forex trading ma huge aor instant profit ki misperceptions keun hain traders ko?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading ma huge aor instant profit ki misperceptions keun hain traders ko?
    dear forex trading members ma ny dekha hai ky 90% log forex ko is leay join krty hain keun ky wo smjhty hain ky is business sy rat he rat ma ameer ho jain gay
    sub logo ko forex sy zeyada aor jald az jald profit milny ki misperceptions keun hoti hain kya log dosron sy sunty hain aor ajaty hain aisa kya hai apky kheyal ma ap kia advise kren gay yahan new comers ko?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear forex trading main maximunm forex trading members ya traders demo account pelay use kartay hain
    Jis per balance bot zada hota hai.
    Or aap ko pata hona chiay kay forex trading Demo account ka server broker kay demo account server say connect hota hai or demo account per lot execute market main execute nahi hoti.
    Aap scalping kar kay ghaib ho jatay hain. Aap ko zada profit honay kay chances hotay hain.
    Aap ko jab real account main trading karnay kay mokay miltay hain tab aap kay pass balance less hota hai or lot size increase hota hai.
    Jis waja say aap kay lain kay maximunm trader ko loss ho jata hai.
    Jab kay aap ko pata hona chiay kay forex trading main hamain patience ka muzahira karna chiay or jab bhi ham trading kartay hain demo account per new members ko account opening karwatay hain.
    To wo yehe samjhta hai kay market main hamain profit hota hai . Is liay aap kay lain kay maximunm trader ko yehe lagta hai kay market ya forex trading main sirf profit hota hai bot zaiada.
    • #3 Collapse

      Forex trading mein huge profit ka concept ghalat nahi ha, bohot se traders highly profitable trading kartay hain, lekin profit kay liye time frame ka misconception bohot ha. Forex trading mein loss unhi traders ko hota ha, jo short time period mein high profit earn karna chahtay hain. Forex trading wishes par nahi, solid hikmat e amli, skills, knowledge aur positive thinking ki madad se hi mumkin ho pati ha. Forex trading mein 95% start mein hi trading quit kar detay hain, jis ki sab se bari waja yahi ha kay traders short time mein huge profit earn karna chahtay hain, jo forex trading mein nahi hota.
      • #4 Collapse

        Dear sab se pehli bat to ye hay key har kesi ka dream ye hota hay key wo acha profit earn kar ley es key ley wo different business me investment karta hay, aur Forex business me traders ka yahi dream hi hota hay Forex me profit/loss ka ratio ko kesi be other business key profit/loss ratio se compare nahi kia ja sakta hay yahi waja hay key traders Forex ko high profit earn karny key ley select karty hey aur esi waja se apni hardworking ki waja se koch traders kamyab be ho chuky hey magar traders ko mazeed be mehnat karny ki bahot zeyda zarorat hay.
        • #5 Collapse

          Dear investors financial market me es ley investment karty hey key wo apny profit ko double kar saken, esi ley har trader me zeyda profit earn karny ka jazba zeyda hota hay, financial markets me Forex business ko profitable samja jata hay, Traders financial markets me siraf apny profit ka hi nahi sochty wo apni investment ko be safe rakny ki planing karty hey, huge profit ki umeed le kar hi koi be investor es me kamyabi hasil kar sakta hay koch log es ko lalach ka name dety hey magar me samjta hon key financial markets me investment ka maqsad hi huge profit ka earn karna hona chaye.
          • #6 Collapse

            us ki wja ye hai k forex main her trader ko jaldi hoti hai our hum pakistanies k sath wesay bhe issue hai k hum her kaam ko jaldi kerna chahty hain aik to hum profit earn our wo bhe huge jald kerna chahty hian jes ki wja say humean loss kafi hota hia our second hum us maen pher us ka instant withdraw chahty hain kabhe humeri serious need hoti hai our kabhe hum money ki shakal main required hoti hai humean forex main bardasht apny anadar peda kerna ho gee jes say pher humeri normal life main bhe sakoon aey ga our pher us say hum acha profit bhe usi ki wja say earn ker pain gay ye emotional factor ko control kerna ho ga
            • #7 Collapse

