thek bat ki hay main ap ki bat say bil kul agree karta hoon. Forex trading kay liay knowledge and learning kay sath sath Forex trading ka experience bhi bohat zarori hay best knowledge and complete learning say ham Forex market main entry to kar saktay hain aor trade bhi open kar saktay hain lakin is main kamyabi kay chances bohat kam hotay hain aksar traders jo Forex trading main new hotay hain trading main loss kar latay hain aor account ko bhi wash kar bethtay hain is ki sab say bari wajah yeh hay k traders ko Forex trading ka acha experience nahi hota jis ki wajah say woh big investment kat bad bhi Forex main kamyab nahi hotay Forex trading main kamyabi kay liay zarori hay k trader kay pas Forex trading ka experience ho agar trader kay pas experience ho ga to woh trade thek taran say karay ga aor profit bhi kamay ga lakin experience kam howa ya na howa to big investment say bhi kuch hasil nahi hota is liay kamyabi kay liay experience zarori hay.
            • #21 Collapse

              Re: Ache investment without trading experience bekaar hai?

              yes,dear jub ham kisi kaam k baray main kuch bhi nai jantay hain to hamain aisa risk kabhi bhi nai laina chaye jis say hamara sara account khatray main rahay aur ham har wakt markeet main lose say do chaar hotay rahain jub ham nay forex amrkeet main kaam krna hay to ye bhi ham pay lazim hay k ham is main sab say pehlay aur sab say important knowledge ko hasil karain laikin jub hamko achi earning aur profit aglay banday ki anzar aa rahi hoty hay ham aisi baatonko bhool jatay hain aur jaldi krtay hain k ham nay jaldi jaldi aur ziada say ziada earning krni hay aur bus laikin aisi soch say jub ham koi barra risk laitay hain to hamko lose k ialwa kuch bhi nazar nai ata hay aur na kuch milta hay is liye better yahi hay k ham acha experience hasil karain markeet kahin bhi nai janay wali hay.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Ache investment without trading experience bekaar hai?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaibjan پيغام ديکھيے
                Agar kesi ko toora buhot knowledge be ho trading k bare mai tu wo ye zaror kahega ya osko ye zaror pata hoga k agar ache investment be karde jaee aor trading experience na ho tu ache investment ka koi khas faida nahe q k without experience ache investment be zaya hojaege osko ap loss kar jaoge es leye jab be trading ki baat aate hai tu oske saat saat ache experience ki baat zaror aate hai q k trading k leye experience lazim shart hai agar experience hoga tu ap able honge quality aor profitable trading k leye aor agar apke pass experience nahe hoge tu apke big investment be bekaar hai es leye investment say pehlay apne aap ko es kabil zaror bana taake profitable trading kar sako warna investment karne he nahe chaheye fazool mai zaya hoge
                Dear friend ap ny bilkal tek kaha ha main ap sy mutafiq hon k forex trading main apni investment tab tak ni karni chae ha jab tak humary pass knowledge or experience na ho is ley pehly humy ache tahra learning or practice karni chae ha maximum knowledge or experience hasil kar k trading karni chae ha forex trading market main humy achy analysis karny chae han or in analysis pe proper money management or risk management sy trading karni chae ha is ley forex trading main jab trading start karni ho to is sy pehly ache tahra learning karni chae ha practice karni chae ha ta k humy maximum knowledge or experience hasil ho jis sy hum ache trading kar sakty han or ache earning kar sakty han

                اب آن لائن

                Working...
                X