Loss k baad sub say bara challenge loss ko recover karna hota hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    hnaji dear asa he hai jiss ko bhe loss hota ha forex main wo sab sy pehly yehi chata hai k uska loss recover ho jy jiss say wo foran trade karta hai magar wo trade uss wakat nuksan day sabit hoti hai aur us ko again loss ho jata hai is leay uss ko chahieay k saber k sath markeet k kisi achy say level ka wait karay phir he iss main kam kary phir he apna los recover kar sakta hai jaldi bazi main ki gai trade say hmesha loss he hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      g han ap sahi kh rahay hai.jab is business main loss ho jata ha to us time yahi tension hoti ha kay kisi tarekay say us loss ko recover ker liya jay.or buhat saray trader tension main a ker apnay account mian or loss ker laty hai.is liya loss kay baad apnay mind ko reluxe honay kay baad hi apni trading ko kerna start kerna cahiya.takay apnay loss ko recover asani kay saat kiya ja sakay..
      • #18 Collapse

        Bilkul teek kaha forex trading may hamesha loss be hotha hay our profit be leken Jo log experience rakhtay hay wo apni loss ko cover Kar lathay hay our loss and profit tho business ka hisa hota hay is liay loss say darna nahe chaheay
        • #19 Collapse

          nai dear agar ham forex markeet main lose ko is had tak zor azmai say recover karnay ki koshish karaingay tab is main hamain kabhi bhi recovery nai mil sakay gi q k aik baaar lose ho jaye to ham pay double pressure ban jata hay aik ham nay lose ko recovery karna hay aur dusra hamari eaning aik time k liye stop ho jati hay so hamain asi surtehaal say nimtanay k liye baray sakoon ka muzahira karna chaye .
           
          • #20 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
            Of course jab loss hojate hai tu sub say pehla challenge yahe hota hai k kaise loss ko safely recover kiya jaee aor mazeed kesi loss say bacha jaee q k jab taak loss recover nahe hote ik bechaine see hote hai es leye jab be loss ho pehle es baat ka khyal raka jaee k loss k baad direct jaldbazi mai tension mai trades na lo balke wait karo apne aap ko cool rako aor jab ap fully relax hojao taab market mai trades lo
            Hame Jammu training Karke loss hota hai par sabse difficult ka husno score record karna Hota Ha isliye Hame Muslims ko Puri 2017 cover karna chahiye aur jaldbazi nahi karni chahiye
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #21 Collapse

              Asal mein jab bhi hamein loss hota hai. To ye aik qudarti baat hai k tention ho gati hai. Aik forex trading mein nahi balky dunya k kisi bhi business mein. Important ye hai k ap ne apny ap ko kasy control kerna hai. Apny sense ko kabo mein ker k soch samajh ker dosri trade lagani hai.
              • #22 Collapse

                loss ko cover karna koi challenge nahi hay challenge ki soch karain gay tou may be again loss he kar den sirf ye mind mei hona chahiye
                kay loss huwa hay tou usko achi mehnat se over karna hay lakin confidence rakhna hay kay aap cover kar saktay ho aur uskay liye aap
                next trading kay liye behtreen analysis use karo gay strategy ka use kartay huway takay aap profit mei jao...
                • #23 Collapse

                  g han bhai apki bat shia hai or main apki bat se agree krta hun forex trading main jub hmain loss hota hai tu hmra suib se bara target yahi hota hai k hmain os loss ko recover krna hai or kesy karna hai mera khyal hai k jub hmain loss ho tu osk bad apni trading ko ahtyat se karen jis se hmain mazzed loss na ho or hum asani se apna loss recover kar saken
                  • #24 Collapse

                    g haan bhai jaan ap ne sahi kaha hai kee loss loss main sab se bara chylinge loss ko recover karna hota hai aor ye bohat hi mushkil kam ho ta hai
                    • #25 Collapse

                      Bilkul doston jub loss ho jata he tu is ko recover krna sb se bara.challenge hota he q? Kah insani fitrat he wo apna loss jald recover krna chahta he lakin is forum main sabr se kaam lena boht zarori he or soch sjh kr apne loss ko pora krna chahe
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
                        Of course jab loss hojate hai tu sub say pehla challenge yahe hota hai k kaise loss ko safely recover kiya jaee aor mazeed kesi loss say bacha jaee q k jab taak loss recover nahe hote ik bechaine see hote hai es leye jab be loss ho pehle es baat ka khyal raka jaee k loss k baad direct jaldbazi mai tension mai trades na lo balke wait karo apne aap ko cool rako aor jab ap fully relax hojao taab market mai trades lo
                        loss k bad sb se bara challenge hai k ap khud ko relax kren or ap apni mistake se sekhen or or future me mistake ko repeat na karen or strategy banayen or us ko demo par apply kren or practice karen jtna ziada practice utna ap sekhengy.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X