              Dear ye to aun logo ki apni soch hai jo ye soch k ais market ko join karty hai k aik hi rat mai wo ameer ho jaye gy kun k ais market mai jab hum ne kaam karna hota hai to hum ko ais mai risk sirf atna lena hota hai ta k humra account bhi safe rahy aor ais mai hum ko acha profit bhi ho jaye kun k ais mai ye hai k hum agar ais mai risk lety hai to hum ko ais mai ye soch lena chaye k hum ne agar ais mai zayda risk lia to humra capital bhi zaya ho sakta hai ais liay jo log ye soch k aaty hai wo ais mai apna loss kar lety hai aor aus k baad ais mai kam ni karty ais mai aun ki apni ghalti hoti hai k aun ko sahe pata bhi ni hota aor wo ais market mai real account bana k kaam start kar dety hai aor loss kar lety hai.
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: raja798 پيغام ديکھيے
                dear forex trading members ma ny dekha hai ky 90% log forex ko is leay join krty hain keun ky wo smjhty hain ky is business sy rat he rat ma ameer ho jain gay
                sub logo ko forex sy zeyada aor jald az jald profit milny ki misperceptions keun hoti hain kya log dosron sy sunty hain aor ajaty hain aisa kya hai apky kheyal ma ap kia advise kren gay yahan new comers ko?
                Mere Khayal mein to produce a k a successful hone Ki Sabse Badi reason Yeh hoti hai ki wo bahut jyada profit banane ki drawing karte hain Jiski wajah se unko loss Ho Jaata Hai Tujh Ko chahiye ke woh small profit Banaye Jab traders small profit banane ki try Karenge to only trading be less risky Hogi Aur Woh trading Puri Dhyaan Se Kar Sakenge aur achi trading Vita second kisliye traders ko chahiye ke Hamesha small profit banane ki Tiger Ne Kyo Kisi Se Unki trading acchi Hogi Aur Woh successful trading bhi kar Sakenge
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  Forex maen darasal log short cut k chakar maen atay haen k ye boht he short way hy jes maen wo trade ker k us say aik din ya raat maen ameer ban jaen gy our 95% plus traders us maen yahe zeada earning k chakar maen trade k leay atay haen our pher forex maen loss kertay haen our us maen greed k sath trade kerty haen our dosto yahe reason hy k pher us risky market traders jb zeada bare lots ki trade lety haen to hum us risky business maen apna account k oper risk ko mazeed barha detay haen
                  Humesha ye baat zahin maen rakh k trade laen k app ka mokablay boht barey professional traders k sath hy to un say app tb he apni earning lay sagty haen jb forex ko aik business k jo rules hoty haen un k sath trade lay k enter hoon gy to he acha profit earn ker paen gy
                  • #10 Collapse

                    yes brother aap nay bilkul theek kaha hai jitny bhi new traders hai wo forex ko ais liye he join karty hai ky wo ziyada sy ziyada earning kar sakien likin ye soch leena ky ratoon rat he ameer hoo jaeen gy to aisy trader he loser hooty hia dear kisi bhi kaam ko ager proper way main kiya jaye tab he achy result milty hai aor trading ais boht acha business hai likin us wakt jab aap ais main proper working kar ky ayeen aor aap ky skills aitny improve hoo jayeen ky aap huge profit lay sakien aor ais main koi shak nahin ky her koi ais main bara profit lay sakta hai likin ais ky liye aos ko market main time aor practice karna parti hai aor ais main time lagta hai
                    • #11 Collapse

                      forex trading main huge aur instant profit ke misperception aksar traders ko is liye hoti hay kiyun un ko koe acha teacher,tutor ya guide ni mila hota.mostly traders yahi smajh kar forex ko join karty hain kay wo raton rat ameer ho jaen gy.ye concept yaqeenan boht he dangerous aur ghalat hay.forex koe gambling waghera ni hay balky ye ek permanent full time business hay jo kay seekhy baghair aur practice kiye baghair bilkul ni ata.meri tamam traders aur khas kar new comers ko ye request hay kay wo forex ko join karnay say pehly is kay bary main achi tarah say ilm hasil karen aur phr demo account bana kar us par khoob practice karen taky unhen khud say trading karni a jay.aur wo na to kici kay mohtaj rahen aur na he loss karen.
                      • #12 Collapse

                        Assalamualaikum bhai Agar Hum logo ko install for accounts a huge profit Hasil karna hai to uske liye Hum logo ko demo account pay practice kar nahi hogi news ko follow karna hoga aap apne experience mein jyada Se Jyada Hai Safar karna hoga Phir hum log jo trading Karte Hain Aise Hum logo ko Kafi fayda Hota Hain Hum Log profit bana sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: forex trading ma huge aor instant profit ki misperceptions keun hain traders ko?

                          Assalamualaikum bhai jaan sake Apne Kaha Hai Ke Log Forex trading se raato Raat Ameer hone Ka Khayal Se Forex trading ko karna chahte hain Tum Logon Ko make advisor Dena Chahunga RK Agar aapko raato Raat Mein Rona Hai To uske liye bahut zaroori hai kya aap main aap bhi bahut hai Zyada Karenge raato Raat Ameer hone ke liye bahut zaroori hai kya aap apne kaam ko Itni fast 3K sekaran jitni fasting se aap Amir Hona Chahte Hain
                          Removed by Moderator.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: forex trading ma huge aor instant profit ki misperceptions keun hain traders ko?

                            Forex trading mai traders ko big profits ki misperceptions ki mukhtalif wajuhaat hoti hain.jinn mai aik sub say Bari misperception yeh hoti hai kay new traders hamesha aisay accounts kay result daikhtay hain jinn mai aik aik trade 100 100 ya 200 200 profits waali nazar arahi hoti hain. 1 dollar ya 10 dollars kay lot size nazar arahey hotay hain. New aur junior traders yeh chaeezain tou daikh laitay hain laikin unhain unn accounts kay balances ka andaza nahi hota hai. Aisay accounts kay balance bhi hazaaroo aur laakhoo mai hotay hain kiyu kay woh professional traders hotay hain.

                            Dusri misperception iss wajah say hoti hai kay ziada ter traders kisi ka kisi dusray online business say loss ker kay forex ki taraf atay hain aur woh samajhtay hain kay yaha say kuch he days mai sarey loss bhi recover ker lain gay aur profits bhi barey barey kama laingay. New traders ka iss mai qasur nahi hota bulkay unhain forex kay barey mai batanay waley ziada misguided ker rahey hotay hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X