Loss k baad sub say bara challenge loss ko recover karna hota hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss k baad sub say bara challenge loss ko recover karna hota hai?
    Of course jab loss hojate hai tu sub say pehla challenge yahe hota hai k kaise loss ko safely recover kiya jaee aor mazeed kesi loss say bacha jaee q k jab taak loss recover nahe hote ik bechaine see hote hai es leye jab be loss ho pehle es baat ka khyal raka jaee k loss k baad direct jaldbazi mai tension mai trades na lo balke wait karo apne aap ko cool rako aor jab ap fully relax hojao taab market mai trades lo
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Of course jab loss hota hai tu sub say pehla challenge yahe hota hai k kaise jald az jald apne loss ko recover kiya jaee so loss k direct baad jazbati hone ya jaldbazi karne ki zarorat nahe hai bs wait karna chaheye taake best time mil sake next trade k leye taab he koi trade enter kare aor loss ko recover kare agar ap jaldbazi karengay tu ho sakta jai mazeed loss kar jaee
    • #3 Collapse

      Yes of course forex trading main jab hamain apnay insta forex bonus account per loss ho jata hai to aap ko sab say big challeNge waqiay loss ko recover karna hota hai.
      Jab tak ham forex trading main loss zada hota rahay ga apnay insta forex bonus account per trading main aap ko pata hona chiay kay jab bhi. Hamain loss hota hai apnay insta forex bonus account per to aap ko kafi zada loss ho sakta hai laikin.
      Aggressive entry aap ko nahi laini chiay apnay insta forex bonus account per trading kartay waqat.
      • #4 Collapse

        yes dear lose to har ik field ka ik hisaa hota hay aur agar hamin yeh pata nai chalayga k hamain lose ko recover kaisay karna hay to hamain kisi bhi field main koi success nai mil sakti hay for example agar hamain lose ho gaya hay to hamain usko recover karnay ki planing karna chaye yeh nai karna chaye k ham markeet k sath jung karna strat kar dain is tarha say na ham kamyab honagay aur na hamara kabhi hmara lose recover hoga.
         
        • #5 Collapse

          Ji dear sahi kaha jab hum logo ko trading main loss hota hai to hum logo ko pehle us loss ko recover karna hota hai then hi hum log koi profit gain kar sakte hain in trading and jab loss ho jaye to hum logo ko try karna chaaye ke hum apni best of best performance den and hard work kar ke acha bonus collect karen then us ko trade ke through recover karne ki try karen jis se hum lgoo ko ye faaida hoga ke hum apni next trade main profit earn kar paayege.
          • #6 Collapse

            Han g bilkul aisa he hai k ap pura mahena mehnat karty hain aur itni mushkil sy bonus hasil karty hain aur phir us bonus sy ap trade karty hain is ly ap ko chaye k ap soch samj kar lot lagayen kun k yehe bonus hai jis sy ap ny trading karni hai aur agr ap ny apna bonus loss kar liya to phir ap k lye mushkil ho jata hai us loss ko recover karna is lye thori thori lot lagaya karyen
            • #7 Collapse

              G Hn Dosto forex trading ma jb b ap koe trade lgaty hy lkin ap ki galt strategy ki wja sy agr wo trade loss ma Chli jy to phr ap ko wo loss recover krna prta hy or recover aik bht he mushkil kam hy recover krny ma kbi to month b lg jty hy or kbi to week b es ly Forex trading ma trading kry to soch smjh k kry
              • #8 Collapse

                ap nay bhut achi bat ki hai k forex mien jab hum aa ker kam kerty hien to hamain jab loss hota hai to hamary lye sab say aham challange yeh hota hai k ab hum nay apny loss ko recover kerna hai jab hum recover ker lety hien to hamain ja ker sakoon milta hai.
                • #9 Collapse

                  g bilkul loss hr feild ka hisa hy loss to hr field hr bisnes mn hota hy esy forex mn b hota hy lkn hmy chahy k hum moneymngmnt use krn us hsab sy trade krn lalch na krn trading ka style bnay phr e kam chly ga
                  • #10 Collapse

                    G bikul theak loss or profit to har business me he hota wesy b jab ham trading kar to soch samj kar kary or agr hame loss ho jata he to phir ham Jo b post karty he or us sy jo b bones milta to jab us sy trading kary to lot ko bilkul theak kam rak kar trading kary
                    • #11 Collapse

                      g bikul forex trading m jb hmy loss hota hy tu hmary liy sub sy bra chlng us loss ko coover krna hota hy q k loss cover krna etna asan nhi es liy hmy apni mistak sy sekhna chahiy r next tread m mistak sy buchna chahiy q K experience hm apni mistake ko note kr k hi hasil krty hen r loss sy hi hm best tredr bnty hen.
                      • #12 Collapse

                        yes my brother jab app ko aik dafa account main loss ho jata hia pher app loss ko recover karna sab say bara challnage hota hai our mera account aik dafa kafi loss main chala jeay to pher dosto mery leay kafi mushkil ho jata hai our pher mera to account wash he ho jata hia our pher main us main recoery nahe ker sagta hon koin k loss iak din mian kabhe bhe recover nahe hota hai
                        • #13 Collapse

                          jee friends ap na theek kaha hay k lose k bad sub sa bara challenge is ko wapis apni jagha lana hota hay is liya to kaha jata hay k is business k liya who bunda he theek hota hay jo stress ko berdash ker lata hay
                          • #14 Collapse

                            Forex trading mein ager aapko loss ho jata hai tu tention nahi leni chahiye,apni mistakes ko control ker k trading mein improvement layen is tarah aapka loss recover ho jayega,forex trading mein loss recover krna zarori hota hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
                              Of course jab loss hojate hai tu sub say pehla challenge yahe hota hai k kaise loss ko safely recover kiya jaee aor mazeed kesi loss say bacha jaee q k jab taak loss recover nahe hote ik bechaine see hote hai es leye jab be loss ho pehle es baat ka khyal raka jaee k loss k baad direct jaldbazi mai tension mai trades na lo balke wait karo apne aap ko cool rako aor jab ap fully relax hojao taab market mai trades lo
                              Ji Bhai aap bilkul theek Ja Rahe Hain loss hone ke baad sabse bada challenge in love story cover karna hota hai aur Agar Hum hardworking Karke trading Kare Toh Hum usko recover kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